Huzoor Sarwar-E-Kainat Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Bargah-E-Aali Mein Madinah Ki Haazri Aur Karam Ki Iltija Par Mabni Yeh Ek Nihayat Hi Dil-Soz Aur Pyari Naat Hai. Yusuf Sahab Ki Is Haseen Takhleeq Se Apne Dil-O-Imaan Ko Munawwar Karein. Alhaj Owais Raza Qadri Sahab Ki Khush-Alhani Se Saji Yeh Naat Har Aashiq-E-Rasool Ke Dil Ki Awaz Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Karam Phir Rasule Khuda Kijiyega |
| Poet / Writer | Yusuf |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaj Owais Raza Qadri |
| Book Name | Unknown |
Karam Phir Rasule Khuda Kijiyega Lyrics In Roman
Karam Phir Rasule Khuda Kijiyega
Muj Phir Madine Bula Lijiyega
Firu Jisme Aaram Se Raat Din Me
Wo Galiya Muje Phir Dikha Dijiyega
Jiyu Main Jaha Tak Piyu Aabe Zarka
Maru Aabe Kaushar Pila Dijiyega
Jo Tha Ishqe Murshid Main Ausro Ne Dekha
Wo Manzar Muje Bhi Dikha Dijiyega
Mare Jabke ‘Yusuf’ To Aap Uski Ki Aaka
Namaze Janaza Palha Dijiyega
Karam Phir Rasule Khuda Kijiyega Lyrics In Hindi
करम फिर रसूले ख़ुदा कीजियेगा
मुझ फिर मदीने बुला लीजियेगा
फिरूँ जिसमें आराम से रात दिन में
वो गलियां मुझे फिर दिखा दीजियेगा
जियूँ मैं जहाँ तक पियूँ आब-ए-ज़रक़ा
मरूँ आब-ए-कौसर पिला दीजियेगा
जो था इश्क़-ए-मुर्शिद में औसरों ने देखा
वो मंज़र मुझे भी दिखा दीजियेगा
मरे जबके ‘यूसुफ़’ तो आप उसकी की आक़ा
नमाज़-ए-जनाज़ा पढ़ा दीजियेगा
Karam Phir Rasule Khuda Kijiyega Lyrics In Urdu
کرم پھر رسولِ خدا کیجئے گا
مجھ پھر مدینے بلا لیجئے گا
پھروں جس میں آرام سے رات دن میں
وہ گلیاں مجھے پھر دکھا دیجئے گا
جیوں میں جہاں تک پیوں آبِ زرقا
مروں آبِ کوثر پلا دیجئے گا
جو تھا عشقِ مرشد میں اَوسروں نے دیکھا
وہ منظر مجھے بھی دکھا دیجئے گا
مرے جب کہ ‘یوسف’ تو آپ اس کی ہی آقا
نمازِ جنازہ پڑھا دیجئے گا