Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun Lyrics
नबी मौला नबी मौला हरदम बोलो
अली मौला अली मौला हरदम बोलो
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं

हुसैन आप को दिल से सलाम केहता हूं
मैं ख़ुद को आले-नबी का ग़ुलाम केहता हूं

हुज़ूर आप के बच्चोंने दी है क़ुरबानी
इन्हें मुहाफ़िज़े-दीने-दवाम केहता हूं
हुसैन आप को दिल से सलाम केहता हूं
मैं ख़ुद को आले-नबी का ग़ुलाम केहता हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
है ला-ज़वाल जहाँ में हुसैन का क़िरदार
कोई हुसैन सा लाओ इमाम, केहता हूं
हुसैन आप को दिल से सलाम केहता हूं
मैं ख़ुद को आले-नबी का ग़ुलाम केहता हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
यज़ीद तू ही तो आले-नबी का क़ातिल है
जहन्नमी है सरे-बज़्मे-आम केहता हूं
हुसैन आप को दिल से सलाम केहता हूं
मैं ख़ुद को आले-नबी का ग़ुलाम केहता हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
हुसैन पाक के क़दमों पे जां निछावर की
ऐ करबला के शहीदो ! सलाम केहता हूं
हुसैन आप को दिल से सलाम केहता हूं
मैं ख़ुद को आले-नबी का ग़ुलाम केहता हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
हुसैन ! सोने का गुम्बद वो जब से देखा है
मैं करबला को भी दारुस्सलाम केहता हूं
हुसैन आप को दिल से सलाम केहता हूं
मैं ख़ुद को आले-नबी का ग़ुलाम केहता हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
सलाम आबिदे-बीमार को उजागर का
मैं सारी आले-नबी को सलाम केहता हूं
हुसैन आप को दिल से सलाम केहता हूं
मैं ख़ुद को आले-नबी का ग़ुलाम केहता हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
मैं ग़ुलामे-आले-नबी हूँ, मैं ग़ुलामे-आले-अली हूं
नबी मौला नबी मौला हरदम बोलो
अली मौला अली मौला हरदम बोलो
शायर:
निसार अली उजागर
नातख्वां:
इमरान शैख़ अत्तारी

- FARIYAD GAUSE AAZAM NAAT LYRICS
- FARISHTAY JIS KAY ZAA’IR HAIN MADINAY MAIN WOH TURBAT HAY NAAT LYRICS
- FARAZ E ARSH NE CHUMA HUSSAIN KA SAJDA NAAT LYRICS
- BHAR DO JHOLI MERI YA MUHAMMAD NAAT LYRICS
- AANKHEIN RO RO KE SUJANE WALE – NAAT LYRICS
- AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN
- Aa Gaya Mahe Aza Lyrics
- KHANDAN E AALAHAZRAT ZINDABAD
- Ye Bil Yaqeen Husain Hai Lyrics
- Bhar do Jholi
- Naseeban waaleyan nu yaar de dedaar hondey ne Lyrics
- Karbala Me Sar Kataya Hai Ali Ke Laal Ne Lyrics
- Noor e Khuda Hai Husn e Saraapa Rasool Ka Lyrics
- Haq ki sada ho haq ka ho ailan ya hussain naat lyrics
- AAP KYA JANEY FATIMA KIA HAI LYRICS
- best darood sharif
- Duroode Ahle Bait Pyare Nabi Ki Zaat Par Rab Ka Durood Hai Lyrics
- Sayyada Fatima Ka Dulara Wo Hussain Ibn-e-Haider Hamara Lyrics
- Ae Raah-e-Haq Ke Shahidon Lyrics
- Husain Tumko Zamaana Salam kehta hai Lyrics
- Tajalliyon Ki Kehkashan Husain Hai Husain Hai Lyrics
- Ab Mujhe Koi Sakina Nahi Kehta Baba Lyrics
- Hussain Ibne Ali Tum Par Shahadat Naaz Karti Hai
- Karbala Me Sar Kataya Hai Ali Ke Lal Ne Lyrics
- Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki Lyrics
- Shamsheer Karbala Mein Uthai Husain Ne Lyrics
- Agar Husaini ho Lyrics
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun Lyrics
Nabi Maula Nabi Maula Hardam Bolo
Ali Maula Ali Maula Hardam Bolo
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun

Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun
Main Khud Ko Aale-Nabi Ka Ghulam Kehta Hun

Huzoor Aap Ke Bachchon Ne Di Hai Qurbani
Inhe Muhafize-Deen-e-Dawam Kehta Hun
Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun
Main Khud Ko Aale-Nabi Ka Ghulam Kehta Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Hai La-Zawal Jahan Mein Husain Ka Qirdar
Koi Husain Sa Lao Imam, Kehta Hun
Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun
Main Khud Ko Aale-Nabi Ka Ghulam Kehta Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Yazid Tu Hi To Aale-Nabi Ka Qatil Hai
Jahannami Hai Sare-Bazme-Aam Kehta Hun
Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun
Main Khud Ko Aale-Nabi Ka Ghulam Kehta Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Husain Paak Ke Qadmon Pe Jaan Nichawar Ki
Ai Karbala Ke Shaheedo! Salam Kehta Hun
Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun
Main Khud Ko Aale-Nabi Ka Ghulam Kehta Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Husain! Sone Ka Gumbad Wo Jab Se Dekha Hai
Main Karbala Ko Bhi Darus-Salam Kehta Hun
Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun
Main Khud Ko Aale-Nabi Ka Ghulam Kehta Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Salam Abide-Bimar Ko Ujagar Ka
Main Saari Aale-Nabi Ko Salam Kehta Hun
Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun
Main Khud Ko Aale-Nabi Ka Ghulam Kehta Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun, Main Ghulam-e-Aale-Ali Hun
Nabi Maula Nabi Maula Hardam Bolo
Ali Maula Ali Maula Hardam Bolo
Shair: Nisar Ali Ujagar
Natkhwan: Imran Sheikh Attari
- Mere Nabi Ke Pyare Nawase Mere Pyare Husain Lyrics
- Pushton se Mein Naseer hun Mangtaa Hussain ka Lyrics
- Ye Na Poochh Kya Hussain Hai Lyrics | Ek Yazeed Tha Hussain Hai
- main hoon hussaini bachpan se lyrics
- Allah Hussain Sabar Tera Kitna Bara Hai Lyrics
- Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics
- Fatima Teri Chadar Ka Kya Puchna Lyrics
- Rab Ko Chahat Mere Hussain Ki Hai Lyrics
- MERA MAULA MAULA HUSSAIN HAI NAAT LYRICS
- Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun Lyrics
- Shaheed Mar Nahin Sakta Hussain Zinda Hai Lyrics
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
نبی مولا نبی مولا ہر دم بولو
علی مولا علی مولا ہر دم بولو

حسین آپ کو دل سے سلام کہتا ہوں
میں خود کو آلِ نبی کا غلام کہتا ہوں

حضور آپ کے بچوں نے دی ہے قربانی
انہیں محافلِ دینِ دوام کہتا ہوں
حسین آپ کو دل سے سلام کہتا ہوں
میں خود کو آلِ نبی کا غلام کہتا ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
ہے لازوال جہاں میں حسین کا قردار
کوئی حسین سا لاو امام، کہتا ہوں
حسین آپ کو دل سے سلام کہتا ہوں
میں خود کو آلِ نبی کا غلام کہتا ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
یزید تو ہی تو آلِ نبی کا قاتل ہے
جہنمی ہے سرِ بزمِ عام کہتا ہوں
حسین آپ کو دل سے سلام کہتا ہوں
میں خود کو آلِ نبی کا غلام کہتا ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
حسین پاک کے قدموں پہ جان نچاور کی
اے کربلا کے شہیدو! سلام کہتا ہوں
حسین آپ کو دل سے سلام کہتا ہوں
میں خود کو آلِ نبی کا غلام کہتا ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
سلام عابدِ بیمار کو اجاگر کا
میں ساری آلِ نبی کو سلام کہتا ہوں
حسین آپ کو دل سے سلام کہتا ہوں
میں خود کو آلِ نبی کا غلام کہتا ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
میں غلامِ آلِ نبی ہوں، میں غلامِ آلِ علی ہوں
نبی مولا نبی مولا ہر دم بولو
علی مولا علی مولا ہر دم بولو
شاعر:
نثار علی اجاگر
نعتخواں:
عمران شیخ اتاری“`