YA GARIB NAWAZ PUKARO YA GARIB NAWAZ NAAT LYRICS

YA GARIB NAWAZ PUKARO YA GARIB NAWAZ NAAT LYRICS

 

 

ya garib nawaz ya garib nawaz

 

pukaro, ya garib nawaz ya garib nawaz

 

 

 

tum bhi karke unka charcha jannti ban jao

 

hind ke raja hamare khwaja sab ki bidadi banao

 

pukaro, ya garib nawaz………………………………

 

 

 

khawaja ji dil mai mere kya gul khilaya apne

 

zulmata mai noor ka dipak jalaya apne

 

tum bhi karke unka chcha jannti bane jao

 

hind ke raja hamare khwaja sabki badadi

 

pukaro, ya garib nawaz……………………………

 

 

 

apne bakhsha taswwuf ko kamala jaweda

 

khankaho ka chalan kisne barhaya apne

 

tum bhi karke unka charcha……………………..

 

 

 

jo tha ek ujda huva sa shahar registan ka

 

isko ajmare mukadas kahalvaya apne

 

tum bhi karke unka charcha……………………..

 

 

 

faiz khvaja se chala hai aaj ‘najami’ ka kalam

 

isko kuchh likhne ke hi kabil banaya apne

 

tum bhi karke unka charcha……………………..

 

 

 

aapke daese hi milta hai madine ka sharaf

 

har baras ushshak ko taybah dikhaya aapne

 

tum bhi karke unka charcha……………………..

 

 

 

 

 

Sharing Is Caring:

Leave a Comment