hindi shayari

hindi shayari   ********************************* Chubhtey ashkon se bujhi aankhein na chamkaya karo..! Kaanch ke tukrron se apna dil na behlaya karo..! Mujh ko fursat hi nahin milti apney aap se, Roothney waalo! mujhe ab yaad kam aaya karo..! Dosto! apni zubaan se main abhi waaqif nahin, Jab meri baatein samjh lo, mujh ko bhi samjhaya … Read more

dosti shayari

dosti shayari   Kaun Kehtaa Hai Tujhe Mainay Bhulaa Rakhaa Hai Terii Yaadon Ko Kaleje Say Lagaa Rakhaa Hai Lab Pay Aahein Bhii Nahiin Aankh Mein Aansuu Bhii Nahiin Dil Nay Har Raaz Mohabbat Kaa Chhupaa Rakhaa Hai Tuuney Jo Dil Kay Andhere Mein Jalaayaa Thaa Kabhii Vo Diyaa Aaj Bhii Siinay Mein Jalaa Rakhaa … Read more

romantic shayari

romantic shayari   “Wo meri Qasm leta nahi ilzAAm samajh kar, “Or dey deta hy apni Qasm inAAm samaj kar, Wo janta hy mujy us sy kitni Mohabat hy, Phir bhi Guftogu karta hy anjaan samajh kar. Mainy usay apny dil ki dharkan main basaya hai. Or wo dil main rakhta hai mujy mehman samajh … Read more

shayari in hindi

shayari in hindi   Jhooti Tasalliyon Ki Zroorat Nahi Mujhay, Keh Dy K Masroof Hun Fursat Nahi Mujhay Ye Bhi Nahi K Main usko ilzaam Day Sakoon Ye Bhi Nahi K us Say Shikayat Nahi Mujhay Main Bhi uski Yaad Ko Dil Say Bhula To Dun Per Kia Karo0n K Dil Ki ijaazat Nahi Mujhay. … Read more

attitude shayari

attitude shayari   Muhabbat Ka Meri Mujh Say Hisab Mangta Hai Tamam Umer Ka Mujh Say Nisab Mangta Hai Us Kay Qadmoon Main Khushioon Ko Dhair Ker Diya Pagal Un Cheezon Ka Jawaz Mangta Hai Hur Sawal Kay Jawab Ko Jantay Huay Bhi Apnay Hur Sawal Ka Jawab Mangta Hai Hum Mout Ki Dehleez Per … Read more

sad shayari

sad shayari   –=Naseeb=– Khuda ik baar usey mera bana de Kitna ChahtaY hain usey koi bata de Bohat Naaz hai humein apni Mohabat per Ho jae wo mera aisa Mojza dikha de agar wo mera Naseeb nahe bun sakta Us k Qaadmo ki khak mujhy bana de har pal Dakhon use k Sapne, na … Read more

love shayari

love shayari Muhabbat Ka Meri Mujh Say Hisab Mangta Hai Tamam Umer Ka Mujh Say Nisab Mangta Hai Us Kay Qadmoon Main Khushioon Ko Dhair Ker Diya Pagal Un Cheezon Ka Jawaz Mangta Hai Hur Sawal Kay Jawab Ko Jantay Huay Bhi Apnay Hur Sawal Ka Jawab Mangta Hai Hum Mout Ki Dehleez Per Hain … Read more

dard bhari ghazal

dard bhari ghazal   dekho ge humain roz magar bat na hogi Ek shehr man reh keh be mulaqat na hogi kehna hai jo keh dalo abi waqt hai baqi kal hum honge … magar art-e-halat na hogi jo pochna hai tum ko abi poch lo warna phir Rasm-e-sawalat na hogi din itne huwe taweel … Read more

bhojpuri ghazal

Bhojpuri ghazal   ?Ma¡n ne kab dard K zakhmo se sh¡kayat k¡ ha¡, Han mera jurm ha¡ K main ne mohabbat k¡ ha¡, Aaj phr dekha ha¡ usse mehf¡l ma¡n pathar ban kar, Main ne aankhon se na¡ d¡L se baghawat k¡ ha¡, Usko bhool jane k¡ ghalt¡ bh¡ na¡ kar sakta ,,,Faraz,,, Toot kar … Read more