Gham e hijre mustafa Mein meri jaan sulag rahi hai Lyrics || Barkate Raza

Hazrat Fida Ka Likhha Hua Yeh Ek Nihayat Hi Maqbool Aur Dil-Soz Naat Kalam Hai.
Is Pyare Kalam Me Ishq-E-Mustafa Aur Hijr-E-Madina Ka Bohat Hi Khoobsurat Khaka Khinchha Gaya Hai.
Aaiye Is Barkat-Bhare Aur Ruhani Naat Kalam Ka Adab Se Mutala Karein.

Naat Information Details
Naat Title Gham E Hijre Mustafa Mein Meri Jaan Sulag Rahi Hai
Poet / Writer Fida
Category Urdu Naat Lyrics
Naatkhawan / Reciter Al-Haaj Owais Raza Qadri
Book Name Unknown

Gham E Hijre Mustafa Mein Meri Jaan Sulag Rahi Hai Lyrics In Roman

Gham E Hijre Mustafa Mein, Meri Jaan Sulag Rahi Hai
Kabhi Unki Ho Ziyarat, Yahi Lo Lagi Hui Hai

Teri Yaad Mera Imaan, Tera Zikr Zindagi Hai
Mujhe Dard Se Nawaza, Teri Banda Parwari Hai

Mein Chala Hu Apne Ghar Se, Yehi Souch Kar Madine
Mera Kaam Justujoo Hai, Tera Kaam Rahbari Hai

Na Hua Hai Koi Tujhsa, Na Jahan Mein Koi Hoga
Tu Habibe Qibria Hai, Tujhe Zeb Sarwari Hai

Mujhe Ay Fida Yakeen Hain, Kabhi Deed Unki Hogi
Mera Dil Tarab Raha Hai, Meri Aankh Mein Nami Hai

Gham E Hijre Mustafa Mein Meri Jaan Sulag Rahi Hai Lyrics In Hindi

ग़म-ए-हिज्र-ए-मुस्तफ़ा में, मेरी जान सुलग रही है
कभी उनकी हो ज़ियारत, यही लौ लगी हुई है

तेरी याद मेरा ईमान, तेरा ज़िक्र ज़िन्दगी है
मुझे दर्द से नवाज़ा, तेरी बंदा परवरी है

मैं चला हूँ अपने घर से, यही सोच कर मदीने
मेरा काम जुस्तुजू है, तेरा काम रहबरी है

न हुआ है कोई तुझसा, न जहाँ में कोई होगा
तू हबीब-ए-किबरिया है, तुझे ज़ेब सरवरी है

मुझे ऐ फ़िदा यक़ीन है, कभी दीद उनकी होगी
मेरा दिल तड़प रहा है, मेरी आँख में नमी है

Gham E Hijre Mustafa Mein Meri Jaan Sulag Rahi Hai Lyrics In Urdu

غمِ ہجرِ مصطفیٰ میں، میری جان سلگ رہی ہے
کبھی ان کی ہو زیارت، یہی لو لگی ہوئی ہے

تیری یاد میرا ایمان، تیرا ذکر زندگی ہے
مجھے درد سے نوازا، تیری بندہ پروری ہے

میں چلا ہوں اپنے گھر سے، یہی سوچ کر مدینے
میرا کام جستجو ہے، تیرا کام رہبری ہے

نہ ہوا ہے کوئی تجھ سا، نہ جہاں میں کوئی ہوگا
تو حبیبِ کبریا ہے، توجھے زیب سروری ہے

مجھے اے فدا یقین ہے، کبھی دید ان کی ہوگی
میرا دل تڑپ رہا ہے، میری آنکھ میں نمی ہے

Leave a Comment