Dulare Mustafa Ke Aur Ali Ke Ladle Sunlo Lyrics || Barkate Raza

Silsila-E-Barkatiya Ke Azeem Buzurg Hazrat Achchhe Miyan Ki Shaan Mein Likhi Gayi Yeh Manqabat Shareef Murideen Aur Aqeedat Mando Ke Dilon Ki Awaz Hai Jis Mein Un Ke Darbar Se Faiz Aur Duaon Ki Iltija Ki Gayi Hai.

Naat Information Details
Naat Title Dulare Mustafa Ke Aur Ali Ke Ladle Sunlo
Poet / Writer Muzammil
Category Manqabat Shareef
Naatkhawan / Reciter Unknown

Dulare Mustafa Ke Aur Ali Ke Ladle Sunlo Lyrics In Roman

Dulare Mustafa Ke Aur Ali Ke Ladle Sunlo
Bhikaari Dar Pe Aye He Huzoor Achchhe Miya(n) Sunlo

Tumhare Jad Ne Karbal Me Baqa E Deen Ke Khatir
Lutaya Ghar Ka Ghar Apna Huzoor Achchhe Miya(n) Sunlo

Raza O Mustafa Akhtar Raza Ko Faiz Hasil Hay Tere Dar Se
Sage Barkaat Ke Dil Ki Bhi Huzoor Achchhe Mian Sun Lo

Tumhaare Aastaane Pe He Jhamghat Pine Walo Ka
Ataa Ho Jam E Irfaani Huzoor Achchhe Miya(n) Sunlo

Me Kyu Dekho Bhala Koi Dar. Tera Dar Jab Salamaat He
Bharo Daman Mera Khaali Huzoor Achchhe Miya(n) Sunlo

Rahe Qayam Qayamat Tak Mere “MURSHID” Ka Maikhana
Muzammil Ki Dua He Ye Huzoor Achchhe Miya(n) Sunlo

Dulare Mustafa Ke Aur Ali Ke Ladle Sunlo Lyrics In Hindi

दुलारे मुस्तफ़ा के और अली के लाडले सुनलो
भिखारी दर पे आये हैं हुज़ूर अच्छे मियाँ सुनलो

तुम्हारे जद ने करबल में बक़ा ए दीं के ख़ातिर
लुटाया घर का घर अपना हुज़ूर अच्छे मियाँ सुनलो

रज़ा ओ मुस्तफ़ा अख़्तर रज़ा को फ़ैज़ हासिल है तेरे दर से
सग ए बरकात के दिल की भी हुज़ूर अच्छे मियाँ सुनलो

तुम्हारे आस्ताने पे है जमघट पीने वालों का
अता हो जाम ए इरफ़ानी हुज़ूर अच्छे मियाँ सुनलो

मैं क्यूं देखूं भला कोई दर, तेरा दर जब सलामत है
भरो दामन मेरा खाली हुज़ूर अच्छे मियाँ सुनलो

रहे क़ायम क़यामत तक मेरे “मुर्शद” का मैख़ाना
मुज़म्मिल की दुआ है ये हुज़ूर अच्छे मियाँ सुनलो

Dulare Mustafa Ke Aur Ali Ke Ladle Sunlo Lyrics In Urdu

دلارے مصطفیٰ کے اور علی کے لاڈلے سن لو
بھکاری در پہ آئے ہیں حضور اچھے میاں سن لو

تمہارے جد نے کربل میں بقائے دیں کے خاطر
لٹایا گھر کا گھر اپنا حضور اچھے میاں سن لو

رضا و مصطفیٰ اختر رضا کو فیض حاصل ہے تیرے در سے
سگِ برکات کے دل کی بھی حضور اچھے میاں سن لو

تمہارے آستانے پہ ہے جمگھٹ پینے والوں کا
عطا ہو جامِ عرفانی حضور اچھے میاں سن لو

میں کیوں دیکھوں بھلا کوئی در، تیرا در جب سلامت ہے
بھرو دامن میرا خالی حضور اچھے میاں سن لو

رہے قائم قیامت تک میرے “مرشد” کا مےخانہ
مزمّل کی دعا ہے یہ حضور اچھے میاں سن لو

Leave a Comment