Jab Jab Nabi ki Yaad Aaye He Naat Lyrics || Barkate Raza

Huzoor Aqdas ﷺ ki yaad-e-mubarak aur Madina Munawwara ki roohani tadap ko bayaan karta hua yeh behtareen kalam dilon ko wajd mein le aata hai. Is khoobsoorat Naat ‘Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai’ mein Aaqa ﷺ ke pasine ki khushboo, wiladat ki barkat aur Madine ki hazri ki tadap ka bada hi pyara zikr milta hai. Aaiye nihayat hi adab aur aqeedat ke sath is mabaarak kalam ke mukammal ashaar ko Roman, Hindi aur Urdu zabaan mein mulaiza farmayein.

Naat Information Details
Naat Title Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai
Poet / Writer Rizwan
Category Naat Sharif
Naatkhawan / Reciter Habibullah Faizi / Various Reciters

Naat Lyrics in Roman

Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai

Amina Bibi Khushiyan Manaye
Abdul Mutallib Fule Na Samaye

Bal Bal Halima Bibi Jaye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai

Aye Ro Jag Ma Shahe Madina
Kufr Ke Saath Pe Aya Pasina

Haq Ka Jo Jhanda Lehraye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai

Allahu Akbar Unka Pasina
Jisme Mahekta Hai Sara Madina

Dono Jahan Ko Mehakaye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai

Ayega Ik Din Hajj Ka Mahina
Fir Se Bula Lo Shahe Madina

Rizwan Ko Yaad Ab Sataye Hai
Jiya Mora Khinchke Madina Chala Jaye Hai

Naat Lyrics in Hindi

जब जब नबी की याद आये है
जिया मोरा खिंचके मदीना चला जाये है

आमिना बीबी खुशियाँ मनाये
अब्दुल मुत्तलिब फूले न समाये

बल बल हलीमा बीबी जाये है
जिया मोरा खिंचके मदीना चला जाये है

आए रो जग मा शाहे मदीना
कुफ़्र के साथ पे आया पसीना

हक़ का जो झंडा लहराये है
जिया मोरा खिंचके मदीना चला जाये है

अल्लाहु अकबर उनका पसीना
जिसमें महकता है सारा मदीना

दोनों जहाँ को महकाये है
जिया मोरा खिंचके मदीना चला जाये है

आयेगा इक दिन हज का महीना
फिर से बुला लो शाहे मदीना

रिज़वान को याद अब सताये है
जिया मोरा खिंचके मदीना चला जाये है

Naat Lyrics in Urdu

جب جب نبی کی یاد آئے ہے
جیا مورا کھنچ کے مدینہ چلا جائے ہے

آمنہ بی بی خوشیاں منائے
عبدالمطلب پھولے نہ سمائے

بل بل حلیمہ بی بی جائے ہے
جیا مورا کھنچ کے مدینہ چلا جائے ہے

آئے رو جگ ما شاہِ مدینہ
کفر کے ساتھ پہ آیا پسینہ

حق کا جو جھنڈا لہرائے ہے
جیا مورا کھنچ کے مدینہ چلا جائے ہے

اللہ اکبر ان کا پسینہ
جس میں مہکتا ہے سارا مدینہ

دونوں جہاں کو مہکائے ہے
جیا مورا کھنچ کے مدینہ چلا جائے ہے

آئے گا اک دن حج کا مہینہ
فبر سے بلا لو شاہِ مدینہ

رضوان کو یاد اب ستائے ہے
جیا مورا کھنچ کے مدینہ چلا جائے ہے

Leave a Comment