Bedam Shah Warsi Naat Lyrics
Bedam Shah Warsi Naat Lyrics
hum mai-kade se mar ke bhi bahar na jaenge
apne didar ki hasrat mein tu mujhko sarapa dil kar de
dil liya jaan li nahin jati
na to apne ghar mein qarar hai na teri gali mein qayam hai
wo chale jhaTak ke daman mere dast-e-na-tawan se
sine mein dil hai dil mein dagh dagh mein soz-o-saz-e-ishq
mujhse chhup kar mere armanon ko barbaad na kar
kash meri jabin-e-shauq sajdon se sarfaraaz ho
ye saqi ki karamat hai ki faiz-e-mai-parasti hai
pahle sharma ke mar Dala
na mehrab-e-haram samjhe na jaane taq-e-but-KHana
mubarak saqi-e-mastan mubarak
apni hasti ka agar husn numayan ho jae
kabhī yahan liye hue kabhī wahan liye hue
gul ka kiya jo chaak gareban bahaar ne
daru-e-dard-e-nihan rahat-e-jaani sanama
yun gulshan-e-hasti ki mali ne bana Dali
mujhe shikwa nahin barbaad rakh barbaad rahne de
parde uThe hue bhi hain unki idhar nazar bhi hai
tur wale teri tanwir liye baiThe hain
kuchh lagi dil ki bujha lun to chale jaiyega
barahman mujhko banana na musalman karna
but bhi isMein rahte the dil yar ka bhi kashana tha
ye KHusrawi-o-shaukat-e-shahana mubarak
allah-re faiz ek jahan mustafid hai
qafas ki tiliyon se le ke shaKH-e-ashiyan tak hai
usko duniya aur na uqba chahiye
tum KHafa ho to achchha KHafa ho
qasr-e-jaanan tak rasai ho kisi tadbir se
pas-e-adab mujhe unhen sharm-o-haya na ho
batae deti hai be-puchhe raaz sab dil ke
khinchi hai tasawwur mein taswir-e-ham-aghoshi
main yar ka jalwa hun
justuju karte hi karte kho gaya
ghamza paikan hua jata hai
sahaara maujon ka le le ke baDh raha hun main
kya gila is ka jo mera dil gaya
buton par mar miTe dhoka diya sari KHudai ko
teri ulfat shoabada-parwaz hai
halak-e-tegh-e-jafa ya shahid-e-naz kare
ishq ke aasar hain phir ghash mujhe aaya dekho
mujhe jalwon ki uske tamiz ho kya mere hosh-o-hawas baja hi nahin
shadi-o-alam sab se hasil hai subukdoshi
apni hasti ka agar wasf numayan ho jae
jis ko dekha yar tera aashiq-e-na-dida hai
main ghash mein hun mujhe itna nahin hosh
mujhi se puchhte ho main hi batla dun ki tum kya ho
dil hi kho baiThe dil lagi kaisi
na kunisht-o-kalisa se kaam hamein dar-e-dair na bait-e-haram se gharaz
kalisa mein ho kaba mein ho but-KHane ke andar ho
kalisa mein ho kaba mein ho but-KHane ke andar ho
hua KHatm hasti ka meri fasana
kalisa mein ho kaba mein ho but-KHane ke andar ho
na suno mere nale hain dard-bhare dar-o-asare aah-e-sahare
jhuk ke saghar se gale milta hai paimane ki id
hum gham-zadon ki maut kya aur kya hamari zindagi
parda-dari ke ewaz badnam-o-ruswa kar diya
be-ganagi-e-dil ke afsane ko kya kahiye
suna tha lutf hote hain hasinon ki mohabbat mein
suni jo meri musibat ki dastan to kaha
chala hun aaj ye saughat le kar unki mahfil mein
qasr-e-jaanan tak rasai ho kisi tadbir se
kaba-o-kalisa mein wo kahte hain kya hai sab sajdon ki ja hai
duniya ki kuchh KHabar thi na uqba ka hosh tha
na jaane meri lahad par kahan se aate hain
aankh barchhi ki ani thi sambhaali na gai dil ka KHun hoke raha
mera dil us pe nazan hai ki dil hun par main wo dil hun
تیور چڑھائے اس نے مرا جی دہل گیا
دشمن آئینہ ہے مغرور کی یکتائی کا