मरने की है तमन्ना ना जीने की आरजू
मरने की है तमन्ना ना जीने की आरजू !
दश्ते नबी से जाम को पीने की आरजू !
ईस बेखुदी के साथ निकल जाऐ मेरा दम,
गलियो में यार की ये कमीने की आरजू !
हुस्न तो मिल गया है युसूफ को दोस्तो,
फुलो को मुुस्तफा के पसीने की आरजू !
ईतना हसीन हो जो भरे आंखे नुर से
किस्मत जगा दे ऐसे नगीने की आरजू !
मंजधार में तिरे जो, तुफान से लड़े जो,
डुबे कभी ना ऐसे सफीने की आरजू !
मांगा किसी ने ज़र और मरने के वास्ते
आकर दरे नबी पे किसी ने की आरजू !
खाऐ वतन के नाम पर जो खुद पे गोलिया,
या रब मुझे भी उस ही सीने की आरजू !
जो भी वहां पे मर गया बेखुद, जी गया,
मुझको वहां पे मरके है जीने की आरजू !
- Hazrat Khwaja Abdur Raheem Mashriq
- A Brief Biography Imam Husain ibn Ali Radi Allahu Anhu
- Imam e Azam Abu Hanifa
- A Brief Biography Hazrat Ameer Muawiya Ibn Abi Sufyan
- A Brief Biography Imam Hasan ibn Ali
- Brief Biography of Sayyida Fatimah al-Zahra’s life
- Manaqib Syed Hamza RadiAllahAnho – Urdu
- Hazrat Khadija tul Kubra
- Fazail Syeda Fatima Zohra RadiAllahAnha
- Al Farooq Omar Bin Al Khattab
- A Brief Biography of Uthman ibn Affan
- A Brief Biography of Hafiz-e-Millat
Gohar e Minhājul Aabideen Series #14
Gunāhoñ ki nahusat
👉🏻Bade ta’ajjub ki baat hai, bhala Dil ki sakhti aur gunāhoñ ki nahusat meñ mubtala shaks ko ibādat ki taufeeq kese mil sakti hai❓
Gunāhoñ par israar aur buraiyoñ par adaa rehne wala shaks Allah عزوجل ki ibaadat ka dāwedaar kese ho sakta hai❓
Jo tarah tarah ki gandagiyoñ aur ghalāzatoñ meñ latt-patt ho woh Allah عزوجل se munajaat ka qurb kese paa sakta hai❓
Saadiq o Masdūq Aaqa, Makki Madni Mustafa صلی اللہ تعالٰی علیہ وآلہ وسلم ne irshād farmāya:
“Jab Banda jhooth bolta hai toh dono muhāfiz farishte uski muñh se nikalne wali badboo ki wajah se us se dur ho jate hain” (Tirmidhi)
Pas yeh zabaan zikr e Ilaahi ke qaabil kese ho sakti hai?
❗Yaqeenan gunāh par datey rehne wale ko nek amaal ki taufeeq Kam hi milti hai aur ibaadat ke liye uske aa’zaa tayyar nahi hote.
▶Phir agar ibaadat ki taufeeq mil bhi Jaye toh badi mashaqqat se adaa karta hai jis meñ lazzat o halāwat (mithaas) hoti hai naa safaai o nikhaar aur yeh sab gunahoñ ki nahusat aur tauba tark karne ki wajah se hota hai.
▶Kisi ne sach hi kaha hai ke “Agar tu raat ko ibaadat karne aur din ko roza rakhne ki quwwat nahi rakhta toh samjhle tu bediyoñ meñ jakda hua hai aur tujhe tere gunahoñ ne jakad rakha hai”.
(Minhājul Aabideen, pg 47,48)
اَلّٰلھُمَّ اِنِّیْ اَسْئَلُکَ الْمَسْکَنَ وَ الًمَدْفَنَ فِیْ الْمَدِیْنَۃِ مَعَ الْاِیْمَانِ وَ الْاَدَبِ وَ الْعَافِیَۃِ ۔۔۔۔۔✨
آمین بِجَاہ النبی الامین الکریمﷺ🤍۔۔۔
محرم الحرام کا آغاز ہوگیا نیا اسلامی سال رب تعالیٰ ہماری تمام مشکلات کو آسانیوں میں بدل دے اور ہماری زندگی کو پر سکون بنا دے اور تمام آفات اور اچھی بری نظر سے ہمیں محفوظ رکھے آمین
Muharram ul Haraam ka Aaghaaz Hogaya Naya islami Saal Rab taAla Hamari tamam Mushkilat ko Aasaniyo’n me Badal De Aur Hamari Zindagi ko pur Sukoon Banade Aur Tamam Aafaat Aur Achi Buri Nazar se Hame’n Mehfooz Rakhe Aamin
عادت بدلنے کے لئے. ! AADAT BADALNE KE LIYE!
اسم اعظم
يَا مَحْمُودُ فَلَا تَبْلُغُ الْأَوْهَامُ كُلَّ كُنْهِهِ ثَنَاءَهُ وَ مَجْدَهُ
عادت بدلنے کے لئے ہر روز ایک ہزار 41 مرتبہ 20 دن یا 40 دن تک پڑھے، ، اگر اتنا ممکن نہ ہو تو جس قدر ممکن ہو پڑھے۔
( اعمال رضا)
Aadat Badalne Ke Liye Har Roz 1041 Martaba 20 Din Ya 40 Din Tak Padhe, Agar Itna Mumkin Na Ho To Jis Qadr Mumkin Ho Padhe.
Note: Is Amal Se Wahi Log Faayda Utha Sakte Hain Jo Sunni Saheeh UI Aqeeda, Namaaz Roze Ke Paaband Aur Qur’aan E Kareem Ko Makhraj (pronunciation) Ke Saath Padhna Jaante Hoñ, Ghalat Padhne Waale Ghalat Nateeje Ka Shikaar Ho Sakte Hain.
اس عمل سے وہی لوگ استفادہ کر سکتے ہیں، جو سنی صحیح العقیدہ، نماز روزے کے پابند، اور قرآن کریم کو مخارج کے ساتھ پڑھنا جانتے ہیں، غلط پڑھنے والے غلط نتیجہ کا شکار ہو سکتے ہیں!
🤍اَللّٰھُمَّ صَـّلِ عَلٰی مُحَمَّدٍ عَبۡدِکَ وَرَسُؤلِکَ وَصَـّلِ عَلَی الۡمُوۡمِنِیۡنَ وَالۡمُؤۡمِنَاتِ وَالۡمُسۡلِمِیۡنَ وَالۡمُسۡلِمَاتِ🤍