Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Mile Lyrics
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Mile
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Teri Khatir Chalun Teri Khatir Rukoon
Har Qadam Har Amal Beriya’ee Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Phir Se Zinda-o-Aabad Hoga Agar
Aasma.n Se Jigar Ko Dawaai Mile
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Chashme Ghafil Pe Taqwa Ka Pahra Rahe
Dil Ko Touheed Ki Roushnayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Saari Duniya Se Anjan Hokar Chalun
Mere Qadmon Ko Aashnayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Ghadi Dil Me Ye Gham Hamesha Rahe
Saari Ummat Ko Teri Gadaayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Khair Wale Sabhi Mere Aamal Ka
Kuchh Yahan, Kuchh Wahan Par Kamaayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Fazl Aur Aafiyat Ka Rahe Maamla
Rooh Ko Jism Se Jab Rihaayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Ae Khuda Tere Hud-Hud Ki Tujhse Dua
Shouq e Parwaz Ko Rahnumaayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
Har Dua Ko Falak Tak Rasayi Miley
Mujh Gunahgar Ko Paarsayi Miley
हर दुआ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
तेरी ख़ातिर चलूँ तेरी ख़ातिर रुकूँ
हर क़दम हर अमल बेरियाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर दुआ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
फिर से ज़िन्दा-ओ-आबाद होगा अगर
आस्मां से जिगर को दवाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर दुआ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
चश्मे गाफ़िल पे तक़वा का पहरा रहे
दिल को तौहीद की रौशनाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर दुआ़ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
सारी दुनिया से अन्जान होकर चलूँ
मेरे क़दमों को वो आशनाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर दुआ़ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर घड़ी दिल में ये ग़म हमेशा रहे
सारी उम्मत को तेरी गदाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर दुआ़ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
खैर वाले सभी मेरे आमाल का
कुछ यहाँ, कुछ वहां पर कमाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर दुआ़ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
फज़्ल और आफ़ियत का रहे मामला
रुह़ को जिस्म से जब रिहाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर दुआ़ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
ऐ ख़ुदा तेरे हुद हुद की तुझसे दुआ
शौक़-ए-परवाज़ को रहनुमाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
हर दुआ़ को फ़लक तक रसाई मिले
मुझ गुनाहगार को पारसाई मिले
- MUHAMMAD NABINA NAAT LYRICS
- MUHAMMAD MAZHAR E KAMIL HAIN HAQ KI SHAN E IZZAT KA NAAT LYRICS
- Mohammed Ke Shaher Mein NAAT LYRICS
- MUFLIS E ZINDAGI AB NA SAMJHE KOI NAAT LYRICS
- Moula Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan Naat Lyrics
- MOJZA MERE NABI KA NAAT LYRICS
- MIM MADINA MAREHARA KI KISMAT NAAT LYRICS
- MILAAD HAI MILAAD HAI SARKAAR KA MILAAD HAI NAAT LYRICS
- MILAD KA MAUSAM AAYA HAI NAAT LYRICS
- MIL GAYA DAR TERA GARIB NAWAZ NAAT LYRICS
- MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
- MERI TAUBA MERI TAUBA NAAT LYRICS
- MERI JHOLI MAIN REHTE HAIN SADA TUKRE MUHAMMAD KE NAAT LYRICS
- MERI BAAT BAN GAYI HAI TERI BAAT KARTE KARTE NAAT LYRICS
- MERE SARKAR SUNTE HAI NAAT LYRICS
- MERE DIL MEIN HE YAAD-E-MUHAMMAD NAAT LYRICS
- MERE AQA AOO KE MUDDAT HOI HAI NAAT LYRICS
- MERE ALLAH KE NIGAAR SALAAM NAAT LYRICS
- MERE AAQA KI HAI SHAAN SABSE ALAG NAAT LYRICS
- MERE AAKA MERE AAKA NAAT LYRICS
- MERAY KAMLI WALAY KI SHAAN HI NIRALI HAI NAAT LYRICS
- MERA DIL TADAP RAHA HAI NAAT LYRICS
- MERA DIL OR MERI JAAN NAAT LYRICS
- MERA DIL MADINA BANA DE YA RASOOLALLAH NAAT LYRICS
- MEIN SO JAOO YA MUSTAFA KEHTE KEHTE NAAT LYRICS
- MEIN SAJDAH KARUN YA KE DIL KO SAMBHALUN NAAT LYRICS
- MEIN NAZAR KAROON JAAN O JIGAR NAAT LYRICS
- MEIN MANGTA HAAN TERAY ISHQ DA NAAT LYRICS