Hashr Mein Phir Milenge Mere Dosto Naat Lyrics

Hashr Mein Phir Milenge Mere Dosto Naat Lyrics

 

Hashr Mein Phir Milenge Mere Dosto Naat Lyrics

 

Hashr Mein Phir Milenge Mere Doston urdu Naat Lyrics
Hash’r Mein Phir Milein Ge Meray Doston
Bas Yahi Hai Makam Aakhari Aakhari

Kehna Sab Jeetay Jee Ke Hein Shikwe Gile
Aaj Se Khatm Duniya Ke Sab Silsile
Sham’a Dhalne Ko Hai Dam Nikalne Ko Hai
Ab Hai Kissa Tamam Akhari Akhari
Hashr Mein Phir Milein Ge Meray Doston

 

Mujko Nehla Ke Pehna Diye Hein Kafan
Ro Chuke Milke Maa Baap Bhai Bahen
Maut Bhi Doston Aaj Hairat Mein Hai
Ab Hai Kissa Tamam Akhari Akhari
Hash’r Mein Phir Milein Ge Meray Doston

Khushbuon Mein Kafan Ko Basane Lage
Meri Mayyat Ko Dulhan Ko Banane Lage
Doston Ab Uthao Janaza Mera
Ho Chuka Intezam Akhari Akhari
Hash’r Mein Phir Milein Ge Meray Doston

Mujko Zere Zameen Yaar Dafna Gaye
Kis Kadar Sang Dil Hoke Farma Gaye
Doston Chain Ki Nind Sootay Raho
Bas Yahi Hai Makam Akhari Akhari
Hash’r Mein Phir Milein Ge Meray Doston

Kesi Dunya Hai Khursheed Gazab Re Gazab
Chand Dinon Mein Yaha Bhul Jaate Hein Sab
Jis Bahane Meri Yaad Aa jaye To
Padne Laga Ye Kalam Akhari Akhari
Hash’r Mein Phir Milein Ge Meray Doston

Zindagi Ne Jahan Tak Wafa Ki Rahi
Chal Diye Ab Salam Akhari Akhari
Hash’r Mein Phir Milein Ge Meray Doston

 

Manqabat Ghous e Azam

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो ! / Hashr Mein Phir Milenge Mere Dosto !

 

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !
बस यही है मक़ाम आख़री आख़री

ज़िंदगी ने जहाँ तक वफ़ा की, रही
चल दिए अब सलाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

कहना सब जीते जी के हैं शिकवे-गिले
आज से ख़त्म दुनिया के सब सिलसिले
शम्अ’ ढलने को है, दम निकलने को है
अब है क़िस्सा तमाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

मुझ को नहला के पहना दिए हैं कफ़न
रो चुके मिलके माँ-बाप, भाई-बहन
मौत भी दोस्तो ! आज हैरत में है
हो चुका एहतिमाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

ख़ुश्बुओं में कफ़न को बसाने लगे
मेरी मय्यत को दुल्हन बनाने लगे
दोस्तो ! अब उठाओ जनाज़ा मेरा
हो चुका इंतिज़ाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

मुझ को ज़ेर-ए-ज़मीं यार दफ़ना गए
किस क़दर संग-दिल हो के फ़रमा गए
दोस्तो ! चैन की नींद सोते रहो
बस यही है मक़ाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

कैसी दुनिया है यारो ! गज़ब रे गज़ब !
चंद दिनों में यहाँ भूल जाते हैं सब !
जिस बहाने मेरी याद आ जाए तो
पढ़ लेना ये कलाम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

अलविदाअ’ अलविदाअ’ दोस्तो ! मैं चला
हो चुका मेरा काम आख़री आख़री

हश्र में फिर मिलेंगे मेरे दोस्तो !

नात-ख़्वाँ:
मुज़फ़्फ़र रज़ा

 

Manqabat Ghareeb Nawaz

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

%d bloggers like this: