Zindagi Chaar Din Ki Mohlat Hai Ek Nihayat Hi Mashhoor Aur Dil Ko Choo Lene Wali Sufi Ghazal Hai. Is Pyare Kalam Mein Zindagi Ki Haqeeqat, Mohabbat Aur Dil Ke Ahsaasat Ko Bade Hi Khubsurat Andaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Zindagi Chaar Din Ki Mohlat Hai |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Sufi Ghazal |
| Naatkhawan / Reciter | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Zindagi Chaar Din Ki Mohlat Hai Lyrics In Roman
Zindagi Chaar Din Ki Mohlat Hai
Sabko Bas Ek Jaise Ujllat Hai
Aayiye Baithiye Aur Ab Kahiye
Aapko Mujhse Kya Shikaayat Hai
Dekhiye Mere Sheesha E Dil Ko
Aapke Aks Ki Zaroorat Hai
Dil Ki Rag Rag Nichod Deta Hai
Ishq Mein Yeh Badi Musibat Hai
Zindagi Chaar Din Ki Mohlat Hai Lyrics In Hindi
ज़िन्दगी चार दिन की मोहलत है
सबको बस एक जैसी उज्लत है
आइये बैठिये और अब कहिये
आपको मुझसे क्या शिकायत है
देखिये मेरे शीशा-ए-दिल को
आपके अक्स की ज़रूरत है
दिल की रग रग निचोड़ देता है
इश्क़ में यह बड़ी मुसीबत है
Zindagi Chaar Din Ki Mohlat Hai Lyrics In Urdu
زندگی چار دن کی مہلت ہے
سب کو بس ایک جیسی عجلت ہے
آئیے بیٹھیے اور اب کہیے
آپ کو مجھ سے کیا شکایت ہے
دیکھیے میرے شیشہِ دل کو
آپ کے عکس کی ضرورت ہے
دل کی رگ رگ نچوڑ دیتا ہے
عشق میں یہ بڑی مصیبت ہے