Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai Lyrics

Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai Lyrics

Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai
Kul Iman Ka Iman Se Mizaj Milta Hai

Jo Karbala Mein Thi Gonji Usi Aazan Ki Qasam
Mere Ali Ka Aazan Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai

Sakha Mein Aur Ata Mein Yeh Aik Jaise Hain
Btao Aisa Kahan Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai

Hai Chhay Mahinay Ka Lekin Rubab Se Pucho
Ke Apne Bhai Jawan Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai

Jo Sabar Fatima Dekha To Phir Yaqeen Aaya
Hussain O Hassan Ka Maan Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai

Baghair Rab Ki Wahi Ke Jo Boltaa Hi Nahi
Nabi Ka Rab Ki Zuban Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai

Kisaan Ke Neechay Jo Hakim Wajood Baithy Hain
Sabhi Ka Jaan Jahan Se Mizaaj Milta Hai
Mere Ali Ka Quran Se Mizaj Milta Hai
Kul Iman Ka Iman Se Mizaj Milta Hai


 

 

 


 

Mere Ali Ka Qur’aan Se Mizaj Milta Hai Lyrics

मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है

Mere Ali Ka Qur’aañ Se Mizaj Milta Hai
Kulle Imañ Ka Imañ Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Qur’aan Se Mizaj Milta Hai
मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है
कुल्ले ईमां का ईमां से मिज़ाज मिलता है
मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है

Jo Karbala Me Thi Gooñji Usi Azañ Ki Qasam
Mere Ali Ka Azañ Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Qur’aan Se Mizaj Milta Hai
जो कर्बला में थी गूंजी उसी अज़ां की क़सम
मेरे अली का अज़ां से मिज़ाज मिलता है
मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है

Sakha Me Aur Ata Me Ye Ek Jaise Haiñ
Batao Aisa Kahañ Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Qur’aan Se Mizaj Milta Hai
सख़ा में और अता में ये एक जैसे हैं
बताओ ऐसा कहां से मिज़ाज मिलता है
मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है

Jo Sabr-e-Zehra Ko Dekha To Phir Yaqiñ Aaya
Hasan-Hussain Ka Maañ Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Qur’aan Se Mizaj Milta Hai
जो सब्र-ए-ज़हरा को देखा तो फिर यक़ीं आया
हसन-हुसैन का मां से मिज़ाज मिलता है
मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है

Hai Chhe(6) Mahina Ka Lekin Rubaab Se Puñchho
Ke Apne Bhai Jawañ Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Qur’aan Se Mizaj Milta Hai
है छः(6) महीने का लेकिन रुबाब से पूछो
कि अपने भाई जबां से मिज़ाज मिलता है
मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है

Baghair Rab Ki Bahi Ke Jo Bolta Hi Nahiñ
Nabi Ka Rab Ki Zubañ Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Qur’aan Se Mizaj Milta Hai
बग़ैर रब की वही के जो बोलता ही नहीं
नबी का रब की ज़ुबां से मिज़ाज मिलता है
मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है

Kisa Ke Neeche Jo Hakim Wujood Baithe Haiñ
Sabhi Ka Jaane Jahañ Se Mizaj Milta Hai
Mere Ali Ka Qur’aan Se Mizaj Milta Hai
किसा के नीचे जो हाकिम वुजूद बैठे हैं
सभी का जान-ए-जहां से मिज़ाज मिलता है
मेरे अली का क़ुरआं से मिज़ाज मिलता है

Sharing Is Caring:

Leave a Comment