Allah se kya pyar hai Usmaan Ghani ka Lyrics
Allah se kya pyar hai Usmaan ghanni ka
MEHBOOB kkhuda yaar hai Usmaan ghanni ka
rangeen woh Rukhsar hai usmaan ghanni ka
bulbul Gul gulzaar hai usmaan ghanni ka
garmi pay yeh bazaar hai Usmaan ghanni ka
اﷲ khredar hai Usmaan ghanni ka
kya Laal shukar baar hai Usmaan ghanni ka
qand aik namak khawar hai Usmaan ghanni ka
sarkar ataa paash hai Usmaan ghanni ka
darbaar درر baar hai Usmaan ghanni ka
dil سوختو himmat jigar ab hotay hain thanday
woh saya deewar hai Usmaan ghanni ka
jo dil ko zia day jo muqaddar ko jala day
woh jalva deedar hai Usmaan ghanni ka
jis aaina mein noore Ellahi nazar aaye
woh aaina Rukhsar hai Usmaan ghanni ka
sarkar se payen ge muradon pay mradin
darbaar yeh Dar baar hai Usmaan ghanni ka
azad, girftar بلاے do jahan hai
azad, girftar hai Usmaan ghanni ka
bemaar hai jis ko nahi azaar mohabbat
acha hai jo bemaar hai Usmaan ghanni ka
اﷲ ghanni had nahi inaam o ataa ki
woh Faiz pay darbaar hai Usmaan ghanni ka
ruqq jayen marey kaam حسنؔ ho nahi sakta
Faizan madadgaar hai Usmaan ghanni ka
zouqe naat