Main To Naam Japun Ali Ali Ka Lyrics
Mai to naam japu ali ali ka ali se hu wabasta
Ali ali mere maula, koi aur Naam
Mai to naam……
Maula ki aamad jis dam marzi e haq hui
Khud ba khud deeware bhi kaabe ki shak hui
Ali maula..
Kaabe ki deeware bhi us waqt shak hui
Kaabe mein paida hua, koi aur naam…
Mai to naam……
Maula ko dekhna tha chehra huzur ka
Yu dekha sabse pahle chehra huzur ka
Ali Maula..
Yudekha sabse pahle chera huzur ka
Thi yahi khwahish e maula, koi aur naam..
Mai to naam……
Jisne ummat ki khaatir sab kuchh lutwa diya
Karbal mei sajda karke sar bhi katwa diya
Ali maula..
Karbal mei sajda karke sar bhi katwa diya
Sajdo mei aisa sajda, koi aur naam…
Mai to naam……
Hota hai kab kisi ka kunba hasnain sa
Beti ho zainab jaisi beta hussain sa
Beti ho zainab jaisi bhaiya hussain sa
Ali maula..
Beti ho zainab jaisi beta hussain sa
Kunbe mei aisa kunba, koi aur naam.. Mai to naam……
Mere maula ali hai pyare rasool ke
Daamaad e mustafa hain shohar batool ke
Ali maula..
Daamaad e mustafa hai shohar batool ke
Duniya mei aisa rutba, koi aur naam…
Mai to naam……
Mere maula ali hai darwaza ilm ka
Kar denge khatma ye duniya se zulm ka
Ali maula..
Kar denge khatma ye duniya se zulm ka
Bolo sab maula maula, koi aur naam…
Mai to naam……
Hoti hai mushkil hal sab maula ke naam se
Khaibar ki haisiyat kya maula ke saamne
Ali maula…
Khaibar ki haisiyat kya maula ke saamne
Duniya mein sher-e-khuda sa, koi aur naam..
Mai to naam……
Teeze ke shab hua hai aisa bhi mo’jiza
Gumbad e Khwaja sabne dekha aur ye kaha
Ali maula..
Gumbad e Khwaja sabne dekha aur ye kaha
Ye to hai maula maula, koi aur naam…
Mai to naam……
Hijr ke waqt nabi ne apne bistar par
Mere maula ko sulaaya aur kiya tai safar
Ali maula..
Mere maula ko sulaya aur kiya tai safar
Jaan nisaaro mein dooja, koi aur naam…
Mai to naam……
Har dam jis ka wazeefa maula ka naam hai
Khwaja ka ‘noor aalam’ adna ghulaam hai
Ali maula..
Khwaja ka noor aalam adna ghulaam hai
Jaisa hai rahbar mera, koi aur naam…
Mai to naam……
Ali ali mere maula ali..
Ali ali mere maula ali..
इस्लाम पे एहसान ए हुसैन इब्ने अली है
मौला ने जलाई है तो यह शम्मा जली है
कहने को तो सब कहते हैं अपने को मुसलमां
जन्नत में वही जाएगा जो पंजतनी है
मैं तो नाम जपूं अली अली का
अली से हूं बावस्ता
अली अली मेरे मौला कोई और ना..
मौला की आमद जिस दम मर्जी ए हक़ हुई
खुद-बा-खुद दीवारें भी काबे की शक हुईं
अली मौला..
खुद-बा-खुद दीवारें भी काबे की शक हुईं
काबे में पैदा हुआ, कोई और ना
मैं तो नाम जपूं अली अली का
अली से हूं बावस्ता
अली अली मेरे मौला कोई और ना..
मौला को देखना था चेहरा हुज़ूर का
यूं देखा सबसे पहले चेहरा हुज़ूर का
अली मौला..
यूं देखा सबसे पहले चेहरा हुज़ूर का
थी यही ख़्वाहिश ए मौला, कोई और ना
मैं तो नाम जपूं अली अली का
अली से हूं बावस्ता
अली अली मेरे मौला कोई और ना..
जिसने उम्मत की ख़ातिर सब कुछ लुटवा दिया
करबल में सजदा करके सर भी कटवा दिया
अली मौला..
करबल में सजदा करके सर भी कटवा दिया
सजदों में ऐसा सजदा, कोई और ना..
होता है कब किसी का कुनबा हुसैन सा
बेटी हो ज़ैनब जैसी बेटा हुसैन सा
अली मौला..
बेटी हो ज़ैनब जैसी बेटा हुसैन सा
कुनबे में ऐसा कुनबा, कोई और ना
अली मौला.. अली मौला..
मेरे मौला अली हैं प्यारे रसूल के
दामाद ए मुस्तफा हैं शौहर बुतूल के
अली मौला..
दामाद ए मुस्तफा हैं शौहर बतूल के
दुनिया में ऐसा रुतबा, कोई और ना..
मेरे मौला अली हैं दरवाज़ा इल्म का
कर देंगे खात्मा ये दुनिया से ज़ुल्म का
अली मौला..
कर देंगे खात्मा ये दुनिया से ज़ुल्म का
बोलो सब मौला मौला, कोई और ना..
होती है मुश्किल हल सब मौला के नाम से
ख़ैबर की हैसियत क्या मौला के सामने
अली मौला..
ख़ैबर की हैसियत क्या मौला के सामने
दुनिया में शेर ए खुदा सा, कोई और ना
तीज़े के शब हुआ है ऐसा भी मो’जिज़ा
गुंबद ए ख़्वाजा सब ने देखा और ये कहा
अली मौला..
गुंबद ए ख़्वाजा सब ने देखा और ये कहा
यह तो है मौला मौला, कोई और ना
हिज्र के वक़्त नबी ने अपने बिस्तर पर
मेरे मौला को सुलाया और किया तै सफ़र
अली मौला..
मेरे मौला को सुलाया और किया तै सफ़र
जांनिसारों में दूजा, कोई और ना..
हरदम जिसका वज़ीफ़ा मौला का नाम है
ख़्वाजा का ‘नूर आलम‘ अदना ग़ुलाम है
अली मौला..
ख़्वाजा का ‘नूर आलम’ अदना ग़ुलाम है
जैसा है रहबर मेरा कोई और ना..
अली अली मेरे मौला अली..
अली अली मेरे मौला अली..