MUHAMMAD MAZHAR E KAMIL HAIN HAQ KI SHAN E IZZAT KA NAAT LYRICS

MUHAMMAD MAZHAR E KAMIL HAIN HAQ KI SHAN E IZZAT KA NAAT LYRICS

 

Muhmmad Majhar Kamil Hain Haq Ki Shaan Izzat Ka
Nazar Aata Hain Is Kasrat Main Kuchh Andaz Wahadat Ka

Yahi Hain Asle Aalam Madae Ijade Khilkat Ka
Yahaa Wahadat Main Barapa Hain Ajaba Hangama Kasrat Ka

Gada Bhi Muntajir Hain Kuld Main Neko Ki Dawat Ka
Khuda Din Khar Se Laae Sakhi Ke Ghar Jiyafat Ka

Gunah Magfor Dil Ke Rosan Khuak Aankhe Jigar Khnda
Taalalllah Mahe Tayaba Aalma Teri Talaat Ka

Na Rakhi Gul Ke Jhose Husan Ne Gulsan Main Ja Baki
Cahtkata Phir Kaha Guncha Koy Bage Risaamat Ka

Bhda Ye Silsila Rahamat Ka Dhroe Julf Wala Main
Tasalsul Kale Koso Rah Gaya Isaya Ki Julmat Ka

Safe Matma Ude Khali Ho Jinda Tukte Zanzir
Gunhgaro Chalo Maula Ne Dark Hula Hain Jannat Ka

Sikhaya Hain Ye Kis Gustakha Ne Aaina Ko Ya Rab
Najara Roe Jana Ka Bahana Karke Heart Ka

Idhar Ummat Ki Hasrat Par Udhar Khaliak Ki Rahmat Ka
Nirala Toar Hoga Gadise Chame Safaat Ka

Bhade Is Dajha Muhje Kasate Afjaal Wala Ka
Kinara Mil Gaya Is Nahar Se Dariyae Wahadat Ka

Khame Julfe Nabi Sajid Hain Maharabe Do Abro Ka
Ki Ya Rab Tu Hi Wali Hain Siayah Karane Ummat Ka

Madd E Jhose Giya Baha De Koha Or Sahara
Nazar Aa Jaae Jalwa Be Us Paak Tubat Ka

Hue Kamkawabie Hijara Main Saato Pade Kamkawabi
Tasvvuar Khub Bandha Aankho Ne Astare Tubat Ka

Yaki Hain Waqke Jalwa Lagjise Pae Nigah Pae
Mile Jose Safae Jism Se Pa Boss Hajrat Ka

Yaha Chhdaka Namak Wa Marhame Kafur Hath Aaya
Dile Jakhmi Namak Parawuda Hain Kis Ki Malahat Ka

Ilaahi Muntajir Hu Wo Kharame Naaz Farmaae
Bicha Rakha Hain Fas Aankho Ne Kamkhwabe Basarat

Na Ho Aaka Ko Sajda Aadamo Usuf Ko Sunati Hain
Magar Sidhe Jaraea Dab Hain Apani Sariat Ka

Jabane Khar Kis Kis Dard Se Un Ko Sunati Hain
Tadpana Dashte Tayba Me Jigar Apagar Fukrat Ka

Sirhane Un Ke Bismil Ke Ye Betabi Ka Matam Hain
Shahe Koasar Tarhahum Tashna Jata Hain Jiyarat Ka

Jinhe Makrad Me Ta Hashr Ummati Kah Kar Pukaroge
Hame Bhi Yad Kar Lo Un Me Sadka Apni Rahemat Ka

Vo Chamki Bijliyan Ya Rab Tajalli Haie Jano
Ki Chashme Toor Ka Surma Ho Dil Mushtak Ruyat Ka

Raza Khasta Joshe Bahare Isyo Se Na Dhabarana
Kabhi To Hath Aa Jaega Daman Un Ki Rahemat Ka

Sharing Is Caring:

Leave a Comment