holi aayi bahut din beet gaye Lyrics
holi aayi bahut din beet gaye
shyam din beete
mori yaad na aayi
sudh na layi piya mori
khusro nizam se baat jo naahi
ham haare tum jeet gaye
kaisi holi na hum re na tujh sang re
darshan karan bhayi main deewani khwaja
log kahein mohe bauri
main bauri bin laalan apne
birhon ne paaya rog
ab ki holi mein ho rahi re khwaja
main toh piya bin jeevan khoyi
main bauri bin laalan apne
kahe nizam uddin suno mori saiyyo
piya ke milan ka hai mohe chaaha
- Hazrat Shaahe Meeran Sayyed Ali Qaadri al-Jilani Biography
- Hazrat Meer Abdus Samad Khudanuma Qaadri Biography
- Hazrat Shaikh Wasi Ahmad Muhaddith Naqshbandi Surat Biography
- Hazrat Sayyed Badi-ud-deen Ahmad Madaar Shah Biography
- Hazrat Allama Maulana Muhammad Haamid Raza Khan Biography
- Hazrat Peer Allama Mufti Manzoor Ahmad Faizi Chishti Biography