Yeh Nihayat Hi Mashhoor Aur Shandaar Kalam Sajjad Nizami Ka Likha Aur Parha Huwa Hai. Is Pyare Kalam Mein Aashiqan E Rasool Ke Liye Safar E Madinah Ki Be-Had Khoobsurat Tameel Di Gayi Hai. Aaiye Is Dilkash Kalam E Sunni Mail Ke Tamam Ashaar Ka Mutala Karte Hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Yahi Hai Jannat Ki Rail |
| Poet / Writer | Sajjad Nizami |
| Category | Naat Shareef |
| Naatkhawan / Reciter | Sajjad Nizami |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Yahi Hai Jannat Ki Rail Lyrics In Roman
Yahi Hai Jannat Ki Rail
Jiska Naam Hai Sunni Mail
Madina Door Nahi Hai
Madina Door Nahi Hai
Ajmeer Sharif Station Hai
Baghdad Sharif Ek Junction Hai
Hai Engine Karbal Ki Raftaar
Musalmaan Ho Jao Taiyaar
Madina Door Nahi Hai
Madina Door Nahi Hai
Ab Paar Samandar Karna Hai
Jeena Hai Waheen Or Marna Hai
Jahan Pe Hoti Hai Sajjad
Hamesha Rehmat Ki Barsaat
Madina Door Nahi Hai
Madina Door Nahi Hai
Yahi Hai Jannat Ki Rail Lyrics In Hindi
यही है जन्नत की रेल
जिसका नाम है सुन्नी मेल
मदीना दूर नहीं है
मदीना दूर नहीं है
अजमेर शरीफ स्टेशन है
बगदाद शरीफ एक जंक्शन है
है इंजन कर्बल की रफ़्तार
मुसलमान हो जाओ तैयार
मदीना दूर नहीं है
मदीना दूर नहीं है
अब पार समंदर करना है
जीना है वहीं और मरना है
जहाँ पे होती है सज्जाद
हमेशा रहमत की बरसात
मदीना दूर नहीं है
मदीना दूर नहीं है
Yahi Hai Jannat Ki Rail Lyrics In Urdu
یہی ہے جنت کی ریل
جس کا نام ہے سنی میل
مدینہ دور نہیں ہے
مدینہ دور نہیں ہے
اجمیر شریف اسٹیشن ہے
بغداد شریف ایک جنکشن ہے
ہے انجن کربل کی رفتار
مسلمان ہو جاؤ تیار
مدینہ دور نہیں ہے
مدینہ دور نہیں ہے
اب پار سمندر کرنا ہے
جینا ہے وہیں اور مرنا ہے
جہاں پہ ہوتی ہے سجاد
ہمیشہ رحمت کی برسات
مدینہ دور نہیں ہے
مدینہ دور نہیں ہے