Muhammad Hamare bari shan wale Lyrics
Mohammad hamare bari shan waley
Mohammad gulistan rizwan waley
Khushi se hi sarshaar imaan waley
Mohammad hamare badi shan waley
Ye shams-o-qamar aur yaqoot-o-marjan
Hain sarkar ki muskurahat pe qurban
Chamkte damkte se tandan waley
Mohammad hamare badi shan waley
Shajar chal raha hai hajar keh raha hai
Qamar ek ishare se tukde hua hai
Mojz-e-risalat ki pahchan waley
Mohammad hamare badi shan waley
Mile unko gham khwar-o-dildar sathi
Phir unme khusoosan mile char sathi
Siddiq-Umar Ali aur Usman (ra) waley
Mohammad hamare badi shan waley
Farishton ne Siddiq ka taat pahna
Sikhaya Umar ne bhi dariya ko bahna
Sahab hain mulk-e-Suleman waley
Mohammad hamare badi shan waley
Hai Anas munasib nahin itni jurrat
Kahan main kahan naat khwani ki azmat
Ke wo hain sana khwan hassaan waley
Mohammad hamare badi shan waley
मोहम्मद हमारे बारी शान वाले
मोहम्मद गुलिस्तान रिजवान वाले
खुशी से ही सरशर ईमान वाले
मोहम्मद हमारे बड़ी शान वाले
ये शम्स-ओ-कमर और याक़ूत-ओ-मरजानी
हैं सरकार की मुस्कान पर क़ुर्बान
चमकते दमकते से टंडन वाले
मोहम्मद हमारे बड़ी शान वाले
शाजर चल रहा है हजार कह रहा है
कमर एक इसारे से टुकड़े हुआ है
मोज-ए-रिसालत की पहचान वाले
मोहम्मद हमारे बड़ी शान वाले
मिले उन्को गम ख्वार-ओ-दिलदार साथियो
फिर उन्मे खुशोसन मिले चार साथी
सिद्दीक़-उमर अली और उस्मान (आरए) वाले
मोहम्मद हमारे बड़ी शान वाले
फरिश्तों ने सिद्दीक़ का तात कहना
सिखया उमर ने भी दरिया को बनाना
साहब हैं मुल्क-ए-सुलेमान वाले
मोहम्मद हमारे बड़ी शान वाले
है अनस मुनसिब नहीं इतनी जुर्रत
कहां मैं कहां नात ख्वानी की आजमती
के वो हैं सना ख़्वान हसन वाले
मोहम्मद हमारे बड़ी शान वाले
- Shabbir Tera Matam Lyrics
- Ba naam e Hussain Lyrics
- Aa Gham e Shabbir Aa Seene Laga Kar Choom Loon Lyrics
- Meri Jaan Hussain Manqabat Lyrics
- Dekho Mazar E Fatima sa Kitna Udaas Hai Lyrics
- Meri Jaan Husaain Manqabat Lyrics
- Salami Karbala Mein Lyrics
- Imam e zamana lyrics
- Har Ek Dil Me Karbala Basa Diya Hussain Ne Lyrics
- Kaff E Abbas Lyrics
- Dar e Ghazi As Lyrics
- A Very Special Darood Shareef -Darood Radawiyyah
- Jannat ka chand arsh ka tara hussain hai naat lyrics
- Falak Pe Jannat Hussain Ki Hai Manqabat Sharif Lyrics
- Dilo Me Ishq Ka Khilta Chaman Hussain Ke lyrics
- Jab Aa Gaye Hussain Ke Nana Zamin Par lyrics
- Sar De Ke Tuney Rakh liya Deeñ Ka Bharam Husain Lyrics
- Jaan e Rasool Quwwat e Khaibar Shikan Husain Lyrics
- Hussain Ek Noor Hai Lyrics
- Assalam Aye Tajdar e Karbala Lyrics
- Raazi Taqdeer Utte Fatima Da Laal ei Lyrics
- Zamana Dekh Lo Sara Hussain Jaisa Nahi Lyrics
- Aa Gham e Shabbir Aa Lyrics
- Allah Ahle Bait-e-Payamber lryics
- Ye Koun Aaya Ke Ziqr Jiska Naat Lyrics
- Aye Rah e Haq Ke Shaheedon Wafa Ki Tasveeron Lyrics
- Barhe jo kar ke woh suye Shahe manqabat Lyrics
- Mera Dill Hussain Hain Lyrics
- Badan Hai Noorani Naat Lyrics
- Kaanp Utthi Zami Zalzala Aa Gaya Lyrics
- Unke Kirdar Ki Sadgi Ki Naat Lyrics
- Yahi Humne Samjha Yahi Hai Padha Muhammad Sa Koi Nahi Naat Sharif Lyrics
- Koi Zakhm tujhse chhupa nahin lyrics
- Jo nabi ki aal se door hai naat lyrics
- Main khud se kuchh bhi nahi hun lyrics
- Hamari Itni Khataon Par Bhi Naat Lyrics
- Jamaaliyat Ka Paikar Hussain Ke Nana Lyrics
- Na Daulat Na Shohrat Ko Pane Ki Khatir Naat Lyrics
- Naqsha Hai La Jawab Naat Lyrics
- Sar Pe Nalain Aapke Hote Naat Lyrics
- Mere Dil Mein Ishq e Huzoor Hai Lyrics
- Sar De Diya Hussain Ne Sajda Bacha Liya Naat Lyrics
- di hazrate bilal ne kabe se jab sada lyrics
Mohammad hamare bari shan wale
Mohammad gulistan rizwan wale
Khushi se hi sarshaar imaan wale
Mohammad hamare badi shan wale
Ye shams-o-qamar aur yaqoot-o-marjan
Hain sarkar ki muskurahat pe qurban
Chamkte damkte se tandan wale
Mohammad hamare badi shan wale
Shajar chal raha hai hajar keh raha hai
Qamar ek ishare se tukde hua hai
Mojz-e-risalat ki pahchan wale
Mohammad hamare badi shan wale
Mile unko gham khwar-o-dildar sathi
Phir unme khusoosan mile char sathi
Siddiq-Umar Ali aur Usman (ra) wale
Mohammad hamare badi shan wale
Farishton ne Siddiq ka taat pahna
Sikhaya Umar ne bhi dariya ko bahna
Sahab hain mulk-e-Suleman wale
Mohammad hamare badi shan wale
Hai Anas munasib nahin itni jurrat
Kahan main kahan naat khwani ki azmat
Ke wo hain sana khwan hassaan wale
Mohammad hamare badi shan wale