Aye Shafi e Umam Tum Pe Behad Salam Lyrics
Aye Shafi e Umam tum pe behad salaam
Aye jameel ush shiyam tum pe behad salaam.
Jab Madine ke Maahe tamaam aa gaye
Ho gaya Kaaba kham tum pe behad salaam
La maqaa(n) k maqee(n) aap jab hain hue
Arsh zere qadam tum pe behad salaam.
Fikr e ummat mein lab par duaein rahi
Aankh rehti thi nam tum pe behad salaam.
Al madad Ya Nabi ﷺ kehte hi ho gaye
Door ranj o alam tum pe behad salaam.
Phir Madine mein humko bula lijiye
Aye mere mohtram tum pe behad salaam.
Lab pe jaari ho kalma zabaa(n) par durood
Jab bhi nikle ye dum tum pe behad salaam
Gaus o Khwaja Raza ke tufail aye kareem
Rakhna mera bharam tum pe behad salaam.
Chahta hain raza Shakir-e-gumzada
Keh do raazi hain hum tum pe behad salaam.
marhaba salle ala sayyid e makki madni lyrics
naazim hun dil se khauf e qayaamat nikaal do lyrics
baandhi te bardi o yaar lyrics
teri yaad ibaadat meri main hanjuan di karan tasbi lyrics
naaz karta hoon kismat pe apni lyrics
aaye kuch abar kuch sharaab aaye lyrics
dil hai sanam khaana mera jab se basi soorat teri lyrics
binti suno mori karun main parnam lyrics
kis darja bulandi par kismat ka sitaara hai lyrics
dil hai bekhud sambhaale na sambhale lyrics
gal laake kojhe kamle nu lyrics
khula chishti khazaana baba da lyrics
ab kitni haseen meri ibaadat ki ghari hai lyrics
sab jag se naata tod liya lyrics
behad ramzan dasda mera dholan maahi lyrics
behad ramzan dasda mera dholan mahi lyrics