Jab Gumbad e Khizra Pe Woh Naat Lyrics

Jab Gumbad e Khizra Pe Woh Lyrics

 

Jab Gumbad e Khizra Pe Woh, pahlee nazar gayee,

Aankhon ke raste mere dil me uttar gayee

 

Sar kham tha, lab khamosh tha, aankhain thin ashkbar,

ik sat-e-bedar thi jou ke guzar gayee

 

Barsee thi is qadar, ke naha sa gaya udher,

Woh bareesh-e-karam mere daman ko bhar gayee

 

Dil bhee he shad shad, tabeeyat he pur bahar,

Lagta he aaj meree Madeenay khabar gaee

 

Jou keh sakaa na lab se, mIle woh murad bhee,

Mere sukoot per bhee shaha kee nazar gayee

 

Taiba se lotna, kese aasheeq se pucheeye,

Aesa lage ke rooh badan se guzar gayee

Jab Gumbad e Khizra Pe Woh Lyrics

 

Awaz Ubaeed teree ba faeezan-e-naat hee,

Seenoon meeen aasheeqan Nabee (SAW) kay utar gayee

 

Mar kar bhee na marunga me Allah kee qasam,

Yeh jaan unke zIkr mE mere agar gayee

 

Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer   Naat Lyrics

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics

Jab Gumbad e Khizra Pe Woh Naat Lyrics

 

Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi Lyrics || जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी

 

Jab Gumbad E Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gai

 

 Download MP3

Additional Info

Jab Gumbad E Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gai
Jab Gumbad E Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gai
TITLEJab Gumbad E Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gai
CATEGORIESAhmed Raza Qadri
FORMATAudio (MP3)

Presenting you the Jab Gumbad e Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gai MP3 Download By Ahmed Raza Qadri. Listen online or download Jab Gumbad e Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gai Naat In MP3(320kbpps) with lyrics in the superb voice of Ahmed Raza Qadri

Lyrics

Jab Gumbad-e-Khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi

Aankhon Ke Raastay Mere Dil Mein Uttar Gayi

 

Sar Kham Tha Lab Khamoosh Thay Aankhein Thein Ashkbaar

Ik Sa’at-e-Bedaar Thei Jou Ke Guzar Gayi

 

Dil bhi hai shad shad, tabiyat hai pur bahar,

Lagta hai aaj meri Madinay khabar gai.

 

Barsi Thei Iss Qadar Ke Naha Sa Gaya Udher

Woh Barish-e-Karam Mere Daaman Ko Bhar Gayi

 

Jou Keh Sakaa Na Lab Se Mili Woh Murad Bhi

Mere Sukoot Per Bhi Shaha Ki Nazar Gayi

 

Taiba Se Lautna Kissi Aashiq Se Poochiye

Aisa Hai Jaisay Rooh Badan Say Guzar Gayi

 

Awaz Ubaid Teri Ba Faizan-e-Naat Hee

Seeno Mein Aashiqan Nabi Kay Utar Gayi

 

Mar kar bhi na marunga mai alla ki qasam,

Yeh jaan unke zikr mey meri agar gayee.

 

 

Roman(ENG):
Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi
aankho.n ke raste mere dil me.n utar gayi

Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi

barsi thi is qadar ke nahasa gaya udhar
wo baarish-e-karam mere daaman ko bhar gayi

Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi

sar kham tha, lab khamosh the, aankhe.n thi ashkbaar
ek sa’at-e-bedaar thi jo ke guzar gayi

jo keh saka na lab se mili wo muraad bhi
mere sukoot par bhi shahaa ki nazar gayi

Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi

taybaah se loutna kisi aashiq se puchhiye
aisa lage ke rooh badan se guzar gayi

Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi

aawaz Ubaid teri ba-faizan-e-naat hi
seeno.n me.n aashiqan-e-nabi ke utar gayi

Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi

हिंदी(HINDI):
जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी
आँखों के रास्ते मेरे दिल में उतर गयी

जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी

बरसी थी इस क़दर के नहा सा गया उधर
वो बारिश-ए-करम मेरे दामन को भर गयी

जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी

सर ख़म था, लब खामोश थे, आँखें थीं अश्कबार
एक सा’अत-ए-बेदार थी जो के गुज़र गयी

जो कह सका न लब से मिली वो मुराद भी
मेरे सुकूत पर भी शहा की नज़र गयी

जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी

तयबाह से लौटना किसी आशिक़ से पूछिए
ऐसा लगे के रूह बदन से गुज़र गयी

जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी

आवाज़ उबैद तेरी ब-फैज़ान-नात ही
सीनों में आशिकान-ए-नबी के उतर गयी

जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी

 

5 things given only to Muhammad ﷺ – Jab Gumbad e Khizra Pe

Jãbir bin Abdulãh رضي الله عنه narrates that Rasúlullãh ﷺ said,

  1. “I have been given five things which were not given to anyone before me:
  2. I have been divinely assisted (against my enemies) with awe, (by Allah frightening my enemies) from a distance of one month’s journey.
  3. The entire earth has been made a place for prayer (Salaah) and a means of purification (Tayammum) for me (and for my followers), therefore any of my followers can perform Salaah wherever they are (without difficulty or excuses).
  4. The spoils of war have been made Halal (lawful) for me yet it was not lawful for anyone before me.
  5. I have been given the right of intercession (on the Day of Resurrection).
  6. Every Prophet was sent to his own nation specifically, but I have been sent to all mankind.”  (Bukhari)

Today is the day of Friday let us recite Surah Kahf and excessive Salaat & Salaam (Durood) upon Nabi صلى الله عليه وسلم.

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

%d bloggers like this: