Ilahi Gunahgar Banda Hun Main Dua Lyrics
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Ilahi Gunahgar Banda Hun Main
Sarapa Bura Aur Ganda Hun Main
Bahot Sakht Mujrim Kamina Hun Main
Gunahon Ka Goya Khazina Hun Main
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Na Quwwat Gunahon Se Bachne Ki Hai
Na Himmat Amal Nek Karne Ki Hai
Tera Ho Irada Agar Ae Karim
To Ho Paak Pal Me Ye Banda Laiin
Ilahi Gunahrar Banda Hun Main
Sarapa Bura Aur Ganda Hun Main
Tu Hi Ghaib Se Koi Saman Kar
Gunhon Se Bachne Ko Aasaan Kar
Irade Mere Nek Aamaal Ke
Hawale Huye Nafs Ki Chaal Ke
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Agar Teri Taufeeq Ho Chara Gar
To Fir Nafs O Shaita.n Se Kya Mujhko Dar
Main Banda Tera Hun Mahaz Naam Ka
Bana De Karam Se Mujhe Kaam Ka
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Talwwun Mizaji Meri Khatm Kar
Mere Azm Ko Tu Ata Jazm Kar
Ata Kar Mujhe Zarra-E-Dard-E-Dil
Tera Dard Ho Jaye Ye Aab-O-Gul
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Rah-e-Ghaib Se Kar Meri Rahbari
Teri Bandagi Se Ho Izzat Meri
Dikha Ghaib Se Mujhko Rahe Nijaat
Pila Apne Murde Ko Aabe Hayaat
Ilahi Gunahrar Banda Hun Main
Sarapa Bura Aur Ganda Hun Main
Bahot Sakht Mujrim Kamina Hun Main
Gunahon Ka Goya Khazina Hun Main
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Ilahi Karam, Ilahi Karam
Recited By: Hafiz Gufran
Lyrics: Maulana Hakeem Akhtar
Ilahi Gunahgar Banda Hun Main Dua Lyrics Hindi
इलाही करम, इलाही करम
इलाही करम, इलाही करम
इलाही गुनाहगार बन्दा हूं मैं
सरापा बुरा और गंदा हूं मैं
बहुत सख़्त मुजरिम कमीना हूं मैं
गुनाहों का गोया ख़ज़ीना हूं मैं
इलाही करम, इलाही करम
इलाही करम, इलाही करम
ना क़ुव्वत गुनाहों से बचने की है
ना हिम्मत अमल नेक करने की है
तेरा हो इरादा अगर ऐ करीम
तो हो पाक पल में ये बन्दा लईन
इलाही गुनाहगार बन्दा हूं मैं
सरापा बुरा और गंदा हूं मैं
तू ही ग़ैब से कोई सामान कर
गुनाहों से बचने को आसान कर
इरादे मेरे नेक आमाल के
हवाले हुए नफ़्श की चाल के
इलाही करम, इलाही करम
इलाही करम, इलाही करम
अगर तेरी तौफ़ीक़ हो चारागर
तो फिर नफ़्स-ओ-शैतां से क्या मुझको डर
मैं बंदा तेरा हूं महज़ नाम का
बना दे करम से मुझे काम का
इलाही करम, इलाही करम
इलाही करम, इलाही करम
तलव्वुन मिज़ाजी मेरी ख़त्म कर
मेरे अज़्म को तू अ़ता जज़्म कर
अ़ता कर मुझे ज़र्रा-ए-दर्द-ए-दिल
तेरा दर्द हो जाए ये आब-ओ-गुल
इलाही करम, इलाही करम
इलाही करम, इलाही करम
राह-ए-ग़ैब से कर मेरी रहबरी
तेरी बन्दगी से हो इज़्ज़त मेरी
दिखा ग़ैब से मुझको राहे निजात
पिला अपने मुर्दे को आबे ह़यात
इलाही गुनाहगार बन्दा हूं मैं
सरापा बुरा और गंदा हूं मैं
बहुत सख़्त मुजरिम कमीना हूं मैं
गुनाहों का गोया ख़ज़ीना हूं मैं
इलाही करम, इलाही करम
इलाही करम, इलाही करम
Ae Ishq-E-Nabi Dil Main Bhi Sama Jana Naat Lyrics
Aaye Aaqa Madani Aaqa Naat Lyrics
Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics
Allah Ne Pohnchaya Sarkar Ke Qadmon Me Naat Lyrics
Almah Kahar He Ae Ghous Wo Tikha Tera Naat Lyrics
Allah Mera Dahar Me Aala Maqam Ho Naat Lyrics
Ae Dil Bata Kaisa Laga mera Raza Mera Raza Naat Lyrics
Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya Naat Lyrics
Aaqa Aaqa Bol Bande Aaqa Aaqa Bol Naat Lyrics
Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
Ae saba Mustafa se kah dena gam ke mare salam kahte hain Naat Lyrics
Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
Duniya te Aya koi Teri na Misaal da Naat Lyrics
Do jahaan ke Wali ka do jahan pe saya hey Naat Lyrics
Dushman-e Ahmad pe shiddat kijiye Naat Lyrics
Dil me ho yad Teri Gosha-e tanhai ho Naat Lyrics
Dil Main Ishqe Nabi ki ho Aesi Lagan Naat Lyrics
Dil me ishq e Nabi ki ho aesi lagan Naat Lyrics
Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lagega Naat Lyrics
Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
Dam Ba Dam Allah Hoo Allah Hoo Naat Lyrics
Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
Ya rasulallah shafqat kijiye Naat Lyrics
Dekhte Kya Ho Ahle Safa Naat Lyrics
Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics