Yaad E Mustafa Aisi Bas Gayi Hai Seene Me Naat Lyrics
Yaad e mustafa aisi bas gayi hai sine me
Jism ho yahi apna dil to hai madine me
Mere pyare aaqa ka ghar to hai madine me
Ha magar wo rehte hai aashiqo ke sine me
Baad mere marne ke saari duniya ye bole
Aadami wo acha tha mar gaya madine me
Kon si jagah unke aashiqo se Khali hai
Har jagah hai parwane shamma hai madine me
Khauf kar na dariya ka gham na kar talatum ka
Naame mustafa likh kar daal de safine me
Raaz wo bulayenge ye yaqi to hai lekin
Jaane kon se san me Jaane kis mahine me
- Hazrat Khwaja Abdur Raheem Mashriq
- A Brief Biography Imam Husain ibn Ali Radi Allahu Anhu
- Imam e Azam Abu Hanifa
- A Brief Biography Hazrat Ameer Muawiya Ibn Abi Sufyan
- A Brief Biography Imam Hasan ibn Ali
- Brief Biography of Sayyida Fatimah al-Zahra’s life
- Manaqib Syed Hamza RadiAllahAnho – Urdu
- Hazrat Khadija tul Kubra
- Fazail Syeda Fatima Zohra RadiAllahAnha
- Al Farooq Omar Bin Al Khattab
- A Brief Biography of Uthman ibn Affan
- A Brief Biography of Hafiz-e-Millat