MERE AAKA MERE AAKA NAAT LYRICS

MERE AAKA MERE AAKA NAAT LYRICS

 

Mere aaka mere aaka

Apne mangto pe ho nigahe karam

Ilitaja hain ye tajdare haram

Mere aaka……………………………………

Madine dekhenge hai aarzoo sabki

Madine jaan se pyaar hai

Hai sabze gambad par wo noor ki baris

Bahot hasin nazara hai

Hasate did main har aankh hai nam

Iltija hai ye tajdare haram

Mere aaka…………………………………….

Ho rahamate hum par e rahamate aalam

Sadae hain ye gulamo ki

Hamari laaj rakhe bulae roze par

dua e hain ye gulamo ki

kash nikle madine paak main dam

iltija hai ye ……………….

tumhare noori kadam jaha jaha pe gaye

ujale rah tale hain

ye khushk mosam ka andhera dur huva

saje khajuro ke zumar hain

khairo barkat waha hoti nahi kam

iltija hai ye…………………

hain husne yusuf ki hasin bat magar

nabi ki shan nirali hain

hain sare alam me ye husn jitna bhi

nabi ke dar ka sawali hain

husne-akhlak mangte hain ham

iltija hai ye……………………..

huzur nat kahun hain arzoo meri

yuhin ye umr gujar jaye

kamal karde ata ‘kamal’ ko aaka

madina dil main utar jaae

hamd aur naat ka ye mera kalam

iltija hai ye ……………….

Sharing Is Caring:

Leave a Comment