Month: February 2021

Bazm-e-Konain Sajanain kayliyay aap aeye

Bazm-e-Konain Sajanain kayliyay aap aeye Sham-e-toheed jalaanain kayliyay aap aeye   Aik pegham jo har dil main ujala kar day Saaree dunya ko sunanain kayliyay aap aeye   Aik mudat sey battaktay huway insano ko Aik markaz pey bulanain kayliyay aap aeye   Na khuda ban kay obaltay huway toofaanon main Kashtiyan paar lagane kayliyay aap aeye …

Bazm-e-Konain Sajanain kayliyay aap aeye Read More »