RewriteEngine On RewriteCond %{HTTP_HOST} ^barkateraza\.com$ [NC] RewriteRule ^( .* )$ https://www.barkateraza.in/$1[L,R=301,NC]

SAR SE PAA TAK HAR ADA HE LAJAWAB NAAT LYRICS

SAR SE PAA TAK HAR ADA HE LAJAWAB NAAT LYRICS

 

Sar Se Paa Tak Har Ada He Lajawab
Khubruyo Me Nahi Tera Jawab

Husn He Bemisal Surat Lajawab
Me Fida Tum par Aap Ho Apna Jawab

Puche Jate He Amal Me Kya Kahu
Tum Sika Jao Mere Maula Jawab

Palte He Ham Se Nikamme BesHamar
He Kahi Us Astane Ka Jawab

Roz E Mahshar Aik Tera Asra
Sab Sawalo Ka Jawab E Lajawab

Me Yad E Bayda Ke Sadqe Ae Kaleem
Par Kaha Un Ki Kaf E Pa Ka Jawab

Kya Amal Tu Ne Kiye Us Ka Suwal
Teri Rahmat Chahi He Mera Jawab

Mehr O Ma Zare He Un Ki Rah Ke
Kaun De Naqsh E Kaf E Pa Ka Jawab

Tum Se Us Beemar Ko Sehat Mile
Jis Ko Dede Hazrat E Esa Jawab

Dekh Rizwan Dasht E Taiba Ki Bahar
Meri Jannat Ka Na Paye Ga Jawab

Shor He Lutf O Ata Ka Shor He
Mangne Wala Nahi Sunta Jawab

Jurm Ki Patash Pate Ahle Jurm
Ulti Bato Ka Na Ho Seeda Jawab

Par Tumhare Lutf Are Agaye
De Diya Mahshar Me Bepursish Jawab

Ae Hasan Mehw E Jamal E Ruh E Dost
Ae Nakeerain Is Se Phir Lena Jawab

Submit By Abid RazviSar Se Paa Tak Har Ada He Lajawab
Khubruyo Me Nahi Tera Jawab

Husn He Bemisal Surat Lajawab
Me Fida Tum par Aap Ho Apna Jawab

Puche Jate He Amal Me Kya Kahu
Tum Sika Jao Mere Maula Jawab

Palte He Ham Se Nikamme BesHamar
He Kahi Us Astane Ka Jawab

Roz E Mahshar Aik Tera Asra
Sab Sawalo Ka Jawab E Lajawab

Me Yad E Bayda Ke Sadqe Ae Kaleem
Par Kaha Un Ki Kaf E Pa Ka Jawab

Kya Amal Tu Ne Kiye Us Ka Suwal
Teri Rahmat Chahi He Mera Jawab

Mehr O Ma Zare He Un Ki Rah Ke
Kaun De Naqsh E Kaf E Pa Ka Jawab

Tum Se Us Beemar Ko Sehat Mile
Jis Ko Dede Hazrat E Esa Jawab

Dekh Rizwan Dasht E Taiba Ki Bahar
Meri Jannat Ka Na Paye Ga Jawab

Shor He Lutf O Ata Ka Shor He
Mangne Wala Nahi Sunta Jawab

Jurm Ki Patash Pate Ahle Jurm
Ulti Bato Ka Na Ho Seeda Jawab

Par Tumhare Lutf Are Agaye
De Diya Mahshar Me Bepursish Jawab

Ae Hasan Mehw E Jamal E Ruh E Dost
Ae Nakeerain Is Se Phir Lena Jawab

Sharing Is Caring:

Leave a Comment