tere dar ka gada le ke kaasa shahaa hai khada aaj tere ye darbaar me lyrics
tere dar kaa gadaa le ke kaasa shahaa hai kha.Daa aaj tere ye darbaar me.n
terii ke kaa sadqa mujhe bhii mile hai kamii kaun sii terii sarkaar me.n
apne daaman me.n ko.ii bhii nekii nahii.n terii ke kaa hai aasraa bas hame.n
aasiyo.n par KHataa.o.n kii bahar-e-KHudaa laaj rakh lenaa mahshar ke baazaar me.n
aashiqo aa gayaa shahar sarkaar kaa dekhnaa uu.nchii aavaaz na ho kahii.n
aa.nsu.o.n kii zabaa.n le ke afsaana Gam kaho kamlii vaale kii sarkaar me.n
kyuu.n fidaa un pe maah-e-taabaa.n na ho kyuu.n na KHurshiid aaqaa pe qurbaan ho
jabki hai jalva-gar nuur-e-rabbul-ulaa kamlii vaale mohammad ke anvaar me.n
gaa.e jaa giit tuu apnii sarkaar ke apnii sarkaar ke apne Gam-KHvaar ke
vo ‘niyaazii’ hai.n a.alam ke haajat-ravaa un kaa saanii nahii.n ko.ii sansaar me.n
- Hazrat Data Ganj Bakhsh Ali Hujwairi Biography
- Aala Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan | Ala Hazrat Biography
- Hazrat Imam Shaikh Badr-ud-deen Ahmad Sirhindi | Shaykh Aḥmad Sirhindi
- Shaykh Mohiy-ud-deen Abdul Abdul Qadir al-Jilani | Huzur Ghaus e Paak Biography
- Meer Sayyed Noor-ud-deen Mubarak Ghaznawi | Sayyed Noorud-deen Ghaznawi Biography