Na daulat ke na shohrat ke na rif’at ke bhikhari hai – Naat Lyrics

Na daulat ke na shohrat ke na rif’at ke bhikhari hai – Naat Lyrics

 

Na daulat ke na shohrat ke na rif’at ke bhikhari hai – Naat Lyrics

 

Na daulat ke na rif’at ke na shohrat ke bhikhari hai’n
tere mahboob ki maula mohabbat ke bhikhari hai’n

ameer e hushn e khooba’n deed ki khairat mil jaye
saraapa ban ke kasa ham zeyarat ke bhikhari hai’n

jo duniya me bahut naza’n the apni parsai par
wo mahshar me shahe dee’n ke shafa’at ke bhikhari hai’n

muhiuddinn ne jis pe nigahe’n mawerifat daali
mashaikh unki chaukhat par reyazat ke bhikhari hai’n

tadapte hai tere aashiq tere dar ki rasayi ko
magar shaahe madeena sab ijaazat ke bhikhari hai’n

tera fayyaz dooba hai gunaaho ki najasat me
tufaile fatima zahra taharat ke bhikhari hai’n

  • Mohammad Fayyaz Misbahi

 

سراپا بن کے کاسہ ہم زیارت کے بھکاری ہیں
نہ دولت کے نہ رفعت کے نہ شہرت کے بھکاری ہیں

ترے محبوب کی مولیٰ محبت کے بھکاری ہیں

 

امیرِ حُسنِ خوباں دید کی خیرات مل جائے

سراپا بن کے کاسہ ہم زیارت کے بھکاری ہیں

 

جو دُنیا میں بہُت نازاں تھے اپنی پارسائی پر

وہ محشر میں شہ دیں کی شفاعت کے بھکاری ہیں

 

محی الدین نے جس پر نگاہیں معرفت ڈالی

مشائخ اُن کی چوکھٹ پر ریاضت کے بھکاری ہیں

 

تڑپتے ہیں ترے عاشق ترے در کی رسائی کو

مگر شاہ مدینہ! سب اجازت کے بھکاری ہیں

 

ترا فیّاض ڈوبا ہے گُناہوں کی نجاست میں

طفیلِ فاطمہ زہرا طہارت کے بھکاری ہیں

 

 

 

Sharing Is Caring:

Leave a Comment