Ali da malang Lyrics

Ali da malang Lyrics

 

ali imam e man ast o
manam ghulam e ali
hazaar jaan e girami
fida ba naam e ali

ali da malang main te ali da malang
maula ali naal nisbat meri
chad gaya mainu haidari rang

pade mushqil koi mushqil
kushaakhe yaad kar
har bala tal jayegi
sher e khuda ko yaad kar
banda e haider hai tu
ikhlaas ki aadat qabool
de diya qaatil ko sharbat
kis kada ko yaad kar

wo ali jo parda e qausain ka hamraaz tha
wo ali jis pe muhammad e mustafa ko naaz tha
wo ali jisne gadaon ko suleiman kar diya
wo ali jisne khuda ka kar musalman kar diya

ali se to fashaan hai jahaan ka saara chaman
ali hai siraaj e zamaana ali hai badro zaman
fana ye qaaba e iman se aa rahi hai sada
ali ka ishq haqeeqat mein hai khuda ki azan

har qalb ali jism ali jaan ali hai
mujh mein saro samaan mein samaan ali hai
iman to mikhlashi hai iman hi keh doon
iman to mera yeh hai ke iman ali hai

bawaqt e mard zabaan se jali jali nikle
har ik taare qafan se wali wali nikle
farishte qabr mein poochein jo rishta e ulfat
meri zubaan se ya rabb ali ali nikle

jab farishte qabr mein laane ko aayenge hisaab
sau sawaalon ka yahi hoga mera jawaab

ali maula ali maula vird pakawanga
ghaman de toofanan vichon paar lang jawanga

qabr mein jo mushqil kusha aa gaya
to marne ka mujhko mazaa aa gaya
sarahne pe kursi hairat ko dekha
nateere unko bhi haya aa gaya

dube hoye bedeyan nu ali paya taarda
avein ni zamaana saara ali nu pachchanda

phulan vich phul jivein hunda e gulab da
waliyan de vich roop waajan marda

Sharing Is Caring:

Leave a Comment