Arzo Sama Banay Hain Naat Lyrics

Arzo Sama Banay Hain Naat Lyrics

ARZO-SAMAA BANAY HAIN NAAT LYRICS

Arz-O-Sama Banay Hain Issi Noor Ke Tufail
Taaray Chamak Rahay Hain Issi Noor Ke Tufail
Gulshan Haray Bharay Hain Issi Noor Ke Tufail
Dono Jahan Sajay Hain Issi Noor Ke Tufail
Iss Noor Ka Azal Se Abad Tak Hai Silsila
Ye Noor Who Hai Jiss Ka Taraf Daar Hai Khuda

Aaya Hai Rah-e-Raast Dikhanay Ke Waastay
Bando Ko Unke Rab Se Milanay Ke Waastay
Bunyaad But Kadoon Ki Giraanay Ke Waastay
Rasm-O-Riwaaj Kufr Mitaanay Ke Waastay
Insaan Ko Bandagi Ka Saleeqa Sikhaye Ga
Ye Noor Zulmatoon Ko Ujaalay Banaye Ga

Guftaar Lajawaab Hai Kirdaar Bay Nazeer
Haami Sitam Zadoon Ka Yateemon Ka Dastageer
Halqa Bagosh Iske Hain Kya Shah Kya Faqeer
Insaan Reh Sakay Ga Na Insaan Ka Aseer
Bhooka Rahe Ga Khud Who Jahan Ko Khilaye Ga
Woh Apnay Dushmano Ko Galay Se Lagaye Ga

Peghaam-e-Haq Ye Saaray Jahan Ko Sunaye Ga
Keena Zadoon Ko Rushk-e-Gulistan Banaye Ga
Har Gaam Rehmaton Ke Khazanay Lutaye Ga
Insaan Ko Ye Dars-e-Akhuwat Sikhayega
Dega Kuch Iss Adaa Se Peghaam-e-Dosti
Zehno Se Door Kardega Sadiyon Ki Dushmani

Yeh Sahib-e-Jamal Hai Ye Sahib-e-Kamal
Khush Dil Hai Khush Pasand Khush Khulq Khush Khisaal
Khalaaq-e-Dou Jahan Ki Hai Takhleeq-e-Bay Misaal
Mumkin Nahin Hai Isko Kissi Dor Mein Zawaal
Roshn Karega Rushdo Hidayat Ke Woh Diye
Bun Jayeingay Sabaq Jou Har Dor Ke Liye

Beshak Yehi Hai Bayiss-e-Takhleeq-e-Kainaat
Chamkay Ga Iske Husn Se Har Gosha-e-Hayaat
Rasikh Hai Iska Qol Tou Sachi Hai Har Ik Baat
Dil Mein Hai Iske Rehem Nazar Mein Iltifaat
Iske Karam Ki Hadh Hai Na Koi Hisaab Hai
Jiss Par Nigaah Daal De Woh Aftaab Hai

Aaya Hai Muflison Ki Himayat Liye Huay
Mazloom-O-Bekasoon Ki Mohabbat Liye Huay
Ahl-e-Gunaah Ke Haq Mein Shifa’at Liye Huay
Saaray Jahan Ke Liye Rehmat Liye Huay
Hoga Iski Zaat Par Qur’an Ka Nuzool
Woh Aakhri Kitaab Hai Ye Aakhri Rasool

Roman(ENG):
Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

Gulshan hare bhare hein Isi Noor ke Tufail
Donon Jahaan saje hein Isi Noor ke tufail

Is Noor ka azal se Abad tak hai Silsila
Ye Noor wo hai Jiska tarafdaar hai Khuda

Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

Aaya hai raahe raast dikhaane ke waaste
Bandon ko Unke Rabb se milaane ke waaste

Buniyaad But-kadon ki giraane ke waaste
Rasmo Riwaaj Kufr mitaane ke waaste

Insaan ko bandagi ka saleeka sikhaayega
Ye Noor zulmaton ko ujaale banayega

Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

Laya hai Apne sath Masawat ka Ye nizaam
Uski nazar mein ek hein Aaqa ho ya Gulaam

Sh’awa hai Uska lutf , Mohabbat hai Uska kaam
Badlega zulmo jor ke andaaz ye tamaam

Logon ke Dil se zange kadurat chhudayega
Dukhtar khushi ki rasmein jahaan se mitayega

Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

Guftaar la-jawab hai Kirdar be-nazeer
Haami sitam-zadon ka Yatimon ka Dastagir

Halka bagosh Uske hein kya Shaah kya Fakeer
Insaan reh sakega na Insaan ka aseer

Bhuka rahega khud wo jahaan ko khilaayega
Wo Apne dushmanon ko gale se lagaayega

Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

Paigaame Haq ye saare jahan ko snaayega
Keena-zadon ko rashke gulistaan banayega

Har gaam rehmaton ke khazaane lutayega
Insaan ko ye darse ukhuwat sikhayega

Dega kuchh Is ada se paigaame Dosti
Zehnon se door kar dega sadiyon ki Dushmani

Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

Ye Saahibe Jamaal hai Ye Saahibe Kamaal
Khush Dil hai , Khush pasand hai ,Khush khulq ,Khush khisaal

Khallaqe Do jahaan ki hai Takhliqe be misaal
Munkin nahin hai Isko kisi Daur mein Zawaal

Roshan karega rustho hidayat ke wo diye
Ban jayegnge sabaq jo har ek daur ke liye

Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

Beshaq yahi hai baeese Takhlike kaaynat
Chamkega Uske Husn se har gosha-e-hayaat

Raasikh hai Uska Qaul to sacchi hai har ek baat
Dil mein hai uske Reham Nazar mein hai Iltefaat

Uske Karam ki had hai na koi hisaab hai
Jispar nigaah daal de wo Aaftab hai

Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

Aaya hai muflison ki himaayat liye hue
Mazlumon bekason ki mahobbat liye hue

Ahle gunaah ke haq mein Shafaa-at liye hue
Saare Jahaan ke liye Rahmat liye hue

Hoga Usi ki zaat pe Quraan ka nuzul
Wo Aakhri Qitaab hai ye aakhri Rasool

Arzo Samaa bane hein Isi Noor ke Tufail
Taare chamak rahe hein Isi Noor ke Tufail

हिंदी(HINDI):
अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

गुलशन हरे भरे हैं इसी नूर के तुफैल
दोनों जहां सजे हैं इसी नूर के तुफैल

इस नूर का अजल से आबाद तक है सिलसिला
ये नूर वो है जिसका तरफ़दार है खुदा

अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

आया है राहे रास्त दिखाने के वास्ते
बन्दों को उसके रब्ब से मिलाने के वास्ते

बुनियाद बूत-कदों की गिराने के वास्ते
रस्मो रिवाज कुफ्र मिटाने के वास्ते

इन्सां को बंदगी का सलीका सिखाएगा
ये नूर ज़ुल्मतों को उजाले बनाएगा

अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

लाया है अपने साथ मसवत का ये निज़ाम
उसकी नज़र में एक हैं आक़ा हों ये गुलाम

श’अवा है उसका लुत्फ़ , महोब्बत है उसका
बदलेगा ज़ुल्मो जोर के अंदाज़ ये तमाम

लोगों के दिल से जंगे कदूरत छुड़ाएगा
दुख्तर ख़ुशी की रस्में जहां से मिटाएगा

अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

गुफ़्तार ला-जवाब है किरदार बे-नज़ीर
हामी सितम-ज़दों का यतीमों का दस्तगीर

हल्का-बगोश उसके हैं क्या शाह क्या फ़कीर
इंसान रह सकेगा न इंसान का असीर

भूका रहेगा खुद वो जहां को खिलाएगा
वो अपने दुश्मनों को गले से लगाएगा

अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

पैगामे हक़ ये सारे जहां को सुनाएगा
कीना-ज़दों को रश्के गुलिस्तां बनाएगा

हर गम रहमतों के ख़ज़ाने लुटाएगा
इंसान को ये दरसे उख़ुवत सिखाएगा

देगा कुछ इस अदा से पैगामे दोस्ती
ज़ेहनों से दूर कर देगा सदियों की दुश्मनी

अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

ये साहिबे जमाल है ये साहिबे कमाल
खुश दिल है, खुश पसंद है, खुश ख़ल्क़ , खुश खिसाल

ख़ल्लाक़े दो जहां की है तख़्लीक़े बे मिसाल
मुन्किन नहीं है इसको किसी दौर में ज़वाल

रोशन करेगा रूस-थो हिदायत के वो दिए
नाब जाएगा सबक जो हर दौर के लिए

अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

बेशक यही है बैसे तख़्लीक़े कायनात
चमकेगा उसके हुस्न से हर गोशा-इ-हयात

रासिख़ है उसका क़ौल तो सच्ची है हर एक बात
दिल में है उसके रहम , नज़र में है इल्तिफ़ात

उसके करम की हद है न कोई हिसाब है
जिसपर निगाह डाल दे वो आफताब है

अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

आया है मुफ़लिसों की हिमायत लिए हुए
मज़लूमों बे-कसों की महोब्बत लिए हुए

अहले गुनाह के हक़ में शफ़ाअत लिए हुए
सारे जहान के लिए रेहमत लिए हुए

होगा उसी की ज़ात पे क़ुरआन का नुज़ूल
वो आखरी किताब है ये आखरी रसूल

अर्ज़ो समा बने हैं इसी नूर के तुफैल
तारे चमक रहे हैं इसी नूर के तुफैल

Sharing Is Caring:

Leave a Comment