Aap Sabhi Ke Liye Pesh Hai Mashhoor Naat Sharif Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae Ke Khubsurat Aur Mukammal Lyrics.
Is Pyari Naat-E-Pak Mein Madina Ke Lamhon Aur Gumbad-E-Khazra Ke Saye Ki Tadap Ko Nihayat Hi Dilsoz Andaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai.
Malik Adnan Ahmad Sahab Ki Likhi Aur Khalid Hasnain Khalid Ki Awaz Mein Padhi Yeh Naat Behad Maqbool Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae |
| Poet / Writer | Malik Adnan Ahmad |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Khalid Hasnain Khalid |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae Lyrics In Roman
Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae
Guzre Hue Lamhon Ki Bahut Yaad Sataae
Mat Chhed Saba ! Mujh Ko, Abhi Zakhm Hare Hain
Aisa Na Ho Phir Aankh Se Aansu Nikal Aaye
Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae
Guzre Hue Lamhon Ki Bahut Yaad Sataae
Duniya Mein Faqat Aap Ki Hasti Hai Wo Hasti
Jis Se Ke Ujala Hi Ujala Nazar Aaye
Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae
Guzre Hue Lamhon Ki Bahut Yaad Sataae
Phir Maa Si Mujhe God Ki Thandak Hui Hasil
Hai Yaad Mujhe Gumbad-E-Khazra ! Tere Saaye
Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae
Guzre Hue Lamhon Ki Bahut Yaad Sataae
Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae Lyrics In Hindi
जा कर कोई तयबा में ये आक़ा को बताए
गुज़रे हुए लम्हों की बहुत याद सताए
मत छेड़ सबा ! मुझ को, अभी ज़ख़्म हरे हैं
ऐसा न हो फिर आँख से आँसू निकल आए
जा कर कोई तयबा में ये आक़ा को बताए
गुज़रे हुए लम्हों की बहुत याद सताए
दुनिया में फ़क़त आप की हस्ती है वो हस्ती
जिस से के उजाला ही उजाला नज़र आए
जा कर कोई तयबा में ये आक़ा को बताए
गुज़रे हुए लम्हों की बहुत याद सताए
फिर माँ सी मुझे गोद की ठंडक हुई हासिल
है याद मुझे गुम्बद-ए-ख़ज़रा ! तेरे साए
जा कर कोई तयबा में ये आक़ा को बताए
गुज़रे हुए लम्हों की बहुत याद सताए
Ja Kar Koi Tayba Mein Ye Aaqa Ko Bataae Lyrics In Urdu
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
گزرے ہوئے لمحوں کی بہت یاد ستائے
مت چھیڑ صبا ! مجھ کو، ابھی زخم ہرے ہیں
ایسا نہ ہو پھر آنکھ سے آنسو نکل آئے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
گزرے ہوئے لمحوں کی بہت یاد ستائے
دنیا میں فقط آپ کی ہستی ہے وہ ہستی
جس سے کہ اجالا ہی اجالا نظر آئے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
گزرے ہوئے لمحوں کی بہت یاد ستائے
پھر ماں سی مجھے گود کی ٹھنڈک ہوئی حاصل
ہے یاد مجھے گنبدِ خضریٰ ! تیرے سائے
جا کر کوئی طیبہ میں یہ آقا کو بتائے
گزرے ہوئے لمحوں کی بہت یاد ستائے