Aamad e Mustafa Marhaba Qawwali Lyrics

Aamad e Mustafa Marhaba Qawwali Lyrics

 

 

Aamad e Mustafa Marhaba Qawwali By Rahat Fateh Ali Khan Lyrics

Qawwal: Ustad Rahat Fateh Ali Khan

Shayar: Purnam Allahabadi

हिन्दी लिरिक्स

Aaj Paida Hue Sayyade Bahro Bar

Kufr Tharra Gaya But Gire Toot Kar

 

Noor Chhidka Gaya Arsh Se Farsh Tak

Kar Ke Deedaar Kahne Lagi Har Nazar

 

Aamad e Mustafa Marhaba
Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Amad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Laaye Tashreef Jis Dam Habeeb e Khuda

Arshiyoñ Ne Kaha, Farshiyoñ Ne Kaha

Sayyadi, Murshidi, Ya Nabi Mustafa

Aap Haiñ Ba-Khuda Sayyadul Ambiya

 

Aamad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Kufr Cheekha Rasool-e-Khuda Aa Gaye

Waali e Do Sara Mustafa Aa Gaye

Aap Aaye To AatishKade Bujh Gaye

Be-Qararoñ Ko Jaise Qarar Aa Gaya

 

Aamad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Kat Gayi Sham e Furqat, Sawera Hua

Dekho Tashreef Le Aaye Khairul Wara

Jinke Jalwoñ Se ChamkeGa Ghaar e Hira

Do Jahañ Mil Ke Padhte Haiñ Salle-alaa

 

Aamad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Kat Gayi Sham e Furqat, Sawera Hua

Dekho Tashreef Le Aaye Khairul Wara

Jinke Jalwoñ Se ChamkeGa Ghaar e Hira

Do Jahañ Mil Ke Padhte Haiñ Salle-alaa

 

Aamad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Aamad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Toot Ke BütKade Ke Sanam Gir Gaye

Aap Aaye To Kaabe Ke Din Phir Gaye

Arsh Pe Baaraha Ye Khuda Ne Kaha

Aap Laaraib Haiñ Shah-e-Arz o Sama

 

Amad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Salle-ala Pukaro Sarkar Aa Gaye Hain

Ut’tho Ai Be Saharo, Sarkar Aa Gaye Haiñ

Mahboob e Do Jahañ ki Tazeem lazimi hai

Jhuk jaao Chaañd Taaro, Sarkar Aa Gaye Haiñ

 

Amad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Aamad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Aapke Gird Kaaba Raha ghoomta

Chaañd Jhoole Meiñ Paañw Raha Choomta

Hooreñ Jhoola Jhulaati Rahiñ Aapka

Noor Se Aapne Jug Ko Chamka Diya

 

Amad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Gham Ke Maaroñ Ka Aaqa Nabi Aa Gaya

BeSaharoñ Ka Data Nabi Aa Gaya

Aapne Safri Murdoñ Ko Zinda Kiya

Aap Shah-e-Zama Maalik e DoSara

 

Aamad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Rasooloñ Ke Sardaar Tashreef Laaye

Mubarak Ho Sarkar Tashreef Laaye

 

Banaya Jinheñ Apna Mahboob Rab ne

Wo Dilbar Wo Dildar Tashreef Laaye

 

Jo Allah Ke Baad Mukhtar-e-Kul Haiñ

Wo Maalik Wo Mukhtar, Tashreef Laaye

 

Jo din raat rote the Ummat Ki Khatir

Wo Ummat Ke Ghamkhwar Tashreef Laaye

 

MadadGaar Haiñ Jo Zamaane Meñ Sabke

Wo Sab Ke MadadGaar Tashreef Laaye

 

Hai Mahka Hua Jin Se Baaghe Do Aalam

Wahi jaan e Gulzaar Tashreef Laaye

 

Jinheñ Pyar Karta Hai Purnam Jamana

Jinheñ Sab Se Hai Pyar Tashreef Laaye

 

Mustafa Aa Gaye, Mujtaba Aa Gaye

Jaauñ Qurbaañ, Mere Rahnuma Aa Gaye

Saare khushiyañ manao, charagañ karo

Dekho Dekho Wo Salle alaa Aa Gaye

 

Amad e Mustafa Marhaba

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

 

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Marhaba Salle-ala Sayyadi

Sharing Is Caring:

Leave a Comment