Millat Ke Rehnuma Hain Hazrat Imam Jafar Lyrics
Millat Ke Rahnuma Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
Sardaar-E-Auliya Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
Kirdaar Me N Jhalak Hai Anwaar-E-Mustafa Ki
Nooraani Aaina Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
In Ko Waseela Kar Lo Sab Kuchh Tumhe N Milega
Allah Ki Riza Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
Seena-Ba-Seena Pahunchi Hasnain Ki Wiraasat
Farzand-E-Murtaza Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
In Se Hui Do-Baala Saadaat Ki Tajalli
Ik Nayyar-E-Safa Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
Kaunain Ki Bulandi Hai In Ke Naqsh-E-Paa Me N
Mahboob-E-Mustafa Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
Siddiq Ke Karam Se In Ka Laqab Hai Saadiq
Faarooq Ki ‘Ata Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
Kunde Ka Ye Tabarruk Dil-Taab-O-Jaa N-Fiza Hai
Imaan Ki Ziya Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
Jo Kuchh Bhi In Se Maanga Ham Ko Mila Fareedi !
‘Usmaan Ki Sakha Hai N Hazrat Imaam Jaa’far
Poet:
Salman Raza Fareedi
Naat-Khwaan:
Hafiz Tahir Qadri
मिल्लत के रहनुमा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
सरदार-ए-औलिया हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
किरदार में झलक है अनवार-ए-मुस्तफ़ा की
नूरानी आईना हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
इन को वसीला कर लो, सब कुछ तुम्हें मिलेगा
अल्लाह की रिज़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
सीना-ब-सीना पहुँची हसनैन की विरासत
फ़रज़ंद-ए-मुर्तज़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
इन से हुई दो-बाला सादात की तजल्ली
इक नय्यर-ए-सफ़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
कौनैन की बुलंदी है इन के नक़्श-ए-पा में
महबूब-ए-मुस्तफ़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
सिद्दीक़ के करम से इन का लक़ब है सादिक़
फ़ारूक़ की ‘अता हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
कूँडे का ये तबर्रुक दिल-ताब-ओ-जाँ-फ़िज़ा है
ईमान की ज़िया हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
जो कुछ भी इन से माँगा, हम को मिला, फ़रीदी !
‘उस्मान की सख़ा हैं हज़रत इमाम जा’फ़र
शायर:
सलमान रज़ा फ़रीदी
ना’त-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
millat ke rahnuma hai.n hazrat imaam jaa’far
sardaar-e-auliya hai.n hazrat imaam jaa’far
kirdaar me.n jhalak hai anwaar-e-mustafa ki
nooraani aaina hai.n hazrat imaam jaa’far
in ko waseela kar lo, sab kuchh tumhe.n milega
allah ki riza hai.n hazrat imaam jaa’far
seena-ba-seena pahunchi hasnain ki wiraasat
farzand-e-murtaza hai.n hazrat imaam jaa’far
in se hui do-baala saadaat ki tajalli
ik nayyar-e-safa hai.n hazrat imaam jaa’far
kaunain ki bulandi hai in ke naqsh-e-paa me.n
mahboob-e-mustafa hai.n hazrat imaam jaa’far
siddiq ke karam se in ka laqab hai saadiq
faarooq ki ‘ata hai.n hazrat imaam jaa’far
kunDe ka ye tabarruk dil-taab-o-jaa.n-fiza hai
imaan ki ziya hai.n hazrat imaam jaa’far
jo kuchh bhi in se maanga, ham ko mila, Fareedi !
‘usmaan ki saKHa hai.n hazrat imaam jaa’far
Poet:
Salman Raza Fareedi
Naat-Khwaan:
Hafiz Tahir Qadri