Poochte Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun || Barkate Raza


Sarkar-e-Do-Alam ﷺ Ke Safar-e-Meraj Ke Un-Chhue Aur Roohani Waqiat Par Mabni Yeh Aala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Barelvi Ka Ek Nihayat Hi Maqbool Aur Be-Misaal Qasida Hai. Is Kalam Mein Unhone Nihayat Hi Baland-Parwaaz Shairi Ke Saath Huzoor ﷺ Ki Shaan-e-Meraj Aur Unki Azeem Rif’at Ko Qalam-Band Kiya Hai.

Naat InformationDetails
Naat TitlePoochte Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun
Poet / WriterAala Hazrat Imam Ahmad Raza Khan Barelvi
CategoryMeraj-un-Nabi Naat / Qasida
Naatkhawan / ReciterAlhaj Owais Raza Qadri
Book NameHadaiq-e-Bakhshish

Poochte Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun Lyrics In Roman

Poochtay Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun
Kaif Ke Par Jahan Jalein Koi Bataye Kya Ke Yun

Qasr E Danni Ke Raaz Mein Aqlain To Gum Hain Jaisi Hain
Rooh E Quds Say Puchiye Tum Ney Bhi Kuch Suna Kay Yun

Mein Ne Kaha Ke Jalwa E Asal Mein Kis Terhan Gume(N)
Subh Nay Noor E Mehr Mein Mit Ke Dikha Diya Ke Yun

Haae Ray Zouqe Be Khudi Dil Jo Sambhalny Sa Laga
Chhak Ke Mehak Mein Phool Ki Girnay Lagi Saba Ke Yun

Dil Ko Day Noor O Daagh Ishq Phir Mein Fida Do Name Kar
Mana Hai Sun Ke Shaqq Mah Aankhon Se Ab Dikha Ke Yun

Dil Ko Hai Fikar Kis Terhan Murdy Jilatay Hain Huzoor
Ae Mein Fida Laga Kar Aik Thokar Isay Bta Ke Yun

Baagh Mein Shukar Wasal Tha Hijar Mein Haae Haae Gul
Kaam Hai Un Ke Zikr Se Kher Woh Yun Huwa Ke Yun

Jo Kahey Shair O Paas Shara Dono Ka Husn Kyun Kar Aaye
Laa Usay Paish E Jalva Zamzama E Raza Ke Yun

Poochte Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun Lyrics In Hindi

पूछते क्या हो अ़र्श पर यूं गए मुस्तफ़ा कि यूं
कैफ़ के पर जहां जले कोई बताए क्या कि यूं

क़स्-रे दना के राज़ में अ़क़्ले तो गुम हैं जैसी हैं
रूह़े कुदुस से पूछिये तुम ने भी कुछ सुना कि यूं

मैं ने कहा कि जल्वए अस्ल में किस त़रह़ गुमें
सुब्ह़ ने नूरे मेह़र में मिट के दिखा दिया कि यूं

हाए रे ज़ौक़े बे खुदी दिल जो संभलने सा लगा
छक के महक में फूल की गिरने लगी सबा कि यूं

दिल को दे नूरो दाग़े इ़श्क़ फिर मैं फ़िदा दो नीम कर
माना है सुन के शक़्क-ए-माह आंखों से अब दिखा कि यूं

दिल को है फिक्र किस त़रह़ मुर्दे जिलाते हैं हुज़ूर
ऐ मैं फिदा लगा कर एक ठोकर इसे बता कि यूं

बाग़ में शुक्रे वस्ल था हिजर् में हाए हाए गुल
काम है उन के ज़िक्र से ख़ैर वोह यूं हुवा कि यूं

जो कहे शे’रो पासे शर-अ़ दोनो का हुस्न क्यूंकर आए
ला उसे पेशे जल्वए ज़म-ज़-मए रज़ा कि यूं

Poochte Kya Ho Arsh Par Yun Gaye Mustafa Ke Yun Lyrics In Urdu

پوچھتے کیا ہو عرش پر یوں گئے مصطفیٰ کہ یوں
کیف کے پر جہاں جلیں کوئی بتائے کیا کہ یوں

قصرِ دنیٰ کے راز میں عقلیں تو گُم ہیں جیسی ہیں
رُوحِ قدس سے پوچھئے تم نے بھی کچھ سنا کہ یوں

میں نے کہا کہ جلوۂ اصل میں کس طرح گمیں
صبح نے نورِ مہر میں مٹ کے دِکھا دیا کہ یوں

ہائے رے ذوقِ بے خودی دل جو سنبھلنے سا لگا
چھک کے مہک میں پھول کی گِرنے لگی صبا کہ یوں

دِل کو دے نُور و داغِ عِشق پھر میں فدا دو نیم کر
مانا ہے سُن کے شقِّ ماہ آنکھوں سے اب دِکھا کہ یوں

دل کو ہے فِکر کس طرح مُردے جِلاتے ہیں حضور
اے میں فدا لگا کر ایک ٹھوکر اِسے بتا کہ یوں

باغ میں شکرِ وصل تھا ہجر میں ہائے ہائے گل
کام ہے ان کے ذِکر سے خیر وہ یوں ہوا کہ یوں

جو کہے شعر و پاسِ شرع دونوں کا حُسن کیوں کر آئے
لا اسے پیشِ جلوہ زمزمۂ رضاؔ کہ یُوں

Leave a Comment