Aayi Shab E Baraat, Yeh Qismat Ki Bat He Naat Lyrics || Barkate Raza


Shab E Barat Ke Muqaddas Mauqe Par Parhi Jaane Waali Yeh Pyari Naat Aayi Shab E Baraat Yeh Qismat Ki Bat He Gunahgaron Ke Liye Tauba Aur Rahmat Ka Ek Haseen Paigham Hai. Is Pyare Kalam Ke Zariye Allah Ki Rahmat Aur Ibadat Ki Barkat Ka Nihayat Hi Khubsurat Zikr Kiya Gaya Hai.

Naat InformationDetails
Naat TitleAayi Shab E Baraat, Yeh Qismat Ki Bat He
Poet / WriterNaadim
CategoryShab-e-Barat Special Kalam
Naatkhawan / ReciterRao Ali Hasnain
Book NameBarkate Raza Naat Book

Aayi Shab E Baraat, Yeh Qismat Ki Bat He Lyrics In Roman

Shabe Barat
Shabe Barat

Shabe Barat
Shabe Barat

Shabe Barat
Shabe Barat

Aayi Shabe Baraat, Yeh Qismat Ki Bat He
Jagun Sari Rat Yeh Ibadat Ki Rat He

Mareze Guahgar Se Tauba Karun Me
Farmane Mustafa He Yeh Shafa’At Ki Rat He

Hogi Qubul Sare Talab Garon Ki Faryad
Bas Dil Se Pukaro Yeh Sama’At Ki Rat

Sajde Karunga Ashqe Nadamat Bahaunga
Sab Kuch Melyega Mujhe, Yeh Inayat Ki Rat He

Sara Jagan Chhor Kar Masjid Chalo Naadim
Rahmat Hi Rahmat He Yeh Barkat Ki Rat He

Aayi Shab E Baraat, Yeh Qismat Ki Bat He Lyrics In Hindi

शबे बरात
शबे बरात

शबे बरात
शबे बरात

शबे बरात
शबे बरात

आयी शब-ए-बरात, ये क़िस्मत की बात है
जागूँगा सारी रात, ये इबादत की रात है

मर्ज़-ए-गुनाहगारी से तौबा करूँगा मैं
फ़रमान-ए-मुस्तफ़ा है, ये शफ़ाअत की रात है

होगी क़बूल सारे तलबगारों की फ़रियाद
बस दिल से पुकारो ये समाअत की रात है

सज्दे करूँगा, अश्क-ए-नदामत बहाऊँगा
सब कुछ मिलेगा मुझे, ये इनायत की रात है

सारा जहान छोड़ कर मस्जिद चलो नादिम
रहमत ही रहमत है, ये बरकत की रात है

Aayi Shab E Baraat, Yeh Qismat Ki Bat He Lyrics In Urdu

شبِ برات
شبِ برات

شبِ برات
شبِ برات

شبِ برات
شبِ برات

آئی شبِ برات، یہ قسمت کی بات ہے
جاگوں گا ساری رات، یہ عبادت کی رات ہے

مرضِ گناہگاری سے توبہ کروں گا میں
فرمانِ مصطفیٰ ہے، یہ شفاعت کی رات ہے

ہوگی قبول سارے طلبگاروں کی فریاد
بس دل سے پکارو یہ سماعت کی رات ہے

سجدے کروں گا، اشکِ ندامت بہاؤں گا
سب کچھ ملے گا مجھے، یہ عنایت کی رات ہے

سارا جہان چھوڑ کر مسجد چلو نادم
رحمت ہی رحمت ہے، یہ برکت کی رات ہے

Leave a Comment