Labbaik Labbaik Allahumma Labbaik Naat Lyrics

Labbaik Labbaik Allahumma Labbaik Naat Lyrics

 

 

Labbaik Allahumma Labbaik Lyrics

Khuda tera Hafiz-o-Nigahban o Rah-e-Batha ke jaane wale

Naveed-e-Sad Imbisaat ban kar Piam-e-Darussalam aayaa

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Naseeb par hain wo aaj nazaan

Jinhe Sharaf Hajj ka mil raha hai

Naseeb par hain wo aaj nazaan

Jinhe Sharaf Hajj ka mil raha hai

Mina ki janib rawan dawan hai

Mina ki janib rawan dawan hai

Labon pe Labbaik ki sada hai

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Ba chashme nam ghum koi Dua me

To koi masroof hai Sana me

Ba chashme nam ghum koi Dua me

To koi masroof hai Sana me

Khuda ke mehmaan hain Mina me

Khuda ke mehmaan hain Mina me

Ajeeb Kaif-o-Suroor sa hai

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Qubool kyu na ho ab Dua’en

Mili muqaddar se ye faza’en

Qubool kyu na ho ab Dua’en

Mili muqaddar se ye faza’en

Muaf uski hain sab khata’en

Muaf uski hain sab khata’en

Jo aaj Arfaat me khara hai

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Wukuf-e-Arfaat se ban ke kundan

Wukuf-e-Arfaat se ban ke kundan

Wukuf-e-Arfaat se ban ke kundan

Chale hain muzdalifa Haji hajjan

Wukuf-e-Arfaat se ban ke kundan

Chale hain muzdalifa Haji hajjan

Mehek raha hai dilon ka gulshan

Mehek raha hai dilon ka gulshan

Khushi se chehra damak raha hai

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Anokhi basti ajab zameen hai

Ke soz aisa kahi nahi hai

Anokhi basti ajab zameen hai

Ke soz aisa kahi nahi hai

Ye kis kadar aaj shab haseen hai

Ye kis kadar aaj shab haseen hai

Karam Khuda ka yahaan bara hai

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Magan koi dhoondne me sang hai

Rami ke dil me bari umang hai

Magan koi dhoondne me sang hai

Rami ke dil me bari umang hai

Thakan se chur aaj ang ang hai

Thakan se chur aaj ang ang hai

Magar thakan me bhi ik maza hai

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Ubaib apni kaha ye aukaat

Ke leke jaate yahaan ki barkaat

Ubaib apni kaha ye aukaat

Ke leke jaate yahaan ki barkaat

Nabi ke sadqe Dua ka daaman

Nabi ke sadqe Dua ka daaman

Sabhi muradon se bhar gaya hai

 

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

Labbaik Allahumma Labbaik

Labbaika LaShareeka Laka Labbaik

Innal Hamda Wanni’mata

Laka Walmulk LaShareeka Lak

 

Writer(s): Owais Raza Qadri

Sharing Is Caring:

Leave a Comment