Salat al tasbeeh padhne ka tarika
بسم الله الرحمن الرحيم
Salat Al TASBEEH KI NAMAZ PADHNE KA TARIKA
SALAT AL TABSEEH KAISE PADHEN
Hamari Pichli Post Salat Al Tasbeeh Ki Namaz Par Dalail FAZAIL ko lekar thi Jisko aap yahan Click karke padh sakte hai (SALAT AL TASBEEH HADEES E PAAK KI ROSHNI MEIN – CLICK HERE TO READ)
STEP 01 NIYAT : Chahe to Dil me Salat Al Tasbeeh ki niyat karlen aur agar jaban Se bhi ada karen to Mustahab hai. Niyat ki Maine 04 raqat nafal Salat Al Tasbeeh ki, Waaste ALLAH TAala Kay Rukh Mera Kaba Sharif Ki Taraf, ALLAH HOO AKBAR
STEP 02 : TAKBIR E TAHRIMA – (ALLAH HOO AKBAR KAHE HAATH BAANDHE)
STEP 03: SANA SHARIF PADHE (Subhana Kalla Humma Wa Bee Hamdeeka Wata Baara Kasmooka Wa Ta’ala Jaddoo Ka Wa La ilaha Ghairuka)
STEP 04 : TASBEEH PADHE 15 Baar (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
STEP 05 : Aaoo Zoo Billahee Minash Shaitaanir Rajeem Aur Phir “Bimillah Hir Rahmaanir Raheem Phir Surah Fatiha Sharif Aur Koi EK Surah padhen
STEP 06 : 10 Baar Tasbeeh Padhen (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
STEP 07 : RUKU KAREN 03 Baar “Subhaana Rabbi-yal Azeem”
10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
STEP 08 : RUKU SE SIR UTHAYE
“Samee Allahoo Layman Hamidah”
“Rabbana Lakal Hamd”10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
STEP 09 : PAHLA SAZDA 03 Baar “Subhaana Rabbi-yal ‘Alaa”
10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
STEP 10 : PAHLE SAZDE Se Sir Uthaye Dono Sazdo kay darmiyan bethe
10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
STEP 11 : DUSRE SAZDE me 03 Baar “Subhaana Rabbi-yal ‘Alaa”
10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
Is tarah Aapki 1 rakat mukammal hogi aur Ek Rakat me qul 75 tasbeeh hogi issi trah 4 rakat ada karna hai.
Yaad rahe Dusri rakat me bhi Surah Fatiha kay pahle 15 baar uske baad sab jagah 10 10 baar tasbeeh padhe aur 04 rakat me 300 martaba hogi.
(BAHAR E SHARIAT, Hissa 04, Pg :32)