Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Naat Lyrics

Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Naat Lyrics

 

 

HomeNAATAa Gaye, Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye lyrics | New Naat lyrics | sunni muslim

Aa Gaye, Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye lyrics | New Naat lyrics | sunni muslim

 

 

 

Beautiful Naat Lyrics | New Naat Lyrics | Naat Lyrics

 

 

Aa Gaye, Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye  – Naat Lyrics

Aa Gaye, Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye

Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

 

Bazmein Konain Main, Har Taraf Shoor Hai

Mustafa Aa Gaye, Mujtaba Aa Gaye

Aaj Duniya Main Khair Ul Wara Aa Gaye

 

Arsh Walay Mabark Dene Lagay

Farsh Walo Habib E Khuda Aa Gaye

Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

 

Kon Deta Hai Denay Ko Mun Chahiye

Dene Wala Hai Sacha Hamara Nabi

Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

 

Kiya Khabar Kitne Tarey Khile Chup Gaye

Par Na Dubay Na Duba Hamara Nabi

Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

 

Har Taraf Hai Niazi Sama’n Eid Ka

Mustafa Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye

Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

 

Aaj Duniya Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye

Aa Gaye, Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye

Sharing Is Caring:

Leave a Comment