Hai Jahan Mein Kaun Aisa Mutaza Ali Jaisa Lyrics || है जहाँ में कौन ऐसा ? मुर्तज़ा ‘अली जैसा

Maula Ali mushkil kusha ki azmat aur unki be-misal shuja’at par likha gaya ye behad pyara manqabat dilon ko noor-e-aqeedat se sarshaar karta hai. Is kalam me Maula Ali ki shaan, kabe me unki wilayat, aur unki muqaddas nisbat ka zikr nihayat hi khoobsurat andaz me pesh kiya gaya hai. Aaiye is pakiza manqabat ko pure khuloos aur adab ke sath mulaheza farmayein aur apni aqeedat pesh karein.

Naat Information Details
Naat Title Hai Jahan Mein Kaun Aisa Murtaza Ali Jaisa
Poet / Writer Gulam Muhammad
Category Manqabat Maula Ali
Naatkhawan / Reciter Syed Ilmuddin Qadri

Naat Lyrics in Roman

Hai Jahan Mein Kaun Aisa ? Murtaza ‘Ali Jaisa
Kis Ka Hai Maqaam Aisa ? Murtaza ‘Ali Jaisa

Kaa’be Mein Wiladat Ka Sharf Jis Ko Haasil Hai
Kis Ka Hai Naseeb Aisa ? Murtaza ‘Ali Jaisa

Band Aankh Ko Khol Di Jaise Mustafa Aae
‘Ishq Ho To Bas Aisa Murtaza ‘Ali Jaisa

Hukm-E-Rab Tahat Jis Ki Faatima Bani Dulhan
Khush-Naseeb Kaun Aisa ? Murtaza ‘Ali Jaisa

‘Arz Hai Khuda ! Seena Noor Se Munawwar Ho
Dil Bana De Bas Aisa Murtaza ‘Ali Jaisa

Mein Gulaam-Muhammad Hun Naaz Hai Mein Sayyid Hun
Daada Bhi To Hai Kaisa Murtaza ‘Ali Jaisa

Naat-Khwaan: Syed Ilmuddin Qadri

Naat Lyrics in Hindi

है जहाँ में कौन ऐसा ? मुर्तज़ा ‘अली जैसा
किस का है मक़ाम ऐसा ? मुर्तज़ा ‘अली जैसा

का’बे में विलादत का शर्फ़ जिस को हासिल है
किस का है नसीब ऐसा ? मुर्तज़ा ‘अली जैसा

बंद आँख को खोल दी जैसे मुस्तफ़ा आए
‘इश्क़ हो तो बस ऐसा, मुर्तज़ा ‘अली जैसा

हुक्म-ए-रब तहत जिस की फ़ातिमा बनी दुल्हन
ख़ुश-नसीब कौन ऐसा ? मुर्तज़ा ‘अली जैसा

‘अर्ज़ है, ख़ुदा ! सीना नूर से मुनव्वर हो
दिल बना दे बस ऐसा, मुर्तज़ा ‘अली जैसा

मैं ग़ुलाम-मुहम्मद हूँ, नाज़ है मैं सय्यिद हूँ
दादा भी तो है कैसा, मुर्तज़ा ‘अली जैसा

ना’त-ख़्वाँ: सय्यिद इल्मुद्दीन क़ादरी

Naat Lyrics in Urdu

ہے جہاں میں کون ایسا؟ مرتضیٰ علیؑ جیسا
کس کا ہے مقام ایسا؟ مرتضیٰ علیؑ جیسا

کعبے میں ولادت کا شرف جس کو حاصل ہے
کس کا ہے نصیب ایسا؟ مرتضیٰ علیؑ جیسا

بند آنکھ کو کھول دی جیسے مصطفیٰؐ آئے
عشق ہو تو بس ایسا، مرتضیٰ علیؑ جیسا

حکمِ رب تحت جس کی فاطمہؑ بنی دلہن
خوش نصیب کون ایسا؟ مرتضیٰ علیؑ جیسا

عرض ہے، خدا! سینہ نور سے منور ہو
دل بنا دے بس ایسا، مرتضیٰ علیؑ جیسا

میں غلامِ محمدؐ ہوں، ناز ہے میں سید ہوں
دادا بھی تو ہے کیسا، مرتضیٰ علیؑ جیسا

نعت خواں: سید علم الدین قادری

Leave a Comment