Raushan Jamal-e-Yaar Se Hai Anjuman Tamam Lyrics
Raushan Jamal-e-Yaar Se Hai Anjuman Tamam
روشن جمالِ یار سے ہے انجمن تمام
دہکا ہوا ہے آتشِ گُل سے چمن تمام
रौशन जमाल ए यार से है अंजुमन तमाम
दहका हुआ है आतिश ए गुल से चमन तमाम
Raushan jamal-e-yaar se hai anjuman tamaam
Dahka hua hai aatish-e-gul se chaman tamaam
حیرت غرورِ حسن سے شوخی سے اضطراب
دل نے بھی تیرے سیکھ لئے ہیں چلن تمام
हैरत ग़ुरूर ए हुस्न से शोख़ी से इज़्तिराब
दिल ने भी तेरे सीख लिए हैं चलन तमाम
Hairat ghuroor e husn se shokhi se iztiraab
Dil ne bhi tere seekh liye hain chalan tamaam
اللہ رے جسمِ یار کی خوبی کہ خود بخود
رنگینیوں میں ڈوب گیا پیرہن تمام
अल्लाह रे जिस्म-ए-यार की ख़ूबी के ख़ुदब-ख़ुद
रंगीनियों में डूब गया पै-रहन तमाम
Allah re jism-e-yaar ki khoobi ke khud-ba-khud
Ranginiyon mein doob gaya pairahan tamaam
دل خون ہوچکا ہے جگر ہو چکا ہے خاک
باقی ہوں میں مجھے بھی کر اے تیغ زن تمام
दिल ख़ून हो चुका है जिगर हो चुका है ख़ाक
बाक़ी हूं मैं मुझे भी कर ऐ तेग़ज़न तमाम
Dil khoon ho chuka hai jigar ho chuka hai khaak
Baaqi hooñ maiñ mujhe bhi kar aye tegh-zan tamaam
دیکھو تو چشمِ یار کی جادو نگاہیاں
بیہوش اِک نظر میں ہوئی انجمن تمام
देखो तो चश्म-ए-यार की जादू निगाहियां
बेहोश इक नज़र में हुई अंजुमन तमाम
Dekho to chashm-e-yaar ki jaadoo nighaayen
Behosh ik nazar mein huyi anjuman tamaam
ہے نازِ حُسن سے جو فروزاں جبینِ یار
لبریز آب ِنور ہے چاہِ زگن تمام
है नाज़ ए हुस्न से जो फ़रोज़ां जबीन ए यार
लबरेज़ आब ए नूर है चाह ए ज़गन तमाम
Hai naaz e husn se jo farozaañ jabeen e yaar
Labrez aab e Noor hai chaah e zagan tamaam
نشوونمائے سبزہ و گُل سے بہار میں
شادابیوں نے گھیر لیا ہے چمن تمام
नश ओ नुमा ए सब्ज़ा ओ गुल से बाहर में
शादाबियों ने घेर लिया है चमन तमाम
nash-o-numa-e-sabza-o-gul se bahaar meiñ
shaadaabiyoñ ne gher liya hai chaman tamaam
اس نازنیں نے جب سے کیا ہے وہاں قیام
گلزار بن گئی ہے زمین ِ دکن تمام
उस नाज़नीं ने जबसे किया है वहां क़ायम
गुलज़ार बन गयी है ज़मीन ए दकन तमाम
us naazneeñ ne jab se kiya hai wahañ qayaam
gulzar ban gayi hai zameen-e-dakan tamam
اچھا ہے اہل جور کیے جائیں سختیاں
پھیلے گی یوں ہی شورشِ حبِ وطن تمام
अच्छा है अहल ए जौर किए जाएं सख़्तियां
फैलेगी यूं ही शोरिश ए हुब्ब ए वतन तमाम
achchha hai ahl-e-jaur kiye jaayeñ sakhtiyañ
phailegi yooñ hī shorish-e-hubb-e-vatan tamam
سمجھے ہیں اہل ِشرق کو شاید قریبِ مرگ
مغرب کے یوں ہیں جمع یہ زاغ و زغن تمام
समझे हैं अहल ए शर्क़ को शायद क़रीब ए मर्ग
मग़रिब के यूं हैं जामा ये ज़ाग़ ओ ज़ग़न तमाम
Samjhe haiñ Ahl-e-Sharq ko shayad Qarib-e-Marg
maghrib ke yuñ haiñ jamaa ye Zaagh o Zaghan tamam
شیرینئِ نسیم ہے سوز و گدازِ میر
حسرت ترے سخن پہ ہے لطفِ سخن تمام
शीरीनी ए नसीम है सोज़ ओ गुदाज़ ए मीर
‘हसरत’ तेरे सुख़न पे है लुत्फ़ ए सुख़न तमाम
Sheerini e Naseem hai Soz o Gudaaz e Meer
‘Hasrat’ tere sukhan pe hai Lutf-e Sukhan tamam
- SARKAAR E GHAUS E AZAM NAZRE KARAM KHUDARA NAAT LYRICS
- SARKAR KE QADMON MEIN NAAT LYRICS
- SARE JAHAN SE ACHHA HAI SANGE DAR TUMHARA NAAT LYRICS
- SAR TA BA QADAM HAI TAN E SULTANE ZAMAN PHOOL NAAT LYRICS
- Sar Bulandi ki Riwayat Lyrics Naat Lyrics
- Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Muhammadin Naat Lyrics
- MOBILE NUMBER ULMA E AHL E SUNNAT
- PIRAANE PIR, MERI BIGRI BANAAO NAAT LYRICS
- MAIN MUDDAT SE IS AAS PAR JEE RAHI HOON NAAT LYRICS
- MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
- PHIR KE GALI GALI TABAH NAAT LYRICS
- ROK LETI HAI AAPKI NISBAT NAAT LYRICS
- RIFAAT E SUBHE SAADAT ZINDABAD NAAT LYRICS
- RABBANA YA RABBANA NAAT LYRICS
- DIL KO UNSE KHUDA JUDA NA KARE NAAT LYRICS
- DIL KI DUNIYA KO SAJAO AAQA NAAT LYRICS
- MAIN TO MILADI HOON NAAT LYRICS
- DELHI RAJASTHAN TUMHARA YA KHWAJA NAAT LYRICS
- DEKAR KHUDA KO JAAN KI KIMAT NAAT LYRICS
- DARPESH HO TAIBA KA SAFAR KAISA LAGE GA NAAT LYRICS
- DARE NABI PAR PARA RAHOON GA NAAT LYRICS
- NABI NABI NABI NABI NAAT LYRICS
- UTHA DO PARDA DIKHA DO CHEHRA NAAT LYRICS
- NABI KA AASTAN HO OR MERA SAR HO TO KIA KEHNA NAAT LYRICS
- NABI KA JASHN AAYA NAAT LYRICS
- NAAT SARKAR KI PARTA HOON MEIN NAAT LYRICS
- NA KALEEM KA TASAWAR NA KHIYAAL-E-TUR-E-SINAA NAAT LYRICS
- NA KAHIN SE DOOR HAIN MANZILAIN NAAT LYRICS
- NA HO ARAM JIS BIMAR KO SARE ZAMANE SE NAAT LYRICS