khaliq ne banaya hai chehra mere maula ka lyrics
Khaliq ne banaya hai chehra mere maula Ka
Imaan ka kaba hai chehra mere maula ka
- Khush binte asad hokar padti hai ruqe haider
Quran bhi padta Hai Chehra Maula mere maula ka -
Kaabe se nikalte hi khush hoke payambar ne
Aankho se lagaya hai chehra mere maula ka -
Tasbeehe quda padhke aur shukr ada karke
Imran ne chuma hai chehra mere maula ka -
Deedar e ali karke Jibreele ameen bole
Rahman ka sura hai chehra mere maula ka -
Wallai ki zulfe hai wa al fajr ke abru hai
Wannoor ka jalwa hai chehra mere maula ka -
Ek baaar hi jo dekhe bas dekhta rehjaye
Qudrat ka karishma hai chehra mere maula ka -
Karta hai tawaf ab bhi qud surahe yousuf bhi
Vo husn ka quibla hai chehra mere maula ka -
Alhamd ke sure se Wannaaas ke sure tak
Har lavz me dekha chehra mere maula ka -
Ek baar hi jo dekhe bas dekhta jaye
Qudrat ka karishma hai Chehra Mere Maula kA -
Karta hai tawaf ab bhi qud suraye yousuf bhi
Vo husn ka Quibla hai Chehra Mere Maula Ka -
Har roz mere dil ne pocha yehi suraj se
Kya dekh ke nikla hai chehra mere maula ka -
Ruqsarr hai noorani wa shams hai peshani
Qulhuwallah ka sura hai chehra mere maula ka -
Kyu kar na mohinb jaye haste huwe duniase
Jab Nazha Me dekha hai Chehra mere maula ka
14 . Shabbir ne shabbar ne kulsoom ne zainab ne
Abbas me dekha hai chehra mere maula ka
15 . Ye Raaz qamar kaise samjhau nusairi ko
Allah ka Chehra Hai chehra mere maula
Surah Yaseen Full In English Text | सूरह यासीन इंग्लिश में
surah yaseen Shareef in hindi | सूरह यासीन शरीफ़ हिन्दी में पढ़ें
Doodh Peene Ki Dua Arabic & Hindi | दूध पीने की दुआ हिन्दी में
How to Create a Drop-Down List in Excel
The following table explains the main memory storage units
How to Change Language in Excel 2019 for Mac | Microsoft Office for macOS
An English Translation of Kanz ul Iman The Treasure of Faith