FASLON KO TAKALLUF HAI HUM SE AGAR NAAT LYRICS
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Raaste mein agar paon thak jayengay
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey.
Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey.
Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,
Bandagi ka kareena badal jaye ga.
Sar jhukane ki fursat milay gi kisey.
Khud hi palkon say sajdey tapak jayengey.
Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,
Zikr unka jahan bhi kiya jayega.
Noor hi noor seeno mein bhar jayega,
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.
Aie Madinay kay zahir KHuda ke liye,
Dastaan e safar mujko yoon mat suna.
Baat bhar jayegi dil tarap jayega,
Meray mohtat ansoo chalak jayegay.
Unki chashme karam ko hai iski khabar,
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar.
Humko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaqa kay darbar tak jayegeney

Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda Naat Lyrics
Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay Naat Lyrics
Fariyad Gause Aazam Naat Lyrics
- Har Waqt Tasawwur Me Madine Ki Gali Ho Naat Lyrics
- Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din Naat Lyrics
- Har Maraz Ka Utar Gaya Pani Naat Lyrics
- Har Desh Mein Gunjega Ab Ya Rasool Allah Naat Lyrics
- Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics