Aaqa Tere Aane Sai Rung Badla Zamane Ka Naat Lyrics || Barkate Raza


Yeh Pyari Aur Imaan Afroz Naat E Pak Mehboob E Khuda Sarkar E Do Aalam Ki Shan E Aqdas Mein Likhi Gayi Hai. Is Kalaam Mein Huzoor Ke Aamad Se Zamane Mein Aaye Inqilab Aur Inayat Ka Dilkash Bayan Hai. Is Rooh Parwar Kalaam Ko Parh Kar Apne Dil Ko Ishq E Rasool Se Munawwar Karein.

Naat InformationDetails
Naat TitleAaqa Tere Aane Se Rung Badla Zamane Ka
Poet / WriterSahir
CategoryNaat Sharif
Naatkhawan / ReciterAnas Younus
Book NameBarkate Raza Naat Book

Aaqa Tere Aane Se Rung Badla Zamane Ka Lyrics In Roman

Aaqa Tere Aane Se Rung Badla Zamane Ka
Hebat Se Gira Teri Har But But Khane Ka

Tupti Hui Reton Pe Padha Kalma Bilal Tera
Andaz Nirala Hai Tera Har Parwane Ka

Jis Jis Ko Pilai Hai Mere Aaqa Ne Hathon Se
Wo Bhool Gaya Rasta Har Ek Mekhane Ka

Shahkar Hai Qudrat Ka Tera Husn Mere Aaqa
Husn E Yousuf Hai Sadqa Aaqa Tera Khazane Ka

Tu Choom Le Taliyon Ko Kafuri Honton Se
Khud Rab Ne Sikhaya Hai Andaz Jagane Ka

Mehboob Na Gham Karna Sare Hashar Tu Ummat Ka
Mehshar To Bahana Hai Teri Shan Dekhane Ka

Jisko Bhi Mila Tukra Hasnain Ke Nana Se
Mangta Wo Bana Sahir Sultan Zamana Ka

Aaqa Tere Aane Se Rung Badla Zamane Ka Lyrics In Hindi

आक़ा तेरे आने से रंग बदला ज़माने का
हैबत से गिरा तेरी हर बुत बुत ख़ाने का

तपती हुई रेतों पे पढ़ा कलमा बिलाल तेरा
अंदाज़ निराला है तेरा हर परवाने का

जिस जिस को पिलाई है मेरे आक़ा ने हाथों से
वो भूल गया रास्ता हर एक मइख़ाने का

शाहकार है क़ुदरत का तेरा हुस्न मेरे आक़ा
हुस्न ए यूसुफ़ है सदक़ा आक़ा तेरे ख़ज़ाने का

तू चूम ले तलियों को काफ़ूरी होंठों से
ख़ुद रब ने सिखाया है अंदाज़ जगाने का

महबूब न ग़म करना सरे हश्र तू उम्मत का
महशर तो बहाना है तेरी शान दिखाने का

जिसको भी मिला टुकड़ा हसनैन के नाना से
मँगता वो बना साहिर सुल्तान ज़माने का

Aaqa Tere Aane Se Rung Badla Zamane Ka Lyrics In Urdu

آقا تیرے آنے سے رنگ بدلا زمانے کا
ہیبت سے گرا تیری ہر بت بت خانے کا

تپتی ہوئی ریتوں پہ پڑھا کلمہ بلال تیرا
انداز نرالا ہے تیرا ہر پروانے کا

جس جس کو پلائی ہے میرے آقا نے ہاتھوں سے
وہ بھول گیا راستہ ہر ایک مے خانے کا

شاہکار ہے قدرت کا تیرا حسن میرے آقا
حسن یوسف ہے صدقہ آقا تیرے خزانے کا

تو چوم لے تلیوں کو کافوری ہونٹوں سے
خود رب نے سکھایا ہے انداز جگانے کا

محبوب نہ غم کرنا سر محشر تو امت کا
محشر تو بہانہ ہے تیری شان دکھانے کا

جس کو بھی ملا ٹکڑا حسنین کے نانا سے
منگتا وہ بنا ساحر سلطان زمانے کا

Leave a Comment