WAJHAI NISHAT E ZINDAGI NAAT LYRICS
Wajh-e-Nishāt-e-Zindagī Rāhat-e-JāN Tum Hī Tou Ho
Rūh-e-Rawān-e-Zindagī Jān-e-JahāN Tum Hī Tou Ho
Tum Jo Na Thai Tou Kuch Na Thā Tum Jo Na Ho Tou Kuch Na Ho
Jān-e-JahāN Tum Hī Tou Ho Jān-e-Janān Tum Hī Tou Hu
Tāj-e-Waqār-e-KhākiyāN Nāzish-e-Arsh-o-ArshiyāN
Fakhr-e-Zamīn-o-ĀsmāN Fakhr-e-Zamān Tum Hī Tou Ho
Kis Sai KarūN Bayān-e-Gham Koun Sunai Fughān-e-Gham
PāouN KahāN Amān-e-Gham Amn-o-Amān Tum Hī Tou Ho
Rūh-e-Rawān-e-Zindagī Tāb-o-Tawān-e-Zindagī
Amn-o-Amān-e-Zindagī Shāh-e-ShahāN Tum Hī Tou Ho
Tum Hu Chirāgh-e-Zindagī Tum Ho JahāN Kī Roushnī
Mehr-o-Māh-o-Nujūm Mai Jalwah KināN Tum Hī Tou Ho
Tum Sai Jahān-e-Rang-o-Bū Tum Ho Chaman Kī Ābrū
Jān-e-Bahār-e-GulsitāN Sarw-e-Chamān Tum Hī Tou Ho
Tum Ho Qawwām-e-Zindagī Tum Sai Hai Zindagī Banī
Tum Sai Kahāi Hai Zindagī Rūh-e-RawāN Tum Hī Tou Ho
Asl-e-Shajar Mai Ho Tum Hī Nakhl-o-Thamar Mai Ho Tum Hī
Inn Mai AyāN Tum Hī Tou Ho Inn Mai NumāN Tum Hī Tou Ho
Tum Ho Numūd-e-AwwalīN Sham’e Abad Bhī Ho Tum Hī
Shāh-e-Zaman YahaN WahaN Sikka NishāN Tum Hī Tou Ho
Akhtar Kī Hai Majāl Kyā Mahshar Mai Sab HaiN Dam Bakhūd
Sab Kī Nazar Tum Hī Pai Hai Sab Kī ZubāN Tum Hī Tou Ho
Waj-he Nishaat e Zindagi Raahat e Jaan tum hi to ho
Rooh e rawaan e zindagi Jaan e Jahaan tum hi to ho
Tum jo na the to kuchh na tha Tum jo na ho to kuchh na ho
Jaan e Jahaan tum hi to ho Jaan e Jinaan tum hi to ho
Noor e Khuda ho sar basar Saaya se maa waraa bashar
Saare jahaan pe magar Saaya kinaan tum hi to ho
Taaj e Waqaar e khaakiyaan Naazish e Arsh o Arshiyaan
Fakhr e Zameen o Aasmaan Fakhr e Zamaan tum hi to ho
Kis se karoon bayaan e gam Kaun suney fugaan e gam
Paaun kahaan amaan e gam Amn o amaan tum hi to ho
Rooh e rawaan e zindagi Taab o tawaan e zindagi
Amn o amaan e zindagi Shaahe shahaan tum hi to ho
Tum ho charag e zindagi Tum ho jahaan ki raushni
Mehr o mah o nujoom mein Jalwa kunaan tum hi to ho
Tum se jahaan e rang o bu Tum ho chaman ki aabru
Jaan e bahaar e gulsitaan Sarve chamaan tum hi to ho
Tum ho qawaam e zindagi Tum se hai zindagi bani
Tum se kahe hai zindagi Rooh e rawaan tum hi to ho
Asle shajar mein ho tum hi Nakhl o samar mein ho tum
hi Un mein ayaan tum hi to ho Un mein numaan tum hi to ho
Tum ho numood e awwalien Sham’e abad bhi ho tum hi
Shaah e zaman yahaan wahaan Sikka nishaan tum hi to ho
AKHTAR ki hai majaal kya mehshar mein sab hain dum
bakhud Sab ki nazar tum hi pe hai Sab ki zubaan tum hi to ho
- teri deed da mainu chaah sajna Lyrics
- koi mushkil tha mehshar mein unhein kaatil bana dena Lyrics
- kuch nahi mangta shaahon se ye shaida tera Lyrics
- rang chadeya ni mainu rang chadeya Lyrics
- ruttan pyar karan diyan aayiyaan Lyrics
- sain labh labh zindagi guzari Lyrics
- sanu sochan diyan de gaya saugaatan Lyrics
- poora dukh aur aadha chaand Lyrics
- puchchda nahiyo haal mera Lyrics
- sanson ki maala pe simrun main pi ka naam Lyrics
- saarbaana meharbaana raahiya Lyrics
- ravidas guru da duniya te inj naam dheyaya jaanda e Lyrics
- kyun ziyaankaar banun sood faraamosh rahun Lyrics
- sohne mukhde ton parda hata de Lyrics
- soorat e nijaat bann gayi Lyrics
- tere bina rogi hoye pyase nain Lyrics
- tere hanjuan di khair manaawan Lyrics
- thandiyan ne jithe chchaawan pur kaif ne hawaawan Lyrics
- tu maharaj mora main daasi tihari Lyrics
- tore prem se simrun har dam Lyrics
- ab ke tajdeed e wafa ka nahi imkaan jaana Lyrics
- ya farid ya farid ya farid ya farid Lyrics
- ya haiyo ya qayyum Lyrics
- to kareemi man kameena barda um Lyrics
- terian laareyan te umar gawaayi Lyrics
- tera dar hai sajdagaah meri Lyrics
Wajh-e-Nishāt-e-Zindagī Rāhat-e-JāN Tum Hī Tou Ho
Rūh-e-Rawān-e-Zindagī Jān-e-JahāN Tum Hī Tou Ho
Tum Jo Na Thai Tou Kuch Na Thā Tum Jo Na Ho Tou Kuch Na
Ho
Jān-e-JahāN Tum Hī Tou Ho Jān-e-Janān Tum Hī Tou Hu
Tāj-e-Waqār-e-KhākiyāN Nāzish-e-Arsh-o-ArshiyāN
Fakhr-e-Zamīn-o-ĀsmāN Fakhr-e-Zamān Tum Hī Tou Ho
Kis Sai KarūN Bayān-e-Gham Koun Sunai Fughān-e-Gham
PāouN KahāN Amān-e-Gham Amn-o-Amān Tum Hī Tou Ho
Rūh-e-Rawān-e-Zindagī Tāb-o-Tawān-e-Zindagī
Amn-o-Amān-e-Zindagī Shāh-e-ShahāN Tum Hī Tou Ho
Tum Hu Chirāgh-e-Zindagī Tum Ho JahāN Kī Roushnī
Mehr-o-Māh-o-Nujūm Mai Jalwah KināN Tum Hī Tou Ho
Tum Sai Jahān-e-Rang-o-Bū Tum Ho Chaman Kī Ābrū
Jān-e-Bahār-e-GulsitāN Sarw-e-Chamān Tum Hī Tou Ho
33
Tum Ho Qawwām-e-Zindagī Tum Sai Hai Zindagī Banī
Tum Sai Kahāi Hai Zindagī Rūh-e-RawāN Tum Hī Tou Ho
Asl-e-Shajar Mai Ho Tum Hī Nakhl-o-Thamar Mai Ho Tum Hī
Inn Mai AyāN Tum Hī Tou Ho Inn Mai NumāN Tum Hī Tou