MANQABAT E TAAJ USH SHARIYATH NAAT LYRICS

MANQABAT E TAAJ USH SHARIYATH NAAT LYRICS

Peer-e-bar’haq murshid-e-zeeshan hain AKHTAR RAZA
AHL-E-SUNNAT ki akele jaan hain AKHTAR RAZA!

Mufti-e-azam k khwabo’n ki haseen tabir hai
Bul’hussain-o-ahmedi faizan hai AKHTAR RAZA

Hai zamane mei musalla unki ilmi shaksiyath
Najdiyo’n k waastay chattan hai AKHTAR RAZA

Haat ay ulfat mera hai AZHARI k haat mei
Meri baqshish ka haseen samaan hai AKHTAR RAZA!

Sharing Is Caring:

Leave a Comment