Aapse Mil Ke Ham Kuch Badal Se Gaye || Barkate Raza

Aap Sabhi Ke Liye Pesh Hai Mashhoor Ghazal Aapse Mil Ke Ham Kuch Badal Se Gaye Ke Khubsurat Aur Mukammal Lyrics.
Is Behtareen Kalam Mein Muhabbat Aur Dil Ki Tabdeeli Ko Nihayat Hi Dilkash Andaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai.
Humein Umeed Hai Ke Yeh Pyari Ghazal Aap Sabhi Ko Behad Pasand Aayega.

Naat InformationDetails
Naat TitleAapse Mil Ke Ham Kuch Badal Se Gaye
Poet / WriterUnknown
CategorySufi Ghazal
Naatkhawan / ReciterUstad Nusrat Fateh Ali Khan
Book NameBarkate Raza Naat Book

Aapse Mil Ke Ham Kuch Badal Se Gaye Lyrics In Roman

Aapse Mil Ke Ham Kuch Badal Se Gaye
Sher Padhne Lage Gungunanae Lage

Pehle Mashhoor Thi Apni Sanjeedgi
Ab Toh Jab Dekhiye Muskuraane Lage

Hamko Logon Se Milne Ka Kab Shaunk Tha
Main Ilahaan Ka Bad Hame Daur Tha

Aap Ke Waaste Hamne Ye Bhi Kiya
Milne Julne Lage Aane Jaane Lage

Hamne Jab Aapki Dekhi Dil Naaziyan
Aa Gayin Humme Bhi Chand Tabdeeleyan

Ik Musawwir Se Bhi Ho Gayi Dosti
Aur Bazme Bhi Sunne Purane Lage

Aapse Mil Ke Ham Kuch Badal Se Gaye Lyrics In Hindi

आपसे मिल के हम कुछ बदल से गए
शेर पढ़ने लगे गुनगुनाने लगे

पहले मशहूर थी अपनी संजीदगी
अब तो जब देखिए मुस्कुराने लगे

हमको लोगों से मिलने का कब शौक़ था
मैं इलाहान का बाद हमें दौर था

आप के वास्ते हमने ये भी किया
मिलने जुलने लगे आने जाने लगे

हमने जब आपकी देखी दिल नाज़ियाँ
आ गयीं हममें भी चंद तब्दीलियाँ

इक मुसव्विर से भी हो गयी दोस्ती
और बज़्में भी सुनने पुराने लगे

Aapse Mil Ke Ham Kuch Badal Se Gaye Lyrics In Urdu

آپ سے مل کے ہم کچھ بدل سے گئے
شعر پڑھنے لگے گنگنانے لگے

پہلے مشہور تھی اپنی سنجیدگی
اب تو جب دیکھیے مسکرانے لگے

ہمکو لوگوں سے ملنے کا کب شوق تھا
میں الہان کا بعد ہمیں دور تھا

آپ کے واسطے ہمنے یہ بھی کیا
ملنے جلنے لگے آنے جانے لگے

ہمنے جب آپکی دیکھی دل نازیاں
آ گئیں ہممیں بھی چند تبدیلیاں

اک مصور سے بھی ہو گئی دوستی
اور بزمیں بھی سننے پرانے لگے

Leave a Comment