ae madine ke tajdar salam lyrics
ae madinah ke Tajdar salam
ae ghareebon ke ghamgusaar salam
tri ik ik Ada par ae pyare
so درودیں fida hazaar salam
Rab سلمْ ke kehnay walay par
jaan ke sath ho Nisar salam
mere pyare pay mere aaqa par
meri janib se laakh baar salam
meri bigri bananay walay par
bhaij ae mere کردگار salam
uss Panah gunah گاراں par
yeh salam aur crore baar salam
uss jawab salam ke sadqy
taa qayamat hon be shumaar salam
unn ki mehfil mein sath le jayen
hasrat-e jaan-e be qarar salam
parda mera nah faash hashar mein ho
ae marey haq ke raaz daar salam
woh salamat raha qayamat mein
parh liye jis ne dil se chaar salam
arz karta hai yeh حسنؔ tera
tujh pay ae khuld ki bahhar salam