HUM DARE YAAR PE DIL APNA JHUKA LETE HAI NAAT LYRICS
Sach Batana Ay Duniya Tera Kya Lete HaiPattharo Tum To Ho Patthar Aur Mere Aaqa
Tumse Gar Chahe To Kalmah Bhi Padha Lete Hai
Waqt Ki Qaid Nahi Hai Ye Karam Ki Baatein
Jab Bhi Sarkaar Ki Marzi Ho Bula Lete Hai
Usko Aankho Me Bithate Hai Zamane Wale
Jisko Mehboob e Khuda Apna Bana Lete Hai
Jab Nahi Milti Kahi Se Bhi Suku(n) Ki Daulat
Teri Mehfil Tere Deewane Saja Lete Hai
Jab Se Dekha Hai Niyazi Wo Riyazul Jannah
Humto Ghar Baith Ke Jannat Ki Hawa Lete Hai
हम दरे यार पर सर अपना झुका लेते हैं
सच बताना ऐ दुनिया तेरा क्या लेते हैं
Ham Dare Yaar Par Sar Apna Jhuka Lete Hain
Sach Batana Ay Duniya Tera Kya Lete Hai
पत्थरों तुम तो हो पत्थर और मेरे आक़ा
तुम से गर चाहें तो कलमा भी पढ़ा लेते हैं
Pathharon Tum To Ho Patthar Aur Mere Aaqa
Tum Se Gar Chahen To Kalma Bhi Padha Lete Hai
वक़्त की क़ैद नहीं है यह करम की बातें
जब भी सरकार की मर्ज़ी हो बुला लेते हैं
Waqt Ki Qaid Nahin Hain Yeh Karam Ki Baatein
Jab Bhi Sarkar Ki Marzi Ho Bula Lete Hain
उसको आंखों में बिठाते हैं ज़माने वाले
जिसको महबूब-ए-ख़ुदा अपना बना लेते हैं
Usko Aankhon Me Bithate Hain Zamane Wale
Jisko Mahboob-e-Khuda Apna Bana Lete Hain
जब नहीं मिलती कहीं से भी सुकूं की दौलत
तेरी महफ़िल तेरे दीवाने सजा लेते हैं
Jab Nahin Milti Kahin Se Bhi Sukoo.n Ki Doulat
Teri Mahfil Tere Diwane Saja Lete Hain
जब से देखा है नियाज़ी वोह रियाज़ुल जन्ना
हम तो घर बैठ के जन्नत की हवा लेते हैं
Jab Se Dekha Hai Niyazi Woh Riyazul Janna
Ham To Ghar Baith Ke Jannat ki Hawa Lete Hai