Aala Hazrat Naat Lyrics | Hadaiq e Bakhshish Complete Lyrics
Contents
Zahe Izzat A’etla E Muhammad (Salallahu Alaehi
Ae Shafa’ E Umam Shake Zee Jah Le Khabar
Bandah Qadir Ka Bhiqadir Bhi He Abdul Qadir
Guzre Jis Rah Se Woh Sayyad E Wala Ho Kar
Nar E Dzakh K Chaman Kar De Bahar E Ariz
Tumhare Zarre Ke Par T Sitar Hee Falak
Kiya Theek H Rukh E Nabwi Par Misal E Gul
Sar Ta Ba Qadam He Tan E Sultan E Zaman Phl
He Kalam E Ilahi Me Shams Duha Tere Chehra E Nr
Pat W Kuch Dhar Ye Kuch Zar Ham
Ariz E Shams Qamar Se Bhihe Anwar Aeriyan
Ishq E Mawla Me Hn Khn Bar Kinar E Daman
Puchte Kya Ho Arsh Par Yn Gaee Mustafa Ke Yn
Phir Ke Galigalitabah Thkarein Sabkikheein Kyn
Yad E Watan Sit Am Kiya Dasht E Haram Se Laeikyn
Ahle Sirat Rh E Ameen K Khabar Karen
Unkimahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Me
He Lab E Isa Se Jan Bakhshiniralihath Me
Aala Hazrat Naat Lyrics
Zahe Izzat A’etla E Muhammad (Salallahu Alaehi Wasallam)
Zahe Izzat A’etla E Muhammad
Keh He Arsh E Haq Zere Pa E Muhammad
Makan Arsh Unka Falak Farsh Unka
Malak Khadiman E Sara E Muhammad
Khuda Ki Raza Chahte He D Alam
Khuda Chahta He Raza E Muhammad
Ajab Kya Agar Raham Farmaein Ham Par
Khuda E Muhammad Baraee Muhammad
Muhammad Bara E Janab E Ilahi
Janab E Ilahi Bara E Muhammad
Basi Itr E Mehbb E Kibriya Se
‘Abaee Muhammad Qabaee Muhammad
Beham Ehed Bandhe He Wasl E Abad Ka
Razaee Khuda Aur Razaee Muhammad
Dam E Naz’a Jari H Meri Zuban Par
Muhammad Muhammad Khuda E Muhammad
‘Asa E Kaleem Azdaha E Ghazab Tha
Girn Ka Sahara Asa E Muhammad
Me Qurban Kya Pyari Pyari He Nisbat
Ye Ane Khuda W Khuda E Muhammad
Muhammad Ka Dam Khas Beher E Khuda He
Siwaee Muhammad Baraee Muhammad
Khuda Unk Kis Pyar Se Dekhta He
Ankhein He Mehwe Liqa E Muhammad
Juluw Me Ijabat Khwasi Me Rehmat
Barhi Kis Tazuk Se Duaee Muhammad
Ijabat Ne Jhuk Kar Galle Se Lagaea
Barhi Naz Se Jab Duae E Muhammad
Ijabat Ka Sehra Inaeat Ka Jra
Dulhan Ban Ke Nikli Duaee Muhammad
Raza Pul Se Ab Wajd Karte Guzariye
Ke He Rab E Sallim Sadaee Muhammad
Ae Shafa’ E Umam Shake Zee Jah Le Khabar
Ae Shafa’ E Umam Shahe Zee Jah Le Khabar
Lillah Le Khabar Meri Lillah Le Khabar
Darya Ka Jsh Naw Na Bera Na Na Khuda
Me Dba Tu Kahan He Mere Shah Le Khabar
Manzil Kari He Rat Andheri Me Na Balad
Ae Khidr Le Khabar Meri Ae Mah Le Khabar
Phnche Phnchne Wale T Manzil Magar Shaha
Un Ki J Thak Ke Beithe Sar E Rah Le Khabar
Jangal Darind Ka He Mai Be Yar Shab Qareeb
Ghere He Char Samt Se Badkhwah Le Khabar
Manzil Naei Azeez Juda Lg Na Shanas
Tta He Kh E Gham Me Pare Kah Le Khabar
Wh Sakhtiyan Sawal Ki Wh Sratein Muheeb
Ae Ghamzadn Ke Hal Se Agah Le Khabar
Mujrim K Bargah E Adalat Me Laee He
Takta He Be Kasi Me Teri Rah Le Khabar
Ahl E Amal K Unke Amal Kam Aeenge
Mera He Kaun Tere Siwa Ah Le Khabar
Pur Khar Rah Barhana Pa Tishna Ab Dr
Mawla Pari He Afat E Jan Kah Le Khabar
Bahar Zubanein Pyas Se He Aftab Garam
Kausar Ke Shah Katharahullah Le Khabar
Mana Ke Sakht Mujrim Nakarah He Raza
Tera Hi T He Banda E Dargah Le Khabar
Bandah Qadir Ka Bhiqadir Bhi He Abdul Qadir
Bandah Qadir Ka Bhi Qadir Bhi He Abdul Qadir
Sir E Batin Bhi He Zahir Bhi He Abdul Qadir
Mufti E Shar’a Bhi He Qazi E Millat Bhi He
Ilm E Asrar Se Mahir Bhi He Abdul Qadir
Manba’a Faiz Bhi He Majma’a Afdal Bhi He
Meher E Irfan Ka Munnawar Bhi He Abdul Qadir
Qutb E Abdal Bhi He Mehwer E Irshad Bhi He
Markaze Dairah E Sir Bhi He Abdul Qadir
Salak E Irfan Ki Ziya He Yahi Dur E Mukhtar
Fakhr E Ashbah Wa Nazair Bhi He Abdul Qadir
Us Ke Farman He Sab Shareh Hukm E Share’
Mazhare Na Hi Amir Bhi He Abdul Qadir
Zee Tasarruf Bhi He Mazn Bhi Mukhtar Bhi He
Kar E Alam Ka Muddabir Bhi He Abdul Qadir
Rashk E Bulbul He Raza Lala E Sad Dagh Bhi He
Aap Ka Wasif Zakir Bhi He Abdul Qadir
Guzre Jis Rah Se Woh Sayyad E Wala Ho Kar
Guzre Jis Rah Se W Saeyid E Wala H Kar
Reh Gaei Sari Zameen Anbar E Sara H Kar
Rukh E Anwar Ki Tajjali J Qamar Ne Dekhi
Reh Gaea Bsah Dah E Naqsh E Kaf E Pa H Kar
Waee Mehrmi E Qismat Ke Me Phir Ab Ki Baras
Reh Gaea Hamrah E Zawwar E Madinah H Kar
Chaman E Taiba He W Bagh Ke Murgh E Sidrah
Barsn Chehke He Jahan Bulbul E Shaida H Kar
Sar Sar E Dasht E Madinah Ka Magar Aea Khyal
Rashk E Gulshan J Bana Ghuncha E Dil Wa H Kar
Gsh E Sheh Kehte He Faryad Rasi K Ham Me
Wada E Chashm He Bakhshe Ge Gya H Kar
Paee Sheh Par Gire Ya Rab Tapish E Meher Se Jab
Dil E Betab Ure Hashr Me Para H Kar
He Yeh Ummeed Raza K Teri Rahmat Se Shaha
Na He Zandani E Dzakh Tera Bandah H Kar
Nar E Dzakh K Chaman Kar De Bahar E Ariz
Nar E Dzakh K Chaman Kar De Bahar E Ariz
Zulmat E Hashr K Din Kar De Nahar E Ariz
Me T Kya Cheez Hn Khud Sahib E Quran K Shaha
Lakh Mushaf Se Pasand Aei Bahar E Ariz
Jaise Quran He Wird Iss Gul E Mehbbi Ka
Yn Hi Quran Ka Wazeefa He Waqar E Ariz
Gar Che Quran He Na Quran Ki Barabar Lekin
Kuch T He Jis Pe He Wh Madh E Nigar E Ariz
Tr Kya Arsh Jale Dekh Ke Wh Jalwa E Garam
Ap Ariz H Magar Aina Dar E Ariz
Tarfa Alam He W Quran Idhar Dekhein Udhar
Mashaf E Pak H Hairan Bahar E Ariz
Tarjama He Yeh Sifat Ka W Khud Aina E Zat
Kyn Na Mashaf Se Zyada H Waqar E Ariz
Jalwa Farmaein Rukh E Dil Ki Siyahi Mit Jaee
Subah H Jaee Ilahi Shab E Tar E Ariz
Nam E Haq Par Kare Mehbb Dil Jan Qurban
Haq Kare Arsh Se Ta Farsh Nisar E Ariz
Mushk Bu Zulf Se Rukh Chehra Se Baln Me Shua’a
Mjizah He Halab E Zulf Tatar E Ariz
Haq Ne Bakhsha He Karam Nazr E Gadaean H Qubl
Pyare Ek Dil He Wh Karte He Nisar E Ariz
Ah Be Maeigi Dil Ke Raza E Mhtaj
Le Kar Ek Jan Chala Behr Nisar E Ariz
Tumhare Zarre Ke Par T Sitar Hee Falak
Tumhare Zarre Ke Par T Sitar Hee Falak
Tumhare Na’al Ki Naqis Misl Ziyaee Falak
Agar Che Chale Sitarn Se Par Gaee Lakhn
Magar Tumhari Talab Me Thake Na Paee Falak
Sar E Falak Na Kabhi Ta Ba Astan Phncha
Keh Ibtidaee Bulandi Thee Intihee Falak
Ye Mit Ke Un Ki Rawish Par Huwa Khud Unki Rawish
Keh Naqsh E Paee Zameen Par Na Sat E Paee Falak
Tumhari Yad Me Guzri Thee Jagte Shab Bhar
Chali Naseem Hue Band Deed Hee Falak
Na Jag Uthe Kahin Ahl E Baqee Kuchi Neend
Chala Yeh Narm Na Nikli Sadaee Paee Falak
Yeh Un Ke Jalwe Ne Keen Garmiyan Shab E Asra
Keh Jab Se Charkh Me He Naqrah Talaee Falak
Mere Ghani Ne Jawahar Se Bhar Diya Daman
Gaea J Kasa E Mai Le Ke Shab Gadaee Falak
Raha J Qane’ Yak Nan E Skhta Din Bhar
Mili Huzr Se Kan E Gehr Jazaee Falak
Tajammal E Shab E Asra Abhi Simat Na Chuka
Keh Jab Se Waisi Hi Ktal He Sabz Hee Falak
Khitab E Haq Bhi He Dar Bab E Khalq Min Ajalik
Agar Idhar Se Dam E Hamd He Sadaee Falak
Ye Ahl E Bait Ki Chakki Se Chal Seekhi He
Rawan He Be Madad Dast Asiya E Falak
Raza Ye Nat E Nabi Ne Bulandiyan Bakhsheen
Laqab Zameen E Falak Ka Hua Samaee Falak
Aala Hazrat Naat Lyrics
Kiya Theek H Rukh E Nabwi Par Misal E Gul
Kiya Theek H Rukh E Nabwi Par Misal E Gul
Pa Mal Jalwaee Kaf E Pa He Jamal E Gul
Jannat He Un Ke Jalwa Se J Yaee Rang B
Ae Gul Hamare Gul Se He Gul K Sawal E Gul
Un Ke Qadam Se Sil’aee Ghali Hui Jinan
Wallah Mere Gul Se He Jah Jalal E Gul
Sunta Hn Ishq E Shah Me Dil Hga Khn Fashan
Ya Rab Ye Muzdah Sach H Mubarak H Fal E Gul
Bulbul Haram K Chal Gham E Fani Se Faidah
Kab Tak Kahegi Hee W Ghuncha Lal E Gul
Ghamgeen He Shauq E Ghazah Khak E Madinah Me
Shabnam Se Dhul Sakegi Na Gird E Malal E Gul
Bulbul Yeh Kya Kaha Me Kahan Fasl E Gul Kahan
Ummeed Rakh Ke Am He Jd Nawal E Gul
Bulbul Ghara He Abre Wala Muzdah H Ke Ab
Girti He Ashiyana Pe Barq E Jamal E Gul
Ya Rab Hara Bhara Rahe Dagh E Jigar Ka Bagh
Har Mah Mahe Bahar H Har Sal Sal E Gul
Rang E Muthrah Se Kar Kae Khajal Yad Shah Me
Kheencha He Ham Ne Kantn Pe Itr E Jamal E Gul
Me Yad E Sheh Me Rwn ‘Ana Dil Karein Hujm
Har Ashke Lala E Fam Pe H Ehtemal E Gul
He Akse Chehra Se Lab Gulgn Me Surkhiyan
Dba He Badr E Gul Se Shafaq Me Hilal E Gul
Nat E Huzr Me Mutarannim He Andaleeb
Shakhn Ke Jhmne Se Aean Wajd Hal E Gul
Bulbul Gul E Madinah Hamesha Bahar He
D Din Ki He Bahar Fana He Mal E Gul
Shaikhe Idhar Nisar Ghani Ali Udhar
Ghuncha He Bulbuln Ka Yameen Shimal E Gul
Chahe Khuda T Paeeinge Ishq E Nabi Me Khuld
Nikli He Nama E Dil E Pur Khn Me Fal E Gul
Kar Us Ki Yad Jis Se Mile Che Andaleeb
Dekha Nahi Keh Khar E Alam He Khyal E Gul
Dekha Tha Khwab E Khar E Haram Andaleeb Ne
Khatka Kiya He Ankh Me Shab Bhar Khyal E Gul
Un D Ka Sadqa Jink Kaha Mere Phl He
Kijiye Raza K Hashr Me Khanda Misal E Gul
Aala Hazrat Naat Lyrics
Sar Ta Ba Qadam He Tan E Sultan E Zaman Phl
Aala Hazrat Naat Lyrics
Sar Ta Ba Qadam He Tan E Sultan E Zaman Phl
Lab Phl Dahan Phl Zaqan Phl Badan Phl
Sadqe Me Tere Bagh T Kya Laee He Ban Phl
Iss Ghuncha E Dil K Bhi T Ema H Ke Ban Phl
Tinka Bhi Hamare T Hilaee Nahi Hilta
Turn Chah T H Jaee Abhi Kh E Mihan Phl
Wallah J Mil Jaee Mere Gul Ka Paseena
Mange Na Kabhi Itr Na Phir Chahe Dulhan Phl
Dil Basta Khn Gushtah Na Khushb Na Latafat
Kyn Ghuncha Kahn He Mere Aqa Ka Dahan Phl
Shab Yad Thi Kin Dantn Ki Shabnam Ke Dam E Subah
Shkhan E Bahari Ke Jura He Kiran Phl
Dandan Lab Zulf Rukh E Sheh Ke Fidaei
He Dur E Adan La’al E Yaman Mushk E Khutan Phl
B H Ke Nihan Hgaee Tab E Rukh E Sheh Me
Lau Ban Gaee He Ab T Haseenn Ka Dahan Phl
Hn Bar E Gunah Se Na Khajal Dsh E Azeezan
Lillah Meri Na’ash Kar Ae Jan E Chaman Phl
Dil Apna Bhi Shaidaei He Us Nakhun E Pa Ka
Itna Bhi Mah E Nau Pe Na Ae Charkh E Khan Phl
Dil Khl Ke Khn Rle Gham E Ariz E Sheh Me
Nikle T Kahin Hasrat E Khn Na Ba Shudan Phl
Kya Ghazah Mila Garde Madinah Ka J He Aaj
Nikhre Hue J Ban Me Qiyamat Ki Phaban Phl
Garmi Yeh Qiyamat He Ke Kante He Zuban Par
Bulbul K Bhi Aea Saqi E Sehba Laban Phl
He Kaun Keh Girya Kare Ya Fatiha K Aee
Bekas Kae Uthee Teri Rehmat Kae Bharan Phl
Dil Gham Tujhe Ghere He Khuda Tujh K W Chamkaee
Sraj Tere Khirman K Bane Teri Kiran Phl
Kya Bat Raza Is Chamanistan E Karam Ki
Zahra He Kali J Is Me Hussain Aur Hasan Phl
He Kalam E Ilahi Me Shams Duha Tere Chehra E Nr Fiza k iqasam
He Kalam E Ilahi Me Shams Duha Tere Chehra E Nr Fiza Ki Qasam
Qasam E Shab E Tar Me Raz Ye Tha Ke Habeeb Ki Zulfe D Ta Ki Qasam
Tere Khulq K Haq Ne Azeem Kaha Teri Khalq K Haq Ne Jameel Kiya
Ki Tujh Sa Hua He Na Hga Shaha Tere Khaliq E Husn Ada Ki Qasam
W Khuda Ne He Martaba Tujh K Diya Na Kisi K Mile Na Kisi K Mila
Ke Kalam E Majeed Ne Khai Shaha Tere Shaher Kalam Baqa Ki Qasam
Tera Masnade Naz He Arsh E Bareen Tera Mehram E Naz He Rhe Ameen
Tu Hi Sarwar E Har D Jahan He Shaha Tera Misl Nahin He Khuda Ki Qasam
Yahi Arz He Khaliq E Arz Sama Wh Rasl He Tere Me Banda Tera
Mujhe Unke Jawar Me De W Jagah Ke He Khuld K Jis Ki Safa Ki Qasam
Tu Hi Bandn Pe Karta He Lutf Ata He Tujhi Pe Bharsa Tujhi Se Dua
Mujhe Jalwa E Pak Rasl Dikha Tujhe Apne Hi Izz Ula Ki Qasam
Mere Garche Gunah He Had Se Siwa Magar Un Se Umeed He Tujh Se Raja
Tu Rahim He Unka Karam He Gawah W Karim He Teri Ata Ki Qasam
Yahi Kehti He Bulbule Baghe Jina Ke Raza Ki Tarah Ki Sehr Baean
Nahin Hind Me Wasif E Shah E Huda Mujhe Shkhiye Tab’ E Raza Ki Qasam
Pat W Kuch Dhar Ye Kuch Zar Ham
Pat W Kuch Dhar Ye Kuch Zar Ham
Ya Ilahi Kyn Kar Utrein Par Ham
Kis Bala Ki Mai Se He Sarshar Ham
Din Dhala Hte Nahin Hushiyar Ham
Turn Karam Se Mushtari Har Aib Ke
Jins E Na Maqbl Har Bazar Ham
Dushmann Ki Ankh Me Bhi Phl Turn
Dstn Ki Bhi Nazar Me Khar Ham
Laghzish E Pa Ka Sahara Ek Turn
Girne Wale Lakhn Na Hinjar Ham
Sadqa Apne Bazun Ka Almadad
Raise Trein Ye Bute Pindar Ham
Dam Qadam Ki Khair Ae Jan E Maseeh
Dar Pe Laee He Dil E Beemar Ham
Apni Rehmat Ki Taraf Dekhein Huzr
Jante He Jaise He Badkar Ham
Apne Mehman Ka Sadqa Ek Bnd
Mar Mitey Pyase Idhar Sarkar Ham
Apne Kcha Se Nikala T Na D
He T Had Bhar Ke Khudai Khwar Ham
Hath Utha Kar Ek Tukra Ae Kareem
He Sakhi Ke Mal Me Haqdar Ham
Chandni Chatki He Unke Nr Ki
A Dekhein Sair E Tr Nar Ham
Himmat Ae Za’af Unke Dar Par Gir Ke Hn
Be Takalluf Saea E Deewar Ham
Ba Ata Turn Shah Turn Mukhtar Turn
Be Nawa Ham Zar Ham Na Char Ham
Turn Ne T Lakhn K Janein Pher Deen
Aisa Kitna Rakhte He Azar Ham
Apni Sattari Ka Ya Rab Wasta
Hn Na Ruswa Bar Sar E Darbar Ham
Itni Arz E Akhri Keh D Ki
Naw Tti A Parae Manjhdar Ham
Munh Bhi Dekha He Kisi Ke Afw Ka
Dekh w Isiyan Nahin Be Yar Ham
Me Nisar Aisa Musalman Kijiye
Tr Dalein Nafs Ka Zunnar Ham
Kab Se Phailaee He Daman Tegh E Ishq
Ab T Paeein Zakhm Daman Dar Ham
Sunniyat Se Khatke Sab Ki Ankh Me
Phl H Kar Ban Gaee Kya Khar Ham
Natawani Ka Bhala H Ban Gaeae
Naqsh E Paee Taliban E Yar Ham
Dil Ke Tukre Nazr E Hazir Laee He
Aee Sagan E Kcha E Dildar Ham
Qismat E Sr Hira Ki Hirs He
Chahte He Dil Me Gehra Ghar Ham
Chashm Pshi Karam Shan E Shuma
Kar E Ma Be Baki Israr Ham
Fasl Gul Sabzah Saba Masti Shabab
Chrein Kis Dil Se Dar E Khumar Ham
Maikadah Chut Ta He Lillah Saqiya
Ab Ke Saghar Se Na Hn Hushiyar Ham
Saqi E Tasneem Jab Tak A Na Jaeein
Aee Siyah Masti Na Hn Hushiyar Ham
Nazishein Karte He Apas Me Malak
He Ghulaman E Shahe Abrar Ham
Lutf Az Kh Raftagi Ya Rab Naseeb
Hn Shaheed E Jalwa E Raftar Ham
Un Ke Age Dawa E Hasti Raza
Kya Bake Jata He Ye Har Bar Ham
Ariz E Shams Qamar Se Bhihe Anwar Aeriyan
Ariz E Shams Qamar Se Bhi He Anwar Aeriyan
Arsh Ki Ankhn Ke Tare He W Khushtar Aeriyan
Ja Baja Par T Figan He Asman Par Aeriyan
Din K He Khursheed Shab K Mah Akhtar Aeriyan
Najm Gardn T Nazar Ate He Chte Aur W Pan
Arsh Par Phir Kyn Na Hn Mehss Laghar Aeriyan
Dab Ke Zer E Pa Na Gunjaish Samane K Rahi
Ban Gaea Jalwa Kaf E Pa Ka Ubhar Kar Aeriyan
Un Ka Mangta Pan Se Thukra De W Duniya Ka Taj
Jis Ki Khatir Mar Gaee Mun’am Ragar Kar Aeriyan
D Qamar D Panja E Khwr D Sitare Das Hilal
Un Ke Talwe Panje Nakhun Paee Athar Aeriyan
Hee Us Patthar Se Is Seene Ki Qismat Phriye
Be Takalluf Jis Ke Dil Me Yn Karein Ghar Aeriyan
Taj E Rhul Quds Ke Mti Jise Sajdah Karein
Rakhti He Wallah Wh Pakizah Gauhar Aeriyan
Ek Thkar Me Uhad Ka Zalzala Jata Raha
Rakhti He Kitna Waqar Allahu Akbar Aeriyan
Charkh Par Charhte Hi Chandi Me Siyahi A Gaei
Kar Chuki He Badr K Taksal Bahar Aeriyan
Ae Raza Tfan E Mehshar Ke Talatum Se Na Dar
Shad Hn He Kashti E Ummat K Langar Aeriyan
Ishq E Mawla Me Hn Khn Bar Kinar E Daman
Ishq E Mawla Me Hn Khn Bar Kinar E Daman
Ya Khuda Jald Kahein Aee Bahar E Daman
Beh Chali Ankh Bhi Ashkn Ki Tarah Daman Par
Ke Nahin Tar Nazar Juz D Seh Tar E Daman
Ashk Barsan Chale Kcha E Janan Se Naseem
Ya Khuda Jald Kahin Nikle Bukhar E Daman
Dil Shudn Ka Yeh Hua Daman E Athar Pe Hujm
Be Dil Abad Hua Nam Daear E Daman
Mushk Sa Zulf Sheh Nr Fashan Rye Huzr
Allah Allah Halb E Jeeb Tatar E Daman
Tujh Se Aegul Me Seetamdeedah E Dasht E Harman
Khalash Dil Ki Kahn Ya Gham E Khar E Daman
Aks Afgan He Hilal E Lab E Sheh Jeeb Nahin
Mehr Ariz Ki Shuaein He Na Tar E Daman
Ashk Kehte He Yeh Shaidaei Ki Ankhein Dh Kar
Aeadab Gard E Nazar H Na Ghubar E Daman
Ae Raza Ah W Bulbul Ke Nazar Me Jis Ki
Jalwa E Jeeb Gul Aee Na Bahar E Daman
Rashke Qamar Hn Rang Rukh E Aftab Hn
Zarra Tera J Ae Shahe Gardun Janab Hn
Durre Najaf Hn Gauhar E Pak E Khushab Hn
Yani Turab E Rah Guzar E Bu Turab Hn
Gar Ankh Hn T Abr Ki Chashme Pur Ab Hn
Dil Hn Th Bark Ka Dil E Pur Izterab Hn
Khnain Jigar Hn Ta Ir E Be Ashiyan Shaha
Range Pareedah E Rukhe Gul Ka Jawab Hn
Be Asl Be Sabat Hn Bahre Karam Madad
Parwarda E Kinare Surab Habab Hn
Ibrat Feza He Sharm E Gunah Se Mera Sukut
Gya Lab E Khamsh E Lahad Ka Jawab Hn
Kyn Nala Sz Se Karu Kyn Khn E Dil Piyn
Seekh E Kabab Hn Na Mai Jam E Sharab Hn
Dil Basta Bekarar Jigar Chak Ashkbar
Ghuncha Hn Gul Hn Barke Tapan Hn Sahab Hn
Dava He Sabse Teri Shafa’at Pe Beshtar
Daftar Me Asiy Ke Shahe Intekhab Hn
Maula Duha I Nazr Se Gir Kar Jala Ghulam
Ashqe Mujhra Raseeda E Chashme Kabab Hn
Mit Jaee Ye Khudi T W Jalwa Kahan Nahi
Darda Me Ap Apni Nazar Ka Hijab Hn
Sadqe Hn Uspe Nar Se Dega J Mukhlesi
Bulbul Nahin Keh Atish E Ghul Par Kabab Hn
Qalib Tahi Kiye Hama Aghsh He Hilal
Ae Shahsaware Taibah Me Teri Rikab Hun
Kya Kya He Tujhse Naz Tere Qasr K Ki Mai
Ka’abe Ki Jan Arshe Baree Ka Jawab Hn
Shaha Bujhe Saqar Mere Ashk Se Ta Na Me
Abe Abas Chakida E Chashme Kabab Hn
Mai T Kaha Hi Chahun Ke Banda Hn Shah Ka
Par Lutf Jab He Keh Dain Agar W Janab Hn
Hasrat Me Khaq Bsi E Taibah Ki Ae Raza
Tapka J Chashme Mahar Se W Khn E Nab Hn
Aala Hazrat Naat Lyrics
Puchte Kya Ho Arsh Par Yn Gaee Mustafa Ke Yn
Pchte Kya H Arsh Par Yn Gaee Mustafa Ke Yn
Kaif Ke Par Jahan Jale Kyi Bataee Kya Ke Yn
Qasre Dana Ke Raz Me Aqle T Gum He Jaisi He
Ruhe Qudus Se Pchiye Turn Ne Bhi Kuch Suna Ke Yn
Mee Kaha Ki Jalwa E Asl Me Kis Tarah Gume
Subha Ne Nr E Mehr Me Mit Ke Dikha Diya Ke Yn
Hee Re Zuq E Bekhudi Dil J Sambhalne Sa Laga
Chak Ke Mahak Me Phl Ki Gir Ne Lagi Saba Ke Yn
Dil K De Nr Daghe Ishq Phir Mai Fida D Neem Kar
Mana He Sun Ke Shaq E Mah Ankh Se Ab Dikha Ke Yn
Dil K He Fikr Kis Tarah Murde Jilate He Huzr
Ae Mai Fida Laga Kar Ek Thkar Use Bata Ke Yn
Bagh Me Shukre Wasl Tha Hijr Me He He Gul
Kam He Unke Zikr Se Khair W Yn Hua Ke Yn
J Kahe She’ar Pas Shar’a Dn Ka Husn Kyn Kar Aee
La Use Paishe Jalwa E Zam Zam E Raza Ke Yn
Aala Hazrat Naat Lyrics
Phir Ke Galigalitabah Thkarein Sabkikheein Kyn
Phir Ke Gali Gali Tabah Thkarein Sabki Kheein Kyn
Dil K J Aql De Khuda Teri Gali Se Jaee Kyn
Rukhsat E Qafila Ka Shr Ghash Se Hame Uthee Kyn
Ste He Unke Saee Me Ki HaMe Jagaee Kyn
Bar Na The Habeeb K Palte Hi Ghareeb K
Ryein J Ab Naseeb K Che Kahan Ganwaee Kyn
Yad E Huzr Ki Qasam Ghaflat E Aish He Sitam
Khb He Qaid —E Gham Me Ham Ki Hame Churaee Kyn
Dekh Ke Hazrat E Ghani Phail Pare Faqeer Bhi
Chei He Ab T Chani Hashr Hi A Na Jaee Kyn
Jan He Ishq E Mustafa Rz Fazn Kare Khuda
Jis K H Dard Ka Maza Naz E Dawa Uthee Kyn
Ham T He Ap Dil Figar Gham Me Hansi He Na Gawar
Cher Ke Gul K Nau Bahar Khn Hame Rulaee Kyn
Ya T Yn Hi Tarap Ke Jaeein Ya Wahi Dam Se Churaeein
Mannat E Ghair Kyn Utheein Ki Taras Jataee Kyn
Un Ke Jalal Ka Asar Dil Se Lagaee He Qamar
J Ke H Laut Zakhm Par Dagh E Jigar Mitaee Kyn
Khush Rahe Gul Se Andaleeb Khar E Haram Mujhe Naseeb
Meri Bala Bhi Zikr Par Phl Ke Khar Khee Kyn
Gard E Malal Agar Dhule Dil Ki Kali Agar Khile
Barq Se Ankh Kyn Jale Rne Pe Muskuraee Kyn
Jan E Safar Naseeb K Kis Ne Kaha Maze Se Siwa
Khatka Agar Seher Ka H Sham Se Maut Aee Kyn
Ab T Na Rk Ae Ghani Adat E Sag Bigar Gaei
Mere Kareem Pehle Hi Luqma E Tar Khilaee Kyn
Rah E Nabi Me Kya Kami Farsh Biyade Deedah Ki
Chadar E Zil Mulgaji Zer E Qadam Bichee Kyn
Sang E Dar E Huzr Se Ham K Khuda Na Sabr De
Jana He Sar K Ja Chuke Dil K Qarar Aee Kyn
He T Raza Nira Sitam Jurm Pe Gar Lajaeein Ham
Ki Bajaee Sz E Gham Saz E Tarab Bajaee Kyn
Aala Hazrat Naat Lyrics
Yad E Watan Sit Am Kiya Dasht E Haram Se Laeikyn
Yad E Watan Sitam Kiya Dasht E Haram Se Laei Kyn
Baithe Bithee Bad Naseeb Sar Pe Bala Uthei Kyn
Dil Me T Cht Thi Dabi Hee Ghazab Ubhar Gaei
Puch T Ah Sard Se Thandi Hawa Chalaei Kyn
Chhr Ke Us Haram K Ap Ban Me Thagn Ke Abs
Phir Kah Sar Pe Dhar Ke Hath Lut Gaei Sab Kamaei Kyn
Bagh E Arab Ka Sar We Naz Dekh Liya He Warna Aj
Qumri E Jan E Ghamzadah Gnj Ke Chehchhai Kyn
Nam E Madinah Le Diya Chalne Lagi Naseem E Khuld
Szish E Gham K Ham Ne Bhi Kaisi Hawa Bataei Kyn
Kis Ki Nigah Ki Hea Phirti He Meri Ankh Me
Nargis Mast Naz Ne Mujh Se Nazzer Churaei Kyn
Tu Ne T Kar Diya Tabeeb Atish E Seena Ka Ilaj
Aj Ke Daur E Ah Me Bye Kabab Aei Kyn
Fikr E Ma’ash Bad Bala Hl E Ma’ad Jan Gaza
Lakhn Bala Me Phansne K Rh Badan Me Aei Kyn
H Na H Aj Kuch Mera Zikr Huzr Me Hua
Warna Meri Taraf Khshi Dekh Ke Muskuraei Kyn
Hr E Jinan Sitam Kiya Taibah Nazar Me Phir Gaea
Cheer Ke Parda E Hijaz Des Ki Cheez Gaei Kyn
Ghaflat E Shaikh Shab Par Hanste He Tifl E Sheer Khwar
Karne K Gud Gudi Abas Ane Lagi Bahei Kyn
Arz Karn Huzr Se Dil Ki T Mere Khair He
Peet Ti Sar K Arzu Dasht E Haram Se Aei Kyn
Hasrat E Nau Ka Sa’niha Sunte Hi Dil Bigar Gaea
Aise Mareez K Raza Marg E Jawan Sunaei Kyn
Aala Hazrat Naat Lyrics
Ahle Sirat Rh E Ameen K Khabar Karen
Ahle Sirat Rh E Ameen K Khabar Karen
Jati He Ummat E Nabavi Farsh Par Karen
Inn Fitna Hee Hashr Se Kehd Hazar Karen
Nazn Ke Pale Ate He Rah Se Guzar Karen
Bad He T Apke He Bhale He T Apke
Tukrn Se T Yahan Ke Pale Rukh Kidhar Karen
Sarkar Hum Kameen Ke Atvar Par Najaeen
Aqa Huzr Apne Karam Par Nazar Karen
Unki Haram Ke Khar Kashida He Kis Liye
Ankhn Me Aee Sar Pe Rahe Dil Me Ghar Karen
Jal Pe Jal Par Gaee Lillah Waqt He
Mushkil Kushei Ap Ke Nakhun Agar Karen
Manzil Karee He Shan E Tabassum Karam Kare
Tarn Ki Chan Nr Ke Tarke Safar Karen
Kilk E Raza He Khanjar E Khun Khwar Barq Bar
A’ada Se Kehd Khair Manaeen Na Shar Karen
Woh Su’ey Lalah Zar Phirtey Me – Aala Hazrat Naat Lyrics
Wh Su’ey Lalah Zar Phirtey He
Tere Din Ae Bahar Phirtey He
Terey Dar Se Yar Phirtey He
Dar Ba Dar Yn Hi Khar Phirtey He
Ah Kal’ Aesh T Kiye Hum Ne
Aj Wh Be Qarar Phirtey He
Un Ke Eema Se Dnn Bagn Par
Khel E Lael Nahar Phirtey He
Har Charaghe Mazar Par Qudsee
Kaese Parwanah War Phirtey He
Us Gali Ka Gada Hun Me Jis Me
Mangtey Tajdar Phirtey He
Jan He Jan Kya Nazar Aee
Kyn ‘Adu Gird E Ghar Phirtey He
Phl Kya Dekhn Meri Ankhn Me
Dasht E Taibah Ke Khar Phirtey He
Lakhn Qudsi He Kam E Khidmat Par
Lakhn Gird E Mazar Phirtey He
Wardiyan Bltey He Har Karey
Pehra Detey Sawar Phirtey He
Rakhiye Jaise He Khana Zad He Hum
Ml Ke Aeb Dar Phirtey He
Hee Ghafil Wh Kya Jagah He Jahan
Panch Jatey He Char Phirtey He
Baeen Rastey Na Ja Musafir Sun
Mal He Rah Mar Phirtey He
Jag Sunsan Ban He Rat Aeee
Gurg Behr E Shikar Phirtey He
Nafs Ye Kyi Chal He Zalim
Jaese KhaSe Bijar Phirtey He
Kyi Kyn Pche Teri Bat Raza
Tujh Se Kutte Hazar Phirtey He
Aala Hazrat Naat Lyrics
Unkimahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Me
Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
Jis Rah Chal Gaee He Kchey Basa Diye He
Jab A Gaeee He Jsh E Rehmat Pe Unki Ankhen
Jalte Bujha Diye He Rte Hansa Diye He
Ik Dil Hamara Kya He Azar Uska Kitna
Turn Ne T Chaltey Phirtey Murdey Jila Diye He
Unke Nisar Ki KaiSe Hi Ranj Me H
Jab Yad A Gaee He Sab Gham Bhula Diye He
Hum Se Faqir Bhi Ab Pheri K Uthte Hngey
Ab T Ghani Ke Dar Par Bistar Jama Diye He
Asra Me Guzrey Jis Dam Berey Pe Qudsiyn Ke
Hne Lagi Salami Parcham Jhuka Diye He
Aney D Ya Dub D Ab T Tumhari Janib
Kashti Turn Hi Pe Chri Langar Utha Diye He
Dulha Se Itna Kehd Pyarey Sawari Rk
Mushkil Me He Barati Purkhar Ba Diye He
Allah Kya Jahannam Ab Bhi Na Sard Hg A
R R Ke Mustafa Ne Dariya Baha Diye He
Mere Karim Se Gar Qatra Kisi Ne Manga
Dariya Baha Diye He Durbe Baha Diye He
Mulk E Sukhan Ki Shahi Turn K Raza Musallam
Jis Simt A Gaee H Sikke Bitha Diye He
He Lab E Isa Se Jan Bakhshiniralihath Me
Aala Hazrat Naat Lyrics
He Lab E Isa Se Jan Bakhshi Nirali Hath Me
Sang Reze Pate He Sheerin Maqali Hath Me
Be Nawan Ki Nigahein He Kahan Tehreer E Dast
Reh Gaeien J Pa Ke Jd E La Yazali Hath Me
Kya Lakirn Me Yadullah Khat Sar Asa Likha
Rah Yn Is Raz Likhne Ki Nikali Hath Me
Jd Shahe Kausar Apne Pyasn Ka Jya He Ap
Kya Ajab Ur Kar J Ap Aee Piyali Hath Me
Abr Nisyan Mmin K Taigh Uriyan Kufr Par
Jam’a He Shan E Jamali Jalali Hath Me
Malik E Kaunain He G Pass Kuch Rakhte Nahin
D Jahan Ki Nematein He Un Ke Khali Hath Me
Saea Afgan Sar Pe H Parcham Ilahi Jhm Kar
Jab Liwaul Hamd Le Ummat Ka Wali Hath Me
Har Khate Kaf He Yahan Ae Dasht E Baizaee Kaleem
Mjzan Daryae Nr E Be Misali Hath Me
W Giran Sangi Qadr E Mas W Arzani Jd
Nauiya Badla Kiye Sang Walali Hath Me
Dastageere Har D Alam Kar Diya Sibtain K
Ae Me Qurban Jan E Jan Angusht Kya Lee Hath Me
Ah W Alam Ke Ankhein Band Aur Lab Par Durd
Waqf Sang E Dar Jabeen Rauza Ki Jali Hath Me
Jis Ne Bai’at Ki Bahar E Hassan Par Qurban Raha
He Lakeerein Naqsh E Taskheer E Jamali Hath Me
Kash H Jaun Lab E Kausar Me Yn Wa Rafta Hsh
Le Kar Us Jan E Karam Ka Zel Ali Hath Me
Ankh Mehwe Jalwa E Deedar E Dil Pur Jsh E Wajd
Lab Pe Shukr E Bakhshish Saqi Pyali Hath Me
Hashr Me Kya Kya Mazey Waraftagi Ke Ln Raza
Laut Jaun Pa Ke W Damane Ali Hath Me
Barkate Raza’s Objective is to provide Authentic Islamic information available on scattered websites to mankind (Muslims and Non- Muslims) of the world and to educate them about the Authentic Teachings of Islam. It is dedicated to increasing Islamic knowledge among Muslims all over the world. Knowledge is a very powerful tool to understand and practice Islam.
Barkate Raza teaches Islamic ways through books & audio publications, local Islamic Centers, and this website.
Barkate Raza is working in about 100 languages of the world including English, Arabic, Urdu, Hindi, Telugu, Tamil, Kannada, and other foreign languages.
Besides providing general Islamic content also gives options to search in different sections like
Quran Search
Naat Lyrics
Darse Nizami books
Ahadees Search
Islamic Videos Search
Islamic Question and Answer Search
Islam and Comparative Religion
and Islam Search’s main features are
Frequently Searched Topics
Exclusive Videos about Allah
Tafseer-e-Quran by famous Islamic Scholars
Quranic Events (stories)
Quranic Illustrations
Learn Quranic Arabic
Ramadan Reminders
Inspiring Videos
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Visit & Subscribe to our Youtube channel: https://www.youtube.com/channel/UCrq8JbGfXU9P1_MVHjFMJZQ
More speeches and books
Like us on Facebook:
https://www.facebook.com/barkateraza
Follow us on Twitter: https://twitter.com/barkateraza
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Please Note: The reminders and lectures that are uploaded on this channel are only for educational purposes. Any of the views expressed by the speakers do not necessarily represent the views of “Barkat Raza”. This site doesn’t support any unlawful activity toward any individual or community.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aala Hazrat Naat Lyrics