Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki Naat Lyrics

Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki Naat Lyrics

 

 

Arsh Haq Hai Masnad e Rif’at Rasoolullah ﷺ Ki Naat Lyrics

Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasolullah Ki Lyrics

Arshe Haq Hai Masnade Rif’At Rasoolullah ﷺ Ki,
Dekhni Hai Hashr Me Izzat Rasoolullah ﷺ Ki.

Qabr Me Leraayenge Ta Hasr Chashme Noor Ke

Jalwah Farma Hogi Jab Tal’At Rasoolullah ﷺ Ki

Laawarabbil Arsh Jisko Jo Mila Unse Mila

Bat’Ti He Kownain Me Ne’Mat Rasoolullah ﷺ Ki

Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki Lyrics

Wo Jahannum Me Gayajo Unse Mustaghni Huwa

Hai Khalleelullah Ko Haajat Rasoolullah ﷺ Ki

Sooraj Ulthe Paaw Palthe Chaand Ishaare Se Ho Chaak

Andhe Najdi Dekhle Qudrat Rasoolullah ﷺ Ki

Tujhse Aur Jannat Se Kya Matlab Wahabi Door Ho

Hum Rasoolullah Ke, Jannat Rasoolullah ﷺ Ki

Zikr Roke Fazl Kaate Naqs Ka Juyaa’n Rahe,

Fir Kahe Mardak Ke Hun Umamt Rasoolullah ﷺ Ki

Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki Lyrics

Najdi Usne Mohlat Did Ki Is Aa’lam Me Hai,

Kafiro Murtad Pe Bhi Rahmat Rasoolullah ﷺ Ki.

Hum Bhikaari Wo Kareem, Unka Khudaa Unse Fizoo

Aur Naa Kehna Nahee Aadat Rasoolullah ﷺ Ki

Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki Lyrics

Ahle Sunnat Ka He Bera Paar Ashaabe Rasool

Najm He Aur Naav Hai Itrat Rasoolullah ﷺ Ki

Khaak Ho Kar Ishq Me Aaram Se Sona Mila,

Jaan ki Ekseer Hai Ulfat Rasoolullah ﷺ Ki.

Toot Jaayenge Gunaahgaro Ke Fawran Qaid-O-Bund

Hashr Ko Khuljaaegi Taaqat Rasoolullah ﷺ Ki

Ya Rabb Ik Saa’At Me Dhul Jaa-E Siyaahkaro Ke Jurm

Josh Par Aajaaye Ab Rehmat Rasoolullah ﷺ Ki

Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki Lyrics

Hai Gule Baage Qudus Rukhsaare Zaiba e Huzoor,

Sarwe Gulzare Qidam Qamat Rasoolullah ﷺ Ki.

Ae Raza Khud Saahibe Quraan Hai Mud’Daahe Huzoor

Tujhse Kab Mumkin He Phir Midhat Rasoolullah ﷺ Ki
Arshe Haq Hai Masnade Rif’at Rasoolallah ﷺ Ki Lyrics In Hindi

अर्श हक़ है मसनद ए रिफ’अत रसूलुल्लाह ﷺ की,

देखनी है हश्र में इज्ज़त रसूलुल्लाह ﷺ की

क़ब्र में लहराएंगे ता हश्र चश्मे नूर के,

जलवा फरमा होगी कब तल ‘अत रसूलुल्लाह ﷺ की

लावा रब्बिल अर्श जिसको जो मिला उनसे मिला ,

बटती है को नैन में ने’ मत रसूलुल्लाह ﷺ की

वो जहन्नम में गया जो उनसे मुस्तग्नि हुआ,

है खलीलुल्लाह को हाजत रसूलुल्लाह ﷺ की

सूरज उल्टे पांव पलटे चांद इशारे से हो चाक ,

अंधे नज्दी देख ले कुदरत रसूलुल्लाह ﷺ की

तुझसे और जन्नत से क्या मतलब वहाबी दूर हो,

हम रसूलुल्लाह ﷺ के जन्नत रसूलुल्लाह ﷺ की

ज़िक्र रोके फज्ल काटे नक्स का जुया रहे ,

फिर कहे मरदक के हूं उम्मत रसूलुल्लाह ﷺ की

नजदी उसने तुझको मोहलत दी की इस आलम में है

काफिरों मुर्तद पे भी रहमत रसूलुल्लाह ﷺ की

 

हम भिकारी वो करीम उनका खुदा उनसे फजू,

और न कहना नहीं आदत रसूलुल्लाह ﷺ की

अहले सुन्नत का है बेड़ा पार अस हाबे हुज़ूर,

नज्म है और नाव है इतरत रसूलुल्लाह ﷺ की

ख़ाक हो कर इश्क में आराम से सोना मिला,

जान की एकसीर है उल्फत रसूलुल्लाह ﷺ की

टूट जाएंगे गुनाहगारों के फौरन कैदो बंद ,

हश्र को खुल जायेगी ताक़त रसूलुल्लाह ﷺ की

या रब एक सा’ अत में धूल जाएं सियाहकारो के जुर्म,

जोश में आ जाए अब रहमत रसूलुल्लाह ﷺ की

है गुले बागे कुदुस रूख सार ए जैबा ए हुज़ूर,

सर्वे गुलजारे किदम क़ामत रसूलुल्लाह ﷺ की

ऐ रज़ा खुद साहिबे कुरआन है मद्दाहे हुज़ूर,

तुझ से कब मुम्कन है फिर मीदहत रसूलुल्लाह ﷺ की
Arsh Haq Hai Masnad e Rif’at Rasoolullah ﷺ Ki Naat Lyrics In Urdu

عرشِ حق ہے مسندِ رِفعت رسول اللہ کی

دیکھنی ہے حشر میں عزّت رسول اللہ کی

قبر میں لہرائیں گے تا حشر چشمے نُور کے

جلوہ فرما ہوگی جب طلعت رسول اللہ کی

کافروں پر تیغِ والا سے گِری برقِ غضب

اَبر آسا چھا گئی ہیبت رسول اللہ کی

لَا وَرَبِّ الْعَرْش جس کو جو مِلا ان سے ملا

بٹتی ہے کونین میں نعمت رسول اللہ کی

وہ جہنم میں گیا جو اُن سے مستغنی ہوا

ہے خلیل اللہ کو حاجت رسول اللہ کی

سُورج اُلٹے پاؤں پلٹے چاند اِشارے سے ہو چاک

اندھے نجدی دیکھ لے قدرت رسول اللہ کی

تجھ سے اور جنّت سے کیا مطلب وہابی دُور ہو

ہم رسول اللہ کے جنّت رسول اللہ کی

ذِکر روکے فضل کاٹے نقص کا جویاں رہے

پھر کہے مردک کہ ہوں امّت رسول اللہ کی

نجدی اُس نے تجھ کو مہلت دی کہ اس عالم میں ہے

کافر و مرتَد پہ بھی رحمت رسول اللہ کی

ہم بھکاری وہ کریم اُن کا خدا اُن سے فُزُوں

اور نا کہنا نہیں عادت رسول اللہ کی

اہلِ سنّت کا ہے بیڑا پار اَصحابِ حضور

نجم ہیں اور ناؤ ہے عترت رسول اللہ کی

خاک ہو کر عشق میں آرام سے سونا مِلا

جان کی اِکسیر ہے اُلفت رسول اللہ کی

ٹُوٹ جائیں گے گنہگاروں کے فوراً قید و بند

حشر کو کھل جائے گی طاقت رسول اللہ کی

یاربّ اِک ساعت میں دُھل جائیں سیہ کاروں کے جرم

جوش میں آجائے اب رحمت رسول اللہ کی

ہے گل باغ قُدُس رُخسارِ زَیبائے حضور!

سر وِ گلزارِ قدم قامت رسول اللہ کی

اے رضاؔ خود صاحبِ قرآں ہے مَدَّاحِ حضور

تجھ سے کب ممکن ہے پھر مِدحت رسول اللہ کی

 

Wo Shehr E Mohabbat Naat Lyrics

 “Arshe Haq Hai Masnade Lyrics” ek dilkash naat hai jo Nabi ﷺ ke fazl-o-karam aur shaan mein tazimi izhar karti hai. Is naat mein unki mahabbat aur izzat ka izhar kiya gaya hai. Shahbaz Qamar Fareedi ki madhur awaz mein padhi gayi yeh naat insan ke dil ko choo jati hai aur unke asoolon aur sunnat par amal karne ki talqeen karti hai. Is naat ke zariye log Nabi ﷺ ke izzat-o-shaan mein mohabbat aur tazimi izhar karte hain. Isi tarah, “Arshe Haq Hai Masnade Lyrics” ko sun kar insan apne imaan mein izafa karta hai aur rohani taraqqi mein izafa hota hai. Is naat mein Nabi ﷺ ke hawale se 4qul ka bhi zikr hai, jo insan ko Allah ki qurbat aur mohabbat ka rasta dikhata hai.For more information pase visit IslamWala.

 

Sharing Is Caring:

Leave a Comment